Members stoploss ki importance ko kyon nahin samajhte
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Members stoploss ki importance ko kyon nahin samajhte
    bhai jaan Pakistan forex trading aisa business hai jismein stoploss ki ahmiyat ko ignore nahin kiya ja sakta jab tak stop loss ke sath kam karte rahenge account bhi save rahega aur accha profit bhi ab karte rahenge lekin member stop loss use nahin karte Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Members stoploss ki importance ko kyon nahin samajhte

    G Han apne theek kaha forex main stop loss bhot hi acha option hai hamain is se bharpor faida uthna chahye lekin log is ki ihmiyat se na waqif hai our aksar loss isi wajha se bhot zyada loss ka shikar ho jate hain our account bhi wash ho kate hain.
    • #3 Collapse

      Re: Members stoploss ki importance ko kyon nahin samajhte

      Best trader Jo hota hai vah apni heart rate mein stop last ka use Karta Hai isase account save rahata hai..
      • #4 Collapse

        Re: Members stoploss ki importance ko kyon nahin samajhte

        Ji bilkul ap ne aik achi bat ki hai forex mein kuch log stop loss bilkul bhi use nahi kartay shyed unhen es ki importance ka andaza nahi hota wo beghair es ko use kiye es ki ehmiyat ko judge nahi Kar Saktay es liye stop loss laga len es ko lazmi use Kiya karen kiun k es k boht ziada faiday hotay hain es se apko loss Kam se Kam hota hai jo ap boht jald recover Kar saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: Members stoploss ki importance ko kyon nahin samajhte

          g bhai ap na bil kul thk kha h members stoploss ki importance sa na waqif h ise liye wo loss ka shekar h rahy hn pakistan forex trading m stoploss ki bht ahmiyat h or jo members is ahmiyat ko jan jaty hn wo kabhi bhi is ko use na krny ki nadani ni krty
          • #6 Collapse

            Re: Members stoploss ki importance ko kyon nahin samajhte

            haan jee aap ki baat bilkul theek hay forex kay akser log stoploss ka estaamaal nahi karty oar apna account wash kara lety hain hamain stoploss.ka estaamaal zaroor karna hay
            • #7 Collapse

              Re: Members stoploss ki importance ko kyon nahin samajhte

              forex aik unique busienss hain hamy stop loss ko use kar kky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy foex aik unique business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy is mai ahteyat sy kam karna ho ga forx kabe be band na hony wala unique busines hain is mai hmara koi be boss nahi hote
              • #8 Collapse

                Re: Members stoploss ki importance ko kyon nahin samajhte

                g han asa he hain hamy stop loss ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy learning ko best bana kar forex mai mahnet sy kam karna ho ga forex aik bohat bara business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Members stoploss ki importance ko kyon nahin samajhte

                  hamy stop loss ko use kar ky forex mai kam karna ho ag pher he hum pasia kama saky gy forex aik online business hain humk si mai out off cost accout bana kar be kam kar sakty hain agar hum stop loss ko ignore kar ky kam kay gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Members stoploss ki importance ko kyon nahin samajhte

                    dear traders stop loss ki important Ko nahin samajhte Hain knowledge na hone ki vajah se traders ko stop loss ke bare mein knowledge hasil Karen kay stop loss use karne ki vajah se aap money management rules kay mutabik trading karte hain aur aapka account wash hone se Bach jata hai or stop loss kay sath trading discipline ke sath hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Members stoploss ki importance ko kyon nahin samajhte

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
                      bhai jaan Pakistan forex trading aisa business hai jismein stoploss ki ahmiyat ko ignore nahin kiya ja sakta jab tak stop loss ke sath kam karte rahenge account bhi save rahega aur accha profit bhi ab karte rahenge lekin member stop loss use nahin karte Hain
                      Mere Khyal Mein isase ki ek Badi reason yah hai ki logon ko pata hi nahi hai ki stop loss Kis Liye use Kiya jata hai isliye vah ise Ek West chij samajhte Hain in Logon Ko yah understand kar lena chahie ki stop loss aur take profit bahut hi acche To Hain Agar Ham Inko use karte hain to Forex trading ki ek Badi movement se Ham Apne account ko mahfuj Rakh sakte hain
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                      • #12 Collapse

                        Re: Members stoploss ki importance ko kyon nahin samajhte

                        their members trading mein stop loss ka use use waqt hota hai jab aap apne trade per najar nahin rakh sakte aap biji hote hain aur ek. Select kar lete hain ki is is. Per pahunch kar mera trade auto pay close ho jaaye aur mujhe jyada loss Na Ho to usko StarPlus kahate Hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Members stoploss ki importance ko kyon nahin samajhte

                          Yes members stop loss ki improtane ko nhi smajhte hain lekin koi masla ho sakta hain har kisi ka trang ka self style hota hain forex trading main or main kabhii bhi stop loss play nahi kiya ha main manual trading ko pasand karta houn esi liye kabhi bhi stop loss play nahi kiya wese ager appp stop loss play karna chatey ho to ye achi bat ha es taran app big loss se bach jatey ho
                          Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                          :1f4af:

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X