Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2506 Collapse

    Sir apki baat bilkul theek hai mager jo log yahan say bhaag jatay hain un ko kuch ilam nahi hota hai wo is liye fail ho jatay hain or loss ko bardast nahi ker saktay hai jin ko ilam hota hai wo log profit hasil kertay han thank u
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2507 Collapse

      forex trading per bohat sai log ata hy lakin bohat kam log sucess hasil kerta hy because unko knowledge nai hota bus wo ata hy hy or trading kerta hy jis sai unka nuksan hota hy
      • #2508 Collapse

        log daily forex ko join kerte hen laikin ap ko kuch faida nahi hasil hota is ke wajha ye he ke wo log without knowledge or experience ke shuru ker daite hen is wajha se success nahi hoti he
        • #2509 Collapse

          g han mere khyal me ap ki baat sahi he par ye business acha buienss to he pr ye risky b he is liye dekh kar learning kar k kamm karna chahye
          • #2510 Collapse

            asslam o alikum my all friend g han bro ye bat such ha bhoat sa logg daily forex ko join karty han quick rich hony ka liya maagr wo ye nahi janty is ma wohe insan kamiyab ha jo is ko sahi leanr kary
            • #2511 Collapse

              darasal bahot bahot se log forex business ko just dekh ke hi aa jate hen matlab forex me bahot ziada profit ke lalach me join karte hen or phir bahot ziada loss hone ke bat rukhsat ho jate hen kun kih forex me bazahir jo dikhta he woh asal me nahee he kisi bhi kam me paisay asman se nahee girtay mihnat karni parti he
              External website link not allowed - Deleted By Rizwan Trader
              • #2512 Collapse

                bohat hi log dialy kay hi daily is market pe joining kartay hai aur boaht his ay logf is buisness me fail ho jatay hai dears me apko is kay baray me bta du kay yaha mehnat karnay walay hi kamiyab hotay hai
                • #2513 Collapse

                  forex trading aik bohat he acha on line business he jis me bohat se log investment ker ke achi earning hasil kerte hen ager ap ko forex trading me achi earning hasil kerni he to ap ko bhi learn ker ke achi earning kerni ho ge
                  • #2514 Collapse

                    Sahi kaha bohat say log forex trading main aty hay but esmain kamyab honay walo ki ratio bohat kam hoti hay esi aik main waja ye hay keh wo forex trading kay bary main kam knowledge rakhty hay
                    • #2515 Collapse

                      jnab hum jab trading karty hain to huamin is main loss b ho sakta hay or humain is main profit b hos akat hay or huamin is main agr success hasil karni hay to huamin is main daily base par huamin practice karni ho gi ta kay humain loss nai ho
                      • #2516 Collapse

                        us ly k un logo ko kuch pata nahi hota or aa kar trading strt karty hain us ly forex min jo log aa lakin kuch sikh kar aa jain tu pher un ko bhut kuch milta hy yahan per begir kuch sikhy kuch na ata kisi ko be
                        • #2517 Collapse

                          Yes there are many traders are join the daily base. They are earn the money daily base they are successful earning in the daily base.
                          • #2518 Collapse

                            Aslam o alikum janab mere khayal me bhai issi liye kehte hian ke sb se pehle forex trading ko seekhin iss ko demo account per start karin jab experience ho jae tu real per start karin
                            • #2519 Collapse

                              its right buht se log isay joion krty hain but kuch logon k pass na proper knowledge hota ha na experience is waja se wo trading m nakam ho jaty hain .kuch log musalsal aik hi kam se bor ho jaty hain is liye bhe trading chor dyty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2520 Collapse

                                jo trdaesr kamiyab hai wo tu is market me lagatar hi trading kartay hi rehtay hai wo kbahi bi himat nai haetay hai is market pe trading karnay kay liay aik baray tuhjarbay ko sath lay kay chalna parta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X