ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    jab hum loss kay baad confidence loss kar daitay hain ye humara real failure hai warna profit loss toh hota rahta hai magar humain loss kam nahi karna chahye ye bohat harmful hota hai humaray work kay liye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      mere dost boht acha sawal kia app ny,dekhain Fprex main asal failure loss hona nai hai balky is business k bary main apny knowledge ko na barhana is field main,main ek failure samjhta hon q k app Forex main business kar sakty han ek achy knowledge sy r achy knowledge sy hi app zada profit kama sakty hai so my friend the big failure in this business is a lack of off knowledge.
      • #633 Collapse

        meray khayal main failure ki kai wajohaat hain sab se pehley to aap ki knowledge forex ke barey main bohat aham hai , uss ke illawa aap agar trading main profit gain ker rahe hain to lalach na kerain kiyun ke ye aap ko daldal main phansa deti hai aur phir uss se nikalna namumkin ho jaa hai
        • #634 Collapse

          Do not be frustrated in Forex For suecess in Forex you have to earn knowledge and experience about Forex So those people who have not enough knowledge and experience ther are failiure.wo log jo is market men trading ki achi practice ahi kerty hain or is men money kamany k chakker men trading start ker dety hain.
          • #635 Collapse

            forex trading busienss mein mein yeh samjhat hoon k hum ziyada ter forex tarding busienss mein achi earning woh log kertay hain jinn k paas knowledge hai begheir knowledge hasil kiye howe log failure hain.
             
            • #636 Collapse

              bhai kam waqt mey zyada kaman hey yahi soch forex pe failure ka waja bunti hey,or ye mostly new users k sath hota hey jub wo aisa karney ki sochtey to wo apne bonus ko gunwa dety hein or isi bina pe unhe lagta hey forex pe rehney ka ab koi faida nai,jub k aisa nai hey forex poora moka dey raha hey kamaney ka,lekin iss me patience b zarori hey,agar sabar karogy or sahi faisley logey to kabi fail na hogey...
              • #637 Collapse

                i think bhai forex main asal failure ki wjha logon k emotions hain aksar log 1st time loss lene k bad ghbra jate hai or forex chor dete hai agr wo aisa kerne k bjai forex ki ziada knowledge lein to unko next time profit bhi hooskta hai aksr log apne greedy emotions ki wjah se fail ho jate hain wo ziada ki khawish main thora bhi kho dete hain to i think humein trading main apne emotions ko control main rkhna chahye......
                • #638 Collapse

                  miry kahyal sy ek trader tab he forex sy dispoint hota ha or forex ko chorny ka sochta ha jab wo bar bar trading mi loss karta ha or apna balance wash karwa lyta ha tab wo forex sy dispoint ho k es ko chorny ka sochta ha miry kahyal sy jab bar bar loss ho to hamy trading real chor k demo py work karna chaehya or forex ko mazid learn karna chaheya or apni galtio sy sikhna chaheya ta k ham next time profit earn kar sky or successful ho sky.
                  • #639 Collapse

                    i think k failure point wo hoya jb eik trader bar bar loss k samna karny k bavjod b achi amount se invest karta ho or kisi b sorat me profit na hasil kar pa raha ho
                    • #640 Collapse

                      forex me ager ap daiky to ap ko bi loss hota ha our sab ko he is me people jo bi is me trading karty ha to wo is me loss karty ha liken ap our wo peoples is me sirf loss he nahe karty ha balky is me wo profit bi hasil karty ha q k is me ap ko loss ap k mind sy hota ha .
                      • #641 Collapse

                        har kc ka forex trading karne ka future hota hay aur sab ke apne apne raye hay koe kis hisab se work karta hay koe kis hisab say may tu forex future may kuch learn karna like karta ho aur sath sath me earn bhi karta ho jo bohat zaroore hay life ko gozarane k lye
                        • #642 Collapse

                          dear ,forex trading k koi paon nahi hai jo khood ba khood chalta he rehta hai balke ye currency k utar charhao sai uper neche jate hai or rahi baat failure ki toh ye failure khood apna he hota hai k hum itni achi trading nahi kar sake apne order ko proper manage nahi kar sake or apna he loss karwa beathe.
                          • #643 Collapse

                            dear friend ap nay ik acha sawal keya hay aur may ap ko bata du kay forex may asal faliure yi hay kay ap bar bar trade kertay hain aur pir be us may loss hota hay aur pir be wo apni ghaltyo ko nahe sudharta ,dubara wahe ghalti kerta hay
                            • #644 Collapse

                              forex trading aik online bussiness hai is mai app ne trading se profit earn karna hota hai trading ke doora app ko hard working ki zarorat hoti ha sab se mushkil kam bit lagana hai jo dekh kar aur soch samjh kar lagani hoti hai
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                good question dear g mere khayal me forex joblees logo ker liye acha plaatform hai jaha woh apna future destorye karne ki bajaye achi earning kar sakti hai kyi ke time wast karne se to agar hum thora bi earning karb kle to woh bi behtter hai is liye logo ko chaiye ke apna future bannay or job kar ke profit earn kare

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X