ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    meray nazdeek forex trading myn asal failure trader ki greed hay keun kay greed aisi buri cheez hay jo kay agar trader kay andar a jay to trader bhot loss ka samna krta hy aur aksar to uska apna capital bhi khatam ho jata hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      sir waise to business ka rule hai profit and loss but forex mein jab log kahein ke is mein koi faida nahi hai to aap samajh jai ke jo log yeh keh rahe hain ke is mein koi faida nahi hai asal mein wo log mehnat nahi kersakte aur jab tak mehnat nahi kerein ge kamyab nahi honge.
      • #903 Collapse

        mere khayal me forex me asal failure wo hai jis me lalach ajai aur jo over confident hojai in 2 wajah k bad wo yahan failre kehlaiga aur wo phr kch sekh bhi ni sakta q k lalach se apko koi chez samajh ni ati bs focus earning par hota hai mehnat par ni aur over confident se ap me learning ka kch sekhnay ka koi mind ni banta q k wo khud ko expert samajhta hai aur kch sekhna ni chahta.......
        • #904 Collapse

          g forex main mera future hay k may forex trading learn kro aur zida say zida earn kro kio k ache zindgi gozarne k lye ziea earn zida paisa ke zaroorat hay aur forex ko learn karna samjhna mere dile kawish hay k may bhi ek acha trader ba nu............
          • #905 Collapse

            dear jan hum short cut use karty hain to loss to hona he ha is lye agar mind k sath or greed sy door ho kar trading ki jaye to kafi achi earning ki ja sakti ha is lye acha hard work ap life change kar sakta ha
            • #906 Collapse

              kuch logh masalsal loss kartey hain apni ghaltiyo ki waja sey iss waja sey wo samajhtey hain yahan sirf loss hota hai asal mein wo khud ghalt kaam kar rahey hotey hain isliye unhey laghta hai k ab kaam chor dena chahiye aor wo himmat har detey hain lekin apni ghaltiya nahi recover kartey
              • #907 Collapse

                jab trader aik bar fail ho jata ha to wo dobara recover karne k chakar men aur loss uthata ha yei waja ha k forex men log loss uthate hen..aggressive trading ka result hamesha nuksan he ha
                • #908 Collapse

                  ap kabi bhe fail nahe hoty hamesha winner hi rahty hai jis din ap apni galtyon sy kch na kch sikhna start kardyngy ap failure sy winner ban jayngy q k jo apni galtiyan nahe manty wo kabi bhe agy kamyab nahe hosakty hai apni galti ko manna ana chahiye
                  • #909 Collapse

                    dear friend forex men failure hota hy emotions per control na krna or be-sabry ho k kam krna or short cuts dhondna dear forex men failur sy bachny kaley hame emandari or hardwork or forex ka knowledge/ experience hasil krna hoga.
                     
                    • #910 Collapse

                      g dear mere nazdeek forex mein failure hai greed ki waja sy losss kha jana dear... apka kya khayal hai do respond
                      • #911 Collapse

                        dear ziada tar log fail tb hote hain jab wo apni mistakes se kuch na sekhen aur bar bar unhe repeat karte rahen ya phir jo log ziada greed karte hain wo ziada nuiksan uthate hain..isliye soch samajh ke kaam karna chahye.
                        • #912 Collapse

                          Forex me asal me failure wahan hota hai jab aap apn mistakes ko pakar na payen aur bar bar woi mistakes repeat karen tp wo aap ki sb se bari mistake hoti hai jis se loss hota hai
                           
                          • #913 Collapse

                            me smajti hn kay forex me kam kerna bht acha eh but wo log jo isko kharab krhe hn iski burai or khamiyan nikalte hn unme failure he wo itni jaldi himmat harjete hn kay unhe is bat ka andaza bhi nhi hota kitna bara loss krhe hn.
                            • #914 Collapse

                              jee han meray bhai ap ki baat bilkul theek hai k hamain jab bhi forex main loss hota hai to wo asal main aik failiure nahi hota bal k hamari apni galti ki wajah say hamain hi nuksaan hota hai so ham agar us say seekh kar kam karain to faida bhi ho saktah ai
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                Assalam-o-Alaiqum, mere khayal se forex me complete failure tou yehi hai k musal sal loss hota rahay profit na hoo aisi situation me me ye tou ni kahunga k trading chordain balk kuch waqt break lena chaiye 3 to 4 months phir usk baad dobara kaam karain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X