Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2761 Collapse

    g han bht say log forex main atay hain even main jab sab say phlay chart dekha to maine toba ki kay yeh kia hay - lakin bad main mjhy ehsas hua kay sekhnay say kch bhi na mumkin nahi agar koi aur kar sakta hay to main bhi kar sakta hn - agar bht say log fail ho rhay hain to main zaror ice achay triqay say sikhn ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2762 Collapse

      dost asa na ha boht sa log daily join krtay hian aor fail hoty hian asa blikl na he forex trading main join krna aor is main right trading krna successful he aor jo trader baghar experience kay aor trading main without knowledge kay trade start krain to in ko loss hota he is liy capital ko lose na krain aor forex ko join krain aor careful trade kr kay success gain krain
      • #2763 Collapse

        is forex main sucess hony k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho skay aur hum kisi bi time main kam kar k hi hum is forex main sucess hon gay aur market main planing kar k hi hum achi trade karny k kabil hong ay
        • #2764 Collapse

          aesa wo log hi karty hay jinhay is market ki bilkul samjh nai hoti ha jo log lalach karty hay aur zada ki lalach may apna sara loss kar bethty hay aur unhay hi market ko chorna parta hay
          • #2765 Collapse

            Dear ! forex trading aik business hai jis ko log ghalt samajhtay hain kay shayed ye koi gambling hai jis main hum sirf aik raat main millionier ban jaen gay, aisa log atay hain aur capital waist kar kay chale jaty hain ,Halan kay ye aik business hai jis ko seekh kay karna parrta hai iss ko seekhnay kay liye pora time dena parrta hai ,phr jaa kay hum is say income earn karnay kay kabil hotay hain.
            • #2766 Collapse

              Forex trading bahut kam log success Hassan Khabar Hai uski a reason Hai Ke Logon Ko is kaam karne ka experience nahi hota Jiski wajah se log isme Kamyab nahi ho rahe aur Apna loss kar rahe hain Forex trading me Pehle Aap Ko Apna experience increase karna padta hai Teri Har Pal aapko success milti hai
              • #2767 Collapse

                dily wroking karny k l ye yahan loog atay han lalken wo working karny ki bajay yahan say apna saray ka sara capital market may waste karna start kar daty han or in k hath may kuch nahi aa skty ha yahan say mahant lazmi ha yahan
                • #2768 Collapse

                  Yes Dear sahee khaa ap na hota ha ka wooh new traders hota han or bgar experience ka trading kr ka jld sa jld ameer hona ka chakr ma trading krta hua greeding ma aa jata han or loss uthana parta ha un ko
                  • #2769 Collapse

                    forex trading ko agar hum theak say learn kar kay esko run karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es business main theak say focsu karnay ki need hoti hay tab he hum market main acha earn kar sakty hay es business main humay daily time dian achahiey
                    • #2770 Collapse

                      agar hum forex trading main money management karty huway trading karen gay to he humari trading achi aur safe ho sakti hay es businenss main momney management karty huway he trading karni chahiey tab he hum market main acha earn kar sakty hay ye acha business hay
                      • #2771 Collapse

                        Is ki waja yeh hai ke forex trading aik khas tabqay ke lie hai aur siraf wohi log hi kamyab ho patay hain jo is ko achi tarah se samajhtay hain aur jo professional mind ke malik hotay hain. Lekin jo log siraf luck ki base par paisa kamanay ki soch ke saath atay hain wo hamesha nakam hojatay hain.
                        • #2772 Collapse

                          is ki sab se bari waja ya ha ka log forex ma is liye aty ha ka wo jaldi se jaldi money earn karay lekin wo sabar nhi karty ha or yahi un ki lalach un sab ko loss ki taraf le jatey ha
                          • #2773 Collapse

                            g yeh aik risky field hai so es mai agr kuch log bagair mutaliqa knowledge k es field mai aain gy to wo nuqsan uthaain gy but baz log nuqsan brdasht ker laity hain lakin kuch aisy hoty hain jo k dilbaerdashta ho ker es field sy walk out ker jaty hain....
                            • #2774 Collapse

                              jab hum market main kam karty hain to is main daily learning karna ho gi kun kay learning kay kiye humain demo account ko use karna ho ga kun kay demo ko use karty hain to is main real account ki tara kam karna hota hay or is main practice kar kay kam karna ho ga ta kay achi earning hasil ho sakay low risk main kam karna ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2775 Collapse

                                Is ki aik hi wjh jo bahat clear hai wo yeh hai ke har insan earning ke ley ata hai aur earning ko hi mind par sawar kar leta hai .Chaye tu yeh tha ke wo pehle baqida knowledge hasil karta phr bare aram aur pursakoon tareqy se trading krta tu loss na hota aur na hi forex ko chorta. Zahir si bahat hai jb kuch sekha nai hota aur loss par loss ki wjh se aksar log is field ko jald chor jate hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X