Dear ham main bahut sara trader aisa hota han jo profit kamana ke bahut jeldy main hota han aur wo ak ka bad ak trade open krta rahta han us lya un ko aksar lose ho jata hai dear mera experience ka mutabiq ham ko aisa nea krna chaya ham ko jald bazi main kabhe bhe trade nea lagani chaya aur hamasha acha waqt ka intazar krna chaya kiun ka agr ham na galat time main trade open ke tu ham ko lose ho ga us sa bahter hai ka ham acha waqt ana ka intazar kr lan
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим