Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    jo log b start main forex pe ate hain wo yahi chahtay hain k raton raat crore pati ban jaen so is waja se un ko loss ho jata hay or wohi log kamyab rehte hain jo mustakil mazaji or sabr se kam karte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      iski waja yee haa jo log Forex maay kamiyab hotey hen unmay agey bharney ki lagan or zemedariya bhi hoti hen to wo apne gey bharney ki lagan ki waja se Forex maay kamiyab hojtey hen or jo nakam hoty hen un logo may agay bharney ki lagan kam hoti ha sabar bhi kam hota ha...........!
      • #753 Collapse

        g bilkul ap ne bilkul sai kahaq k is me bhut kam log intrest lete hain is me ane k bad wo is ko difficult samjhte hain ye ak best online job hai sab k lea jis se ap apni life ko happy or successful bna sakte hain.
        • #754 Collapse

          uski mani waja lack of knowledge and trading skills aur buss kuch log kahain say forex ka suntay hain aur market main a jatay hain bus buy sell seekh ker islia loss uthathy hain forex koi mazak nahi ha bara risky business ha isko start kernay say pehlay achi knowledge honi cahiye
           
          • #755 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aliraza536 پيغام ديکھيے
            bhai asal waja ye ha k bahut se log jo forex ko join kartay hain aur is k baray mein knowledge hasil kiay bina trading shuru kar detay hain mere khayal mein yehi waja ha k un ko loss hota ha aur wo bahut jald forex ko chor detay hain
            Han bhai sahi baat hai kafi log is kaam ko knowledge hasil kiye bina hi join kar lete hain jis ki waja se wo loss ke chakker me ajaate hain agar un logo ko forex me kaamyaab hona hai to forex ko seekh kar trading karni ho gi.....
               
            • #756 Collapse

              yes dear aisa he hai mostly people aisa he karty hai us ki reason ye ho sakti hai wo unexperince hai is k benifit se anjaan hai un ka pass icc ka bary main knowldge boht kam hai or un intrested people hai jo mostly after few days he left it
              • #757 Collapse

                Bhot sary log daily forex per ate to hain lekin successful nahi hote sary. Is liye k forex ko judge karna itna asan nahi lehaza market main profit karne k liye humain pehle achi strategy talash karin phir profit karin.
                   
                • #758 Collapse

                  ji ap ney theek kaha hai k bohat say log forex per roz atey hain or bohat kam log kamyaab hotey hain us ki waja ye bhi ho sakti hai k yeksaniyat bhi kam hi logon main hoti hai . ye kaam yaksaniyat k saath hi hota hai .
                  • #759 Collapse

                    yes i think you says right maximum traders facing loss in our forex trading business but i think if a trader learn honestly about this business and spend his time for demo account practice so then his can make big money in this big business.
                    • #760 Collapse

                      yes i think you says right maximum traders facing loss in our forex trading business but i think if a trader learn honestly about this business and spend his time for demo account practice so then his can make big money in this big business.
                      • #761 Collapse

                        jin ko trading ka bara ma pata nai hota un ka sath he asa hota ha un ko chaya ka wo is ma success hasil karna ka leya is ki knowlage hasil kara or is ka experence b taka wo loss sa bacha saka or ak acha profit earn kar saka.
                        • #762 Collapse

                          Asallam o ALekum , dear brother is baat ki waja yehi hai k loog forex sey ameer honey k chakar mein aatey hain aur sab aayegey kiun k isey beshumaar kamai ho sakti hai, lekin forex ko samjhna technical hai yani mehnat mangata hai aur zada taar mehnat karney sey katrate hain aur bhaag jatey hain
                          • #763 Collapse

                            ap ne sahi kaha brothar kuch log is forex forum par posting karna shoro ho jatay hain posting karna asa hain jb is main kuch asi problm ati hain jo new logo ko samj tak ni ati wo tang akar chor detay hain or kuch logo forex forum ko bohot hi achi tarhan red kartay hain un ko sab samj a jati hai wo un se ko problm ni ati wo bohot hi acha kam kartay hain or jo acha kam karay to wo hi successful ho jatay hain
                            • #764 Collapse

                              Ziadah tar woh log loss kartay hain jo baghair kisi practice aur experience key trading start kar detay hain. Aur apna acha khasa loss kar bethtay hain and bad main kehtay hain keh forex aik acha business nahi hy. Pehlay forex ko samjhain and phir trading start karain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                wakai ain bohat say log it ttahan paye jatay hain kyun k un ki strategy sab say zayada week hoti hay , un ko sab say pahly to demo use karna chahiye to pahly hi bagair practice k itna zayada invest nai karna chahaiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X