Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1876 Collapse

    yeh baat tu aap ki sahi hay kah forex me buhat kam log kamyab hotay han aur aksar log loss kar bethtay han.us ki waja kah who log foex ka knowledge nahi rakhtay isi waja say loss kar kay chalay jatay han.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1877 Collapse

      yes many of the people do work in forex trading but not all the traders get success in forex trading, the thing is forex trading requires hard work in return of the success and it also demands determination and passion to get success
      • #1878 Collapse

        han bahot less log successful hotay hay because yeh aik risky business hy isi liye is mein loss hota hy aur demo account is also very usefl for practice is tarha ap forex ko learn kar saktay hay mein chata hon kay future mein bhi isi tarh aforex ko learn karo aur achi earning karta hon because yeh aik acha business hay .
        • #1879 Collapse

          g han bilkuil ap ny theek kaha hy k bohat say log daily forex ko join karty hain aur bohat kam log is liye successful hoty hain kyun k wo mehnat kar k practice say knowledge aur experience hasil karty hain is liye wo successful hoty hain
          • #1880 Collapse

            Han yeh toa hai q k jld baaz log iss business ko nae chla skty.is business ko run krny k lye bht ziada determination and consistency ki zaroorat hoti hai.is k lye yeh nae hota k hum aik raat main hi ameer banny k khwab daikhin
            • #1881 Collapse

              G yeh baat theek hai k Forex trading business mein join to bhat log kerte hain but successful kam hi log hote hain or successful wohi hote hain jo learning or hard working kerte hain acha time spend kerte hain wohi success hasil kerte hain.
              • #1882 Collapse

                apny thek bola ha forex pay bohat say lag aty hen wo kamyab ni hoy=ty aur chaly jaty hen forex ko cher dety hen is liye kay unhen kaam ka pta hota ni ha aur profit kay chakar men loss kar bethty hen aur pahr bagh jaty hen
                • #1883 Collapse

                  mere to khyal main wo thore se ne ni bal k kisi short cut ki tlash main hote hain or wo join ye e soch k karte hain k hum jaldi trade kar saken gay or un ko itna zayada pata b ni hota trade karne k bare main or wo jazbati ho kr kam karte hain or un ko lose ho jata he or wo chor dete hain forex ko.
                  • #1884 Collapse

                    ye tu hai bhai log k yaha forex forum ko daily kafi sary log join karty hain lakeen successfull nahi hoty hain wo es lye k wo work karna nahi janty hoty or na he un k pass koi knowledge hota hai
                    • #1885 Collapse

                      wo is liye kay lod daily forex use to krty hai par shyd un ka dehan itna kam pe nai hota jis ki waja se unhy loss uthana par jata hai ya kch log forex daily kam to krty hai par unhy itni khas knowladge nai hoti jis ki wja se unhy nuksan uthana par jata hai is trha ki kch problmz ki waja se log successful nai ho paty.
                      • #1886 Collapse

                        dear is ki sab say bari waja yai hai k hamaray pas forex apr tarde akrnay k baray mai knowledge ki bohot hi kami hoti hai jis ki waja say ham aksar loss kar bethtay hain
                        • #1887 Collapse

                          meray khayal mean daily trading mean kam karna koi galat bat nahi mager ak din mean ak lot say zayda kam nahi karna chaheay our profit hasil ho janay kay bad us din dubara lot nahi karni chaheay chaheay market kitni be move kareay
                          • #1888 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
                            mana dakha ha agar hm statistics ko dakhan to daily bht sa log forex ko join krta han but bht sa log with in a week he apna sara capital loss kr k forex ko chor data ha asa kew hota ha
                            hmm ap ny sae kaha k hr roz kae log ye forex join krty hn investment krty hn laykin ek hi week me apna sara capital loss kr k forex chor dyty hn iski waja unka forex k rules ko folow na krna or daily updates ka na janna hy k market me aj kis cheez ki demand hy or ki ski nae log information leay beghair risk lyty hn jo k ghalat hy or unko loss hota hy or phr forex chorni parti hy
                            • #1889 Collapse

                              ye bat bilkul thek hai k roz hazaron log forex ko join karta hain.. magar boht hi kam log hota hain jo k kamyab hota hain... is ki waja bus ye hai k log bagair kisi knowledge k is field men invest ker data hain.. or zahir hai k is se to bus loss hi ho ga.. to pehle achi tarah se samjen or phr hi kam karen..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1890 Collapse

                                g her kohi forex ma sucess nah hay is lia forex ma success hona ka lia mahat ki zourat hay is lia jatna app achi mahant karien ga attna acha result nakla ga is lia mahant karta rahe taka app acha earn kar sakehn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X