Aik trader ko rozana kitna waqat trading per lagana krne chahyae?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik trader ko rozana kitna waqat trading per lagana krne chahyae?
    Mere khayal men trading k lye jitna waqat lage dena chahye is se zayada se zayada sekhna k lye zayada se zayada waqat trading pay sarf krna chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik trader ko rozana kitna waqat trading per lagana krne chahyae?

    Traders ko kabhi bhi specific time forex market main nehi lagana chahiay balky jab bhi spare time ho tou kam sy kam hamain market ko read zarur kerty rehna chahiay ky ham jab market main trade enter kerty hain tou hamari trade main loss ka chance kam aur profit ka chance zyada ho aesy trade kerny main hi faida hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Aik trader ko rozana kitna waqat trading per lagana krne chahyae?

      Dear my friend ager ap forex treading may acha profit gain karna chtya hya to ap ko iss kay liya zada say zada time forex trreading ko dena chya takya hum iss say acha profit gain kar sakya .
      • #4 Collapse

        Re: Aik trader ko rozana kitna waqat trading per lagana krne chahyae?

        hum trading kar ky ache earning gain kar sakty hain hamy mahnet karne ho ge forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex pakistan mai legal or famous business ban cuka hain
        • #5 Collapse

          Re: Aik trader ko rozana kitna waqat trading per lagana krne chahyae?

          hum is forum main apni mrzi say trade lga sakty hain so hamain is k bary main kam kar k hi hum apni har zrora tko pora karien gay aur hamain is forum main enter hony say pahly is k bary main learning karni ho gi aur hamain demo main practic ekarni ho gi tab hi hum trade karny k kabil hon gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Aik trader ko rozana kitna waqat trading per lagana krne chahyae?

            market main trader banany say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga aur time par trade lgany say fada hota hai so hamain is k bary main planing karni ho gi tab hi hum achi earn karien gay aur hamain is k bary main knwldge hasil kar k hi hum cahi trade karny main bi asani ho saky gi aur knowldge ho ga tab hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Aik trader ko rozana kitna waqat trading per lagana krne chahyae?

              To trade Pakistan, we must do more thoughtfully than we will do by Relax and this much more ۔When we work hard then our trading will be very good and we can prove to be a good.
              • #8 Collapse

                Re: Aik trader ko rozana kitna waqat trading per lagana krne chahyae?

                is forum main planing karni ho gi aur hamain is k bary main trade karni ho gi aur kisi bi waqt trade kar skatyy hain aur kisi bi wqat trade karni ho gi tab hi hum suces shon gay aur hamain forum main greed kko avoid karna ho ga tab hi hum trade karien gayy aur knowldge ho ga tab hi hum rade karien gay aur hamain emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k earn karin gay
                • #9 Collapse

                  Re: Aik trader ko rozana kitna waqat trading per lagana krne chahyae?

                  Dear forex trading ka business boht he acha business hai jis main jitna sikha jay otna he faida hota hai or aik trador ko sikhny k liye jitna bhi time possible ho dety rahna chahye q k jub tak hum es ko sikh nahi jaty hum tab tak acha kam nahi kar skty hain tu apko apny kam ko bahtr karny k liye kam se kam daily base par 3 se 4 ghty trading ko deny chahye jis se ap achi or miyari trading kar skty hain or kamyab ho skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik trader ko rozana kitna waqat trading per lagana krne chahyae?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: faheemaadam پيغام ديکھيے
                    Mere khayal men trading k lye jitna waqat lage dena chahye is se zayada se zayada sekhna k lye zayada se zayada waqat trading pay sarf krna chahye
                    Trading karne mein koi time Bhi Nahin Lagta lekin trading karne ke liye analyses aur planning karne mein time lagta hai ab yah aap hi batao Hoga Ki aap market se related information kitna time mein Hasil karte ho aur kitna time mein usko utilise karte ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik trader ko rozana kitna waqat trading per lagana krne chahyae?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: faheemaadam پيغام ديکھيے
                      Mere khayal men trading k lye jitna waqat lage dena chahye is se zayada se zayada sekhna k lye zayada se zayada waqat trading pay sarf krna chahye
                      Trading karne mein koi time Bhi Nahin Lagta lekin trading karne ke liye analyses aur planning karne mein time lagta hai ab yah aapko hi Pata Hoga Ki aap market se related information kitna time mein Hasil karte ho aur kitna time mein usko utilise karte ho
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik trader ko rozana kitna waqat trading per lagana krne chahyae?

                        forex trading eik online markiting business hai jo eik week mein 5 din 24 ghantey open rehti hai or is mein in 24 ghanton mein kabhi bhi trading kar sakte ho is mein kisi kisam ki koi pabandi nehi hai or nahi koi time limant hai isley ye app logon par depend karta hai ke app forex trading ko kitna time de sakta ho kunke hum jitna ziada forex trading ko time den gey humarey leye utna hi accha hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik trader ko rozana kitna waqat trading per lagana krne chahyae?

                          kam se kam bhi aik pair par analysis kar kay Us par entry lene kay bad Stop lose Ya take profit hit hone tak Ka waqat dena chihe demo user ko agr trader real account user hy usko apna kam se kam waqt analysis karne jitna waqat dena hoga New trader ko pehle to seekhne par ziada se ziada time dena parta he seekhne kay user kabhi bhi ziada waqat meta trader 4 ko nhi deta seekhne kay Bus analysis karta he take profit aur stop lose lagata he aur Apna computer off kar kay Kahin bhi ja sakta he Us ka Order chalta rahega usko yaqeen hota he ke Profit hi hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik trader ko rozana kitna waqat trading per lagana krne chahyae?

                            Meray khayal main trader ko aik din main maximum time dena chahye kay wo kam say kam 10 say zayada trade ker sakay. que kay jab trader 10 trade say zayada trades keray ga to trader ko us say zayada experience hasil ho ga. ager trader aik din main 10 trade keray ga aur month ki 300 trade bane gi jab kay dosra trader din main 2 trade keray ga to us ki total 60 trades banen gi jis say anadaza lagaya ja sakta hay kay zayada experience usi ko hi ho ga jis nay zyada trading ki ho gi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik trader ko rozana kitna waqat trading per lagana krne chahyae?

                              agar hum Koi private job karte hain to usmein bhi kam se kam 8 se 10 ghante jaruri hote hain jisne humne boss ka kahana Mana hota hai aur apne aap ko improve karne ke liye Ham kuchh bhi nahin kar sakte lekin trading ek aisa business hai jisne Ham daily basis per khud ko improve kar sakte hain khud apne boss hote hain aur apne business ko bahut jyada grow kar sakte hain isliye agar Ham Forex trading co 8 se 10 ghante daily basis per day jaate Hain to yah UN private job se lock darje beta honge aur hamen koshish karni chahie ki Ham Forex ko zyada time den agar Ham isko apna permanent business banana chahte Hain to Ham isko apna permanent business nahin banana chahte ise sirf timepass karna chahte hain to Ham is per apni Marzi Se jab free time ho de sakte hain aur thoda bahut knowledge or experience gain kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X