Forex Main Loss Se learn Karna Hamein Kamyab Bana Deta Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex Main Loss Se learn Karna Hamein Kamyab Bana Deta Hai

    ji Bhai aapane sahi kaha Forex mein galtiyon se hamen sikhna chahie agar kabhi hamen loss ho raha hai aur vo loss hone ki vajah jo galtiyan humse Hui hun un ghaltyon se a hamen sikhna chahie tabhi Ham ismein kamyab ho sakte hain In ghaltyon se hamen knowledge aur experience hasil hota hai Jo bad main profit kamane ka zariya banti Hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex Main Loss Se learn Karna Hamein Kamyab Bana Deta Hai

      aslam o alikam g han bhai ap na bilkul thek keha forex ma loss se learn ker ke hi hum log kamyab hu sakte han ap kabi bi kamyab nhi hu sakte jeb teq ap learn nhi kerte ur agye nhi berte ap ko apni nakami ka pata huna chaye teb hi ap kamyab ke sath forex ma kam ker sakte han ur kamyab hu sakte han
      • #18 Collapse

        Re: Forex Main Loss Se learn Karna Hamein Kamyab Bana Deta Hai

        Jee hain humain iss main jab be loss hota hain humain iss main sabar sy kam lana chaiye or iss main humesha loss sy sabak hasil karna k khoish iss main karni cahiye tabhi hum iss business main agye jaa sagta hain or iss main trading ko acha sy tabhi samj sagta hainn humesha humain iss main safe trading kar k profit bana chaiye or iss main laalach nahi karni chaiye humain tabhi kamiyaab hain iss main
        • #19 Collapse

          Re: Forex Main Loss Se learn Karna Hamein Kamyab Bana Deta Hai

          g han forex ma loss se ghabrana nhi chahye bulke loss se learn kerna chahye jo loss se learn nhi kertre apni mistakes ko ignore kerte hen wo humesha nakam rehte hen or jo loss hone ke bad zyada mehnat or lagan se kam kerte hen wohi kamyab trader bante hen
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Forex Main Loss Se learn Karna Hamein Kamyab Bana Deta Hai

            bilkul loss se hum learn he karte hain to is ke liye hamen cahiye ke hum loss se bilkul bhe na ghabraen q ke loss bhe to is business ka hissa hae loss main bhe hamare liye nishani hote hae to hamen cahiye ke hum apne loss se apne mistakes ko pick karen take hum un mistakes ko khaatm kar saken

            اب آن لائن

            Working...
            X