Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    ouske waja ye hai ke on logo ka experience kam hai forex trading ke bare main.market trends ko follow nahi kerte aur galat trade kerte hai aur nuksaan hota hai.forexm mai experience bhot important hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      jee han forex tradign aik risky orr muskil kam hi jis ko learn kerne ke lye ap ko sakht mehnet ki zaroort hoti hi agar ap learn ker ke trading ko suruh kero gye to ap log asni se earn bi ker loo gye iss lye learning ke bagar ap kamyab nahi ho sakte
       
      • #363 Collapse

        log successful esliye nahe hotay hain wo mehnat karkay seekh nahe letay na janab yehi masla hay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas bohat achi skills hon ap achi earning kar saktay ho ap ko acha knowledge aur experience acha chaiye phir success milay gi bas har working chaiye
        • #364 Collapse

          un ka asal problem no suffiecient knowledge of about forex hai lack of knowledge log bs yahan kisi k bhi suggest krne pe aa jate hein aur without any knowledge or experience k kaam start kr dete hein jis se loss krwa lete hein so jis kaam ka experience na ho os k liye itna bhari risk lene ki bhi zaroorat nhi but agr daily kaam krein ge tu atleast market se in touch rhein k knowledge gain krte rhein ge
          • #365 Collapse

            yes sir me ap se agree hu or me ye manta hu k forex aik bohat acha bussiness in sab educated and interested peoples k liye hai ta ke wo is se paise kama sake or me ye manta hu k bohat hi km logo ko yaha success milti hai q k har kisi k pas skills and good knowledge ni hoti hai,..
               
            • #366 Collapse

              vo is leye k un ko koi guide karny wala nahi hota phir jab un ko koi sekhaye ga nahi samjhye ga nahi tab tak un ko forex k kam main kamyabi ksi milya gi is leye har new k new member ko chaiyeh k is ko sekhy ta k jab koi kam sekh ka kary ga tab usy forex k kam ko chorna nahi pary ga or jab vo nahi chory ga tu agar bill farz osy losss bhi hojata hai tu osy itna feel nahi hoga
              • #367 Collapse

                nice quwstion of yours meray khayal main log sirf ek concept bana kar forex ko join kartain hain kay humay is kaam say earning hoge but inko forex treading ka basic knowlege he nahi hoti or or wo log sirf greed main akar is forex ko join kartain hai or apna capital loss kar datain hain .
                 
                • #368 Collapse

                  forex trading main sirf wo log success full trader nahee ban jaty hain jin logo ko forex trading main koye acha experiece nahe hotha hain or jo log forex main lalach karty hain .or jo log mehnat nahee karty hain or forex trading main jo achi trader hoty hain or jo llalch nahee karty hain tu wo forex trading main ek achi trader ban sakty hain
                     
                  • #369 Collapse

                    is ki kai wajuhat hoti hain aik to ye ke log forex ko seekhe baghair hi doosron ki dekha dekhi join kar lete hain aur markete ko analyses nahin kar sakte jis ke waja se loss kar lete hain is ke elawa, kai log lalach main aa kar bohat zyada trade khol dete hain jo loss kar deti hain aur phir ye log disheart ho jate hain
                     
                    • #370 Collapse

                      Many people join forex daily but very few of this having a success in the forex market . to make a success in the forex first of all learn hard with mind and having a good experince in the forex and knowledge gain from the other which is already working in the forex trading is the key to gain success in the forex trading
                      • #371 Collapse

                        main is baat se itefaq nahi karta. chon k Forex trading main register free hai is liay log boht se account bana lete hain aur sare account to wo istemal kar nahi sakte aur aik hi account use kr sakte hain. lihaza baqi account unuse rehte hain.
                        • #372 Collapse

                          Dear main aap say bilkul agree karta hoo. Forex Trading mian earning hasal karny kay liye ya successful honay kay liye sirf balance hi zroori nhi aap kay pass knowledge ka hona bi bohat zroori hay . Forex Trading main aap jitna patient say kaam laye gaye utna hi acha hay .
                          • #373 Collapse

                            Mera khyal hay esmain main resion forex trading kay bary main kam knowledge hona hay agar hum forex trading main aa kar eskay bary main study karen aur esko seekhain to hum es main kamyab ho sakty hay.
                               
                            • #374 Collapse

                              Iski main waja ye hai ko jo daily trading krta hai uskay andar lalach hoti hai jisti waja say wo daily trading kr raha hota hai or is waja say ussay loss hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                brother ap ne theek kaha hy us ki waja ye hy k log seekte to he is ma time spend kart he nhi or kehta he k hum is ma business pase investment kar k bht earn karne laga ga per aese nhi hot jab tk ap ko forex ki basic chezn k bara ma pata nhi ho ga ap kase earn kar sakte ho is ma

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X