ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1426 Collapse

    I believe there are many reason why many traders fail in forex business and one of them is the factor that so many traders do not have the knowledge and experience to trade forex and so also many traders do not have the patient to wait for the right trade setup. forex is a very profitable business
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1427 Collapse

      jee janab actully sab say phele tw learning and experiance kiun kay aap kay pass agar forex trading kay baray me information ho gi tab he aap forex me fail hony say bacho gay ek secondthing greed hai jo kay insan ko asal me failure banati hai
      • #1428 Collapse

        yarooo forex may wo log hy jo kaam ko dil laga nahi kerta aur nakaami k bad demotivate ho jay. kiunky jab nakaami hoti to zakham her kisi ko lagta hy laikin kamiyab wo log hoty hy jo ghalti kerky b paraishan nahi hotay aur apni kaam ko bihtar tor per kernay ki koshish kerty hy aor yahee wja c main forex trading join kartaa hon.
        • #1429 Collapse

          jb tak hum kud hemat na hary koi b cheez hum haar ni sakti hai. or forex may b hum jb tak mind set k sth mehnat krty hai to 1-2 br loss hn b jay to hard work sy success mil e jata hai bus us k liay humny achy knowledge and guaidline chay hota hia or sub sy phely ek mind set and hemat jisy koi ni hara sakta
          • #1430 Collapse

            asal failure to ye ai k jab ap trade maiin greed kartey hain to jo kuch ap ko milney wala hota hai wo bhi ap ko nahi mil pata hai asal main.
            • #1431 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
              asa to forex pa bht sa log trading krata han or loss or gain b hota ha but wo kon sa point ha jis ma hm khata han k ab forex pa rahna ka koi faida ni ha kab asal ma failure hoti ha kew k loss is not failure explain
              failure i mean it is just a word but basically it is the thing that can tell us about our mistakes then when we meet with our mistakes then we realize that if i this was not happened then i can do this so you just then fullfill your mistakes and then all will right..
              • #1432 Collapse

                gee friends mere knowledge k mutabik profit or loss har business me hai but asal me wo sab se zeyada failure hota hai jis me zarort se zeyada lalach a jati ho .. to wo kabi b kamiyab ni ho skta q k wo apni lalach ki waja se majood amount ko b kho deta hai to phr os k pas kuch ni rehta ......
                • #1433 Collapse

                  meray nazdik Forex man asal failure yeh han k ham is ko without learning k start krdetay han or phir ham ko kuch samajh nai ata k ab is man kia kia jaye or yehi reason han k phir ham ko is man loss hota ha
                  • #1434 Collapse

                    there is not a single reason of failure in the forex rather there can be many reasons of failure in this. as far as my failure is concern then it was less knowledge of forex and the over trading but i think the best way is to learn about forex and the have a good and much experience.
                    • #1435 Collapse

                      forex me failure ni hoga and ager ap forex mein experience kar letay hay tu ap phir achi income kar letay hay kiyon kay ager ap market analysis kar leyn tu ap phir achi trading kar saktay hay isi liye tu mein market analysis karta hon aur trend ko identity karta hon yeh aik acha business hasy sirf knowledge hona chayie .
                      • #1436 Collapse

                        mere dost mein apko yeh kahna chaon ga ke forex trading ke andar mere nazdaik forx mein failure yeh ka agar ap nay 1 saal phale forex start ke aur 1 saal bad bhe use account size per hain yani total balance utne he to yeh failerue ha.
                        • #1437 Collapse

                          asal main logg is kam ko learn nai krty aur sirf andazy ki bunyad
                          pay hi trade oepn ker dety hain jis say on ka loss ho jata hay aur
                          is kay ilava kai logg lalich ki vja say bhe loss krty hain is main
                          • #1438 Collapse

                            forex main loos hota hain but hum apne loos ko kam kar sakte hain agar hum forex market main expert ho aur samaj kar trade karye to hum ko loos kam ho ga aur loos hone ki surat main hum apna loos cover be to kar sakte hain
                            • #1439 Collapse

                              dear mery nazdeek to forex mein asal mein failure ye hy k hamain loss ho to ham us say learn na karien wo hamara sab say bara failure hy kyun k hamesha loss say learn kar k successful hua ja sakta hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1440 Collapse

                                forex me real me failure jo hota hai i think woh hai jis bande ko is business ki knowledge and experience na ho or woh is ko learn na kar rha ho is lye forex me mere khayal se yahi sab se bara failure hai kiun ke sab he janty hain is me bina learning kuch nahi milta hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X