ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1501 Collapse

    Ye jo ap na baat ki ha,asal failure is mein hi chupa yani forex ko ye samajh k chor dena k ab is ka koi faida nahi,ye attitude ghalata ha,forex mein loss temporary hota ha,usay recover kiya ja sakta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1502 Collapse

      Mairay khayal say toa failure yeh hoti hai jb hamain sirf loss ho raha ho ya Phr is say bh bari failure yweh hoti hai jb ap haar maan laity hain k UB main isko acchay say NAE kar sakta
      • #1503 Collapse

        forex trading mein ager aap new hain tu keep in mind keh 2 cheezain pay control bhat he zaroori hai aik lalach na kerna aur 2nd hai sabar say kaam lana ager aap ne in both cheezoon pay control ker liya tu its sure keh aap loss nahi kerain gay forex trading ke busienss mein.
        • #1504 Collapse

          Actually jab ek trader ko bar bar loss hota he tab oh esa keheta he.Lekin mere hisab se esa nehni kehena chahie.Kiun ki jab hame loss hota he tab usmehamari hi galti hota he.Ham market ko sahi se analysis nehni karpate islie hame loss hota he.So hame loss se bachneke lie forex ki proper knowledge hasil karna hoga.
           
          • #1505 Collapse

            mery khyal se forex main faiure zyda lalach ka hota hai log lalach karty hain k hum is kam main bs achy pasy kama lay jis k lie wo lalach karty hain or loss main jaty hain
            • #1506 Collapse

              Asslamu allikum wa rehmatullahi wa barakatihi janntt halalahu wa dozkh haramahu dear all pakistan forex forum members main to failue un ko hi kehon ga kay jo log forex main a to jatay hain magar is ki na to practice krtay hain aur na hi is kay baray main study krttay hain yahi log forex main fail hain........
              • #1507 Collapse

                forex aik best kam hai is main loss b hota hai is loss main humain bhar ana hai tih humain is main achy se practice krna hogi
                • #1508 Collapse

                  asal failure ye hai keh hum apny emotion phy control nhi kar paty hmary pas behtreeen staretgy hoti hai lekn trade phy trade lgaty jaty hain koi target nhi..koi plan nhi bus trade lagty jaty hain.aur yahi chez hmin fail kar daiti hai
                  • #1509 Collapse

                    it is small in forex is not big capital that we use, but and rules of thumb that we need to conquer this business very hard, indeed if the smart people will not no death , all must be a way that we indeed have a science. because all of this in our lives need science to advance
                       
                    • #1510 Collapse

                      mere khayal mein faliur wai hota hai jo practice ya experience hasil nahi karta hai forex bussniess mein na hi is ko seekhta hai bs aese hi is mein kam karny lag jata hai.
                      • #1511 Collapse

                        g ha bhai mai ap ki bat sy agree ho is mai bht sy log fail hoty hai but unhy chahiye k himat sy km lein profit b bht zeyada hota hai is mai zaroori nhe k los hi los ho profit b bht hai
                        • #1512 Collapse

                          kaha jata hai God Hels Those Who help themselves forex main profit usi ko milti hai jo mehnat say kaam kerta hai and interest show kerta hai.
                           
                          • #1513 Collapse

                            meri yaha p ye failur hai k es mai risk bohat leta hu aur ye mai apnay capital se be zeaday leta hu and ye bohat he bura hai yar kam risk lo
                            • #1514 Collapse

                              Through the markets movement and technical analysis we have to trade in forex for getting profit and working the same well introduced in the same we work in channels that can be used to control your emotions
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1515 Collapse

                                Fx trading profit and loss may be profitable in a business deal a certain thought through technical analysis that you select a chart into it. As the loss for me personally is a step machetes learning in a few business transactions, complex within the money market. Now the merchant may perhaps win may lose this specific by fluctuations that occur in the money marketing.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X