Traders ki apni strategy ziada successful hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ki apni strategy ziada successful hoti hai
    Pak forex forum pay strategies bhi discuss hoti rehti hain. Her tarder ko apni strategy khud banani chaiye kiyu kay her trader kay account balance dusray say mukhtalif hota hai. Learning ,knowledge aur experience mai bhi faraq hota hai iss liye kisi dusray trader ki strategy follow kernay say pehlay aik comparison zaroor ker laina chaiye warna blindly strategy follow kernay say loss bhi ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders ki apni strategy ziada successful hoti hai

    G han agar apni trading strategy banai jaye aur esi ko use kar key trading ki jaye to es me hamy weakness ka andaza ho sakta hay jes ko bad me ham esy weakness ko apni trading strategy se khatam be kar sakty hey aur es ki waja se hamary knowledge aur experience me be ezafa hi hota hay agar ham other traders ki strategies ko use karna apna maqsad samjy gey to esy weakness ka knowledge tak be hamy nahi ho saky ga.
    • #3 Collapse

      Re: Traders ki apni strategy ziada successful hoti hai

      Jitny BHI kamayb traders hn wO sb apni apni strategy kO hi fOllow krty hn but hamin cahhye k hm market kO Analyse krny k liy apni strategy kO fOllow kren jitna hOksy hamin ismain training krni cahhye jistrah HM iskO dakh k Acha profit earn krskty hn
      • #4 Collapse

        Re: Traders ki apni strategy ziada successful hoti hai

        Gee haan forex mein jo traders khud strategies bana ker kaam kertay hain woh forex mein bahut zayada kamyab hotay hain aur sae unn ko bahut achi income bhi hoti hai aur iss tarah unn kay experiance mein bhi bahut zayada izafa hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Traders ki apni strategy ziada successful hoti hai

          Asalamu Alaikum to all. Gee han bilkul kisi ki zara se baat sun kar ya koe strategy read kar k us ki base par trade nahi layni chaye . Agr kisi ki strategy follow bhi karni hain to phly pori research kary demo account par apply kary then real par trade kary kiyo k kisi ki strategy par work karny k liay bhi apny mind ka use karna chaye kiyo k nakaal k liay bhi akaal chaye ki zarurt hoti hain. So use your own mind
          • #6 Collapse

            Re: Traders ki apni strategy ziada successful hoti hai

            Assalamualaikum ji bilkul AP ne thek kaha k trader wahi kamyab hota hai Jo achi strategies use krta hai aur koi b achi strategy us wakt bna sakta hai jb us k pass experience ho ga aur experience sirf aie ga zeada se zeada learn karain ge is waja se AP mehnat karain aur zeada se learn karain aur phr kamyabi hasil karain
            • #7 Collapse

              Re: Traders ki apni strategy ziada successful hoti hai

              Ji Haan biLkul foRex Main kiSi Ko coPy Karnay Yaa Signals oR INdicators ko Use Karnay ki Bajaaey Agar Hum Apni Strategies Use KaRen To Kaafi Confident Bhi RaHen gy Or Trading Main Bhi KaMyaab Ho JaaEn Gy To HumEn Chaahiye k Agar FoRex Main KaamYaab HoNaa Chaahtay HIn To LoTt SiZe Kam Hi Rakhen Or achi StrateGy Kaa Use KaReN....
              • #8 Collapse

                Re: Traders ki apni strategy ziada successful hoti hai

                forex aik unique business hain hum is mai strategy bana kar kam kary gy to hamy kamaybe mil jy ge forex aik acha busienss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha busienss hain forex aik wasee busienss hain hum is mai part time be kam kar sakt hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Traders ki apni strategy ziada successful hoti hai

                  Sar Pakistan Forex trading Karke profit Hasil karna chahte hain To Hamen apni planning Karni Hogi Agar Hamari apni planning Hogi aur ham Apne plan Mein Kamyab Ho Jaenge aur bahut profit Hasil Karenge to Aage Ham Pahle Se Bhi e bahut planning Karke profit Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders ki apni strategy ziada successful hoti hai

                    yes trading main strategy hi success banta hain isi liye ham jab is main strategy bante hain to cha hona cahye aor forex main planing ka buhut ihmiyat hota hain apko planing k baghir is main kam nahi karna chahye posting aor tarding donoo main planing hona zarori hota hain aor jo is main planing nahi karte hain aun ko is main loss hota hain aor os mein acha bonus bhi hasil nahi hota hain aor hm ko is main acha strategy k sath nis masin kam karna chahy
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders ki apni strategy ziada successful hoti hai

                      aur is trha ki startegy banay main aik achy trader ya aik norma trader ko kafi time lag jaa hy aur jab wo haasil kar leta hy us sy acha trader koi nah ban opta
                      Click On Name And Visit My Journal
                      Naseer953 Trading Journal
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse
                        mali53 سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown

                        Re: Traders ki apni strategy ziada successful hoti hai

                        Aapki baat bilkul theek hai agar Har trader apni strategy Banakar kam Karta Hai To Uske Jyada translate Ho Jaate Hain successful hone ke Kyunki vah Apne knowledge or experience Se Hi apni strategy ko banata hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X