Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    sahee hain . par forex trading main sirf wo log success full nahee hoty hain . jo k forex trading main bina expereince or knowledge nahee hotha hain . or jiss trader k pass forex trading main ek acha expereince or knowledge hotha hain . tu hamesha ek success full trader hoty hain
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      Kiyon k vo working me serious nahin hote unhen srif earning ka shoq hota he magar jab un ko kaam karna parhta he to vo with in a week hi boor ho jate hen or kaam chor jate hen.
      • #438 Collapse

        Basically trading krne k liye apko experience hona chahye aur experience exact working aur concentration se ata ha lekin zyada tar logo main ye dono cheezain nahi hotin woo bs chahtay hain k amount invest ho aur bs profit ho but ye reality ni ha apko trading main b brain effort aur smart tricks use krne partay hain aur theen ap succcess hote hain but yaha zada log first loss kr k he bhag jatay hain jo k unki nakami ka sabab bnti ha :-) Cheers
        • #439 Collapse

          forex har banda forex pe kamyab nae hota is ki bht se wajuhat hain...sab ke lye different waja hai...kisi ke pass experience nae ho to kisi ke pass sabr.jaldi give up kr jate hn....trading seekhna pehle zyada preferable hai...aisa nae ke aaj aye or millionare ban gae....kisi cheez ko seekhne aur phir us pe kam krne se profit zyada aur loss kam hota hai
          • #440 Collapse

            I think many new trader did not know what is forex and how its works because they think forex is fake or gambling then they did not learn forex properly because they have wrong mind about forex .
            • #441 Collapse

              Sab sa pahly bat jo log new Forrex ma atay han in ka pass knowledge ki kammi hoty ha ya wo saye tarhan sa analysis nai kar patay jis kee wajw sa wo apna sara capital loss kar latay han or pher disheart ho kar Forex trading chorr datat han, Successful trader bannay ka liyay sab sa pahlay hammay sai tarhan sa forex ka baray ma knowledge hona zarorii ha, YA ak or waja bee ho sakti ha jo ka kam practice or jaldbazi ha Forex ma jldbazi ka koi kam nai ha...............Insan wo hy ha jisay Dog or cat ka farq malum ho.
              • #442 Collapse

                Ha brother me apke post ke sath mukaml tor par he agree ho bht se trader he ate he forex pe but less expeirance ke waja se kamyab nahy htr
                 
                • #443 Collapse

                  Is ki waja yeh hay ke is ko kam samaj kar karne wale bhi kam hi haya ur jo is ko kam nahi samjte hay wo nakam ho jate hay is liye is ko app proper sikh kar kare app ko is main achi earning ho ge .
                     
                  • #444 Collapse

                    news of all kind types are very usefull in all the time if you are interested to use it for the benificial purpose. forex share business news and update users/followers from all the current market activity. through this way if some one show keen interest my learn and earn alot.
                    • #445 Collapse

                      woh isliye keh bohot sarey log jo is main atey hain woh isko achi trha se learn nahin akrtey hain aur is main work start kar dete hain jiski wjha se unhen is main always loss hi hota hey aur woh fail hi hotey hain.
                         
                      • #446 Collapse

                        forex trading main sahee har roz bohat he sari log aty hain . par forex trading main wo he log kamyab nahee hoty hain . jo k forex trading main bina expereince k he aty hain .or forex trading jin logo ko forex trading expereince khowladge hotha hain .tu wo forex trading main bohat he acha profit earn karty hain or wo is main ek success full trader be bnaty haijn
                           
                        • #447 Collapse

                          I think iski basi waja ye hey ke jo log new hotey hein unhein forex trading ka itna experience nh hota aur na hi wo itna waqt de paate hein ke wo trading ko samjh sakein ham ye keh sakte hein ke wo bina mehnat ke sab kuch hasil karna chahte hein jo kbi nh hota
                          • #448 Collapse

                            Iski sab se bari aur main wjha forex main lack of knoweldge aur experience hota hey aur jo koi bhi forex main lack of experience and knoweldge ke sath is main enter hotey hain wohi is main fail hi hotey hain.
                             
                            • #449 Collapse

                              han ye baat such hy k bht sy log trading main ate hain par success nhi ho pate hain, uski waja yahi hy k wo is business ki pori tarha learning nhi karte hain or is k rules ko follow nhi karte hain jis ki waja sy wo ismian kamyaab nhi ho pate hain or ulta unko loss hota hy,
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                Forex trading ek aisa business hai jis ko daily hazaro log attend karty hai lekin bohat kam log is me successful hoty hai. Unsuccessful traders wo hai jo begair kisi knowledge ya experience or lalach ya emotions k sath trading karty hai or un ko bohat ziada loss ka samna karna parta hai. Or successful trader wo hai jo hardwork, experience, knowledge, spend time, or smart mind k sath trading karty hai or low risk k sath ziada profit earn karty hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X