Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    bohat se log yahan sirf apna paisa double karnay atay hain bohat se log forex ko aik game samajhtay hain lekin asal main yeh aik real business hai jo yahan pehle seekhta hai wohi yahan pe kamiyaab hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      yes ma ap se agree ho bohat log daily forex trading par atye hai lakan kamyab kam hotye is ki ye wajh hai ka wo wrong raste yse kartye aur emtion greed bet sue kartye raning ka liye aur faill ho jatye hai is ma.
      • #258 Collapse

        ge han esa hi he bohat se log forex me ate hen our jaldi hi loss kar k chor jate hen oski bonyadi waja ye he k koch log short cut use karna chahte hen and koch log forex k bare me itni knwolege nai rakhte tu woh loss kar jate hen is liye behtar yahi tareqa he k ap pahle demo acount me prectice kare our agar phir ap sanjhe k ap kamyab ho sakte hen tab ap apna qadam rakhen our live tred karen ,
        • #259 Collapse

          mere khaysl sy wo log succeesful hoty hain forex py jo kbhi hopeless nai hoty q k forex market aik risky market hai es main ap ko start mains eekhne k liye kafi time lg jata hai or lose bhi hota hai tu wo log jo umeed ka daman nai chorty daty rehty hain wo successful ho jaty hain
          • #260 Collapse

            aj tak jo b daily time frame may gaya who loss nahi howa brother who success howa hai our is liyeh k who jub daily time frame may jata hai tu us ka acccount may dail jesay hi ho ga na na k 30 mints time frame jesay so who success hotay hai nay k loss hotay hai so brother trader who hai jo is may apnay analysis par trust kar sakta ho
            • #261 Collapse

              yes you are right aur uski wjha yeh he keh jo log forex main atey hain woh forex ko phley achi trha se leanr nahink artey hain aur is main enter ho jatey hain aur isliye woh yahan par always fail hi hotey hain.
                 
              • #262 Collapse

                g mara dost ap na yah job sawal kaya ha muja bohot he ach lagta h ktyo ka yh ak bohot achi bat ha as ka bara ma muaj aysa lagta ha ka as am ahmy bohot ahnat karne parta ha as leya ahmy.
                • #263 Collapse

                  Only those traders are work with long term with this business who want to build his career in forex business and those trades are leave this business who want to become rich in just one day. forex is not for greedy people. traders must should to control his emotions and greed if they want to run in long term.
                   
                  • #264 Collapse

                    janab aap nay theak kaha jo trading ko souch samaj k karty hain apny knowladge say kam karty hain wo kamyab rehty rehty hain or kuch loog baghir knowladge k kam karty hain wo apna loss kar k forex ko chor gyty hain
                     
                    • #265 Collapse

                      han g aisa is liay hay k un logon mein patience ki kami hay. yeh phr wo log hotay hain jo chahtay hain hum kaam hi na karain aur hamari earning ho rahi hon. lekin aisa to possible nahi na. hum jab forex mein enter hotay hain to yahan isay seekhnay mein kaafi time lag jata hay aur phr earnings mein bhi.
                      • #266 Collapse

                        dear balkul thek kha ha ap na jo new athy ha wo to first me sucess full nahi ho sakty ha oun ko forex ka koi idea to nahi hota ha wo hy sucess full hoty ha jo knowldge rahkty ha forex ka
                        • #267 Collapse

                          bohat se log daily forex pe aate hain aur bohat se kam log sucessfull hopaate hain wo iss liye jo sucessfull ho nhi paate un ko knowledge bohat kam hoti hai .
                             
                          • #268 Collapse

                            Byshak trading ko bhout se log regular join karty hain or bhout kaam percentage successful trader ki hai us ki reason yeh hai k trader jab apni strategy and apny banaye howay Forex k rules ko break karta hai tu woh loss ki taraf jata hai.Trader apney loss ka kisi ko blame nahi kar sakta hai because trader jab loss karta hai tu us ki reason koi or nahi trader ki apni mistake hoti hai jo woh repeat karta hai or apni strategy ko jab hide karta hai tu woh greed or baqi things jo Forex main kafi dangerous hai un ko use kar k loss ki taraf jata hai or jo trader kamyab hoty hain woh proper apni strategy and hard working ko humesha base rahkty hain or kamyab hoty hain.
                             
                            Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                            • #269 Collapse

                              my dear app ne sahi kaha bohat sarey ya to apna sara account laluch mein loss karwa letey hain ya to woh trand nai hotey unko traning aur achey teacher ki zaroorat hoti hai agar woh es ko learn krey aur poori traning ley aur without laluch trade karey i thinks loss nai ho ga 100%
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                dear forex forum mein bohat se log atay hain par successfull koi koi hota hai jis person ne mehnat se kaam kiya hoga wo kamiyab hoga har insaan tab tak kamiyab nahi hota jab tak wo hard work nahi karta yahe cheez ap agar follow kar lein to apko kamiyabi zaror milay gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X