Kiya forum pe thread karna bahut zaroori hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forum pe thread karna bahut zaroori hey?
    Dear brothers suna hey k forum pe threads ka bonus nhi milta tu kiya phir bhi threads karna zaroori hota hey lekin jahan tak mera khayal hey forum pe thread ka bonus nhi milta lekin thread k zariay acha knowledge zaroor hasil kar saktay hen aur phir thread pe jo thanks miltay hen unn ka bonus zaroor milta hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forum pe thread karna bahut zaroori hey?

    yes bhi jan ap ki bat sahi hy k hamyn is forum mn har ros tread krna lazmi hita hy kia ji hn bhai jan ap ki bat sahi hy k ham is kam mn thread is liay krty hyn k hmyn apnay thread say thanks milty rahyn or koi information hasil krty raahyn gay
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forum pe thread karna bahut zaroori hey?

      Han g bilkul bhootzarori hy agr aap ka pass bhoot acha knowldhe hy to aap threads ka zaria hamy knowdlge share kary takey jo mew baise hain on ka knowldge main eazfa ho sakey our vho es kaam main jald success ho jay our jin ka pas bhoot acha kmowldge ni hy vho threads na bany koi zarori ni hy
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forum pe thread karna bahut zaroori hey?

        g han bhai jan apke bat belkul thk hy hame fornem pe new thrade karnamlzmmi hy jab hum new thrade karty hen to hamara knowladge shear hota hy or hamen chia keh hum achy sy thrade ko shear laren hamen acha bonus bhe hasil ho ga or sath men acha experince bhe hasil ho ga es ley hamen apni achi thrade karni chaia
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forum pe thread karna bahut zaroori hey?

          Bahut achi bat share ki hai ap ne forex main acha bonus hasil karne k liye hamein achi quality wali threads share karni parti hai our forex main ache knowledge wali threads se hamein ache thanks milte hain our hum acha bonus hasil kar sakte hain our jis se hum achi trading kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forum pe thread karna bahut zaroori hey?

            g bht zarori hota hai thread karna lazmi hota hai is liye humy chaye k hum din main kam say kam four threads karny chaye jub hum koi kam ya thread ya post karty hain to humy achay say kam karna chaye .
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forum pe thread karna bahut zaroori hey?

              dear brother forum pa daily 4 threads zroor krnay chayen keun k threads ka to bonus naen milta lekin threads pa thanks ziada miltay hn aur un pa hmen bonus bahot achha milta ha isliay daily 4 threads zroor create kia kren
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forum pe thread karna bahut zaroori hey?

                g thread karne se a hamen pata nahin bonus milta hai ki nahin milta yah to nahin pata Albata knowledge bahut milta hai hi logon ke thread read karne se hamen Jo knowledge milta hai Kya vah bonus se Kam nahin hamen apna experience bhi thrade ke jariye share karna chahie use per Jo hamen thanks milenge use per humko jarur bonus milega jitne jyada thanks honge utna jyada bonus milega
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forum pe thread karna bahut zaroori hey?

                  Yes brother....
                  Forex form men thread karna zrori hy han albata agr new member Forex trading business men account banaty hen tu start men wo thread nahi kar sakty hen wo musalsal 18 ta 20 din sirf posting karny wale ka jawab daity hen aor jab forex ki janib sy thread ka option thek ho jata hy tu phr thread hr sorat karen iss sy profit acha ay ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forum pe thread karna bahut zaroori hey?

                    nahin aisa to bilkul bhi nahin hai ki aap form per jarur slides Karen is form per har Kisi ke liye mast nahin hai ki vah trade se register ke liye easy ho aur jinke pass achcha knowledge Ho unko jarur is form per trade create Karni chahie Taki dusre members isase achcha knowledge hasil kar sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forum pe thread karna bahut zaroori hey?

                      Dear brother agar thread ka bonus nahi milta is ka ye matlab nahi ke hum threaad karna hi chhor dain. agar thread nahi hongi to post kahan se hongi. hum post bhi to thread key jawabat dene ki kartay hain. darsal thread to post karnay ka aik platform hai. jin ki waja se forex knowledge barhta hai. Han threads mayari aur forex ke knowledge se bharpoor honi chahiye.
                      Like karna na bhoolain:1f61c:
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya forum pe thread karna bahut zaroori hey?

                        AoA bhai jan ap na bilkul sai kha ha forex main threads karna bht zarori ha kion ka is sa hamain thanks milaty hain or hamara bonus increase hota ha in threads karnay sa hamain new information or experience hasil hota ha is lia hamin chaiya ka forex main daily basis par threads karain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya forum pe thread karna bahut zaroori hey?

                          G brother thk kaha ap na ham jsy new member ko bi thread krna chahye ta k bonus acha hasil kr sky agar ham thread ni bnain gy to kabhi ziada thanks ni ly pain gy so bonus bi ziada ni lay gy q k bonus unhi ko ziada ata ha jin ko thanks ziada milty hain is trah agar char thread rozana k bnaty hain to acha khasa bonus ly piain gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya forum pe thread karna bahut zaroori hey?

                            g ahn sir g aap nay belkul achi bat ke hy ager ham forex forum pr achi quality ke post kren gy to hamen zyada say zyada thanks melen gy or ager ham mehnat say achi post kartay hn to hamen lazmi to parhanay wallay k knowledge mn bhe ezafa hota hy
                            دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya forum pe thread karna bahut zaroori hey?

                              ney khud he businessman ban'na hai na key dosrey logoun per depended rehna hai is main ana ho ga is main stratgy ko use kar kay achy say ana ho ga humain hard work kar kay achy say ana ho ga humain practice kar kay kam karna ho ga demo ko use karny say market main kafi profit ho sakta hay jan thanxx ap nay achy pairs batye ha main is pay trade kar chaka ho ye achy pairs
                              Click On Name And Visit My Journal
                              Naseer953 Trading Journal

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X