Demo Account kyun zaroori hy.
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo Account kyun zaroori hy.
    Asslamu Alaikum! Freinds mera apse yh sawal hy keh jb koi new member forex ko join krta hy to use phly demo account p practice krni chaye ? r Demo account ko ks trah istaml kia jata hy ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Demo Account kyun zaroori hy.

    G dear aap ny buht acha sawal kiya hai dear forex mn kamyabi hasil krny k liye hmary pas forex ka acha knowledge or experience hona buht zrori hai lakin wo experience hasil hmy demo account sy hota hai agr hm forex trading ka acha knowledge or experience gain krna chahty hen to hmy demo account per ziada sy ziada practice krni chaiye
    • #3 Collapse

      Re: Demo Account kyun zaroori hy.

      apke baat apni jga theek hy lakan main ya kehana chahao ga kh ya mara kheal main zaroei ni hy agr ham sab sa phly demo par practice karty hain to vho theek hy lakan jo ham treading karty hain vho sab ke sab profot main jati hain to mara kheal main ya zeada khuch zarori to ni hy
      • #4 Collapse

        Re: Demo Account kyun zaroori hy.

        dear members forex mein demo account bahut zarori hota hy kunky demo account sy hum trading k treeka seekh sakty hain hum demo account mein trading k doran apni knowledge ko brha sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Demo Account kyun zaroori hy.

          Forex trading jitna profitable hy utna hi risky b hy. new traders ko forex market ka proper knowledge nai hota aesy mein agar wo real account mein trading karen gy to yaqeenan loss karen gy. Demo account is liey diya jata hy k new trader pehly demo account mein virtual money k sath trading karen aur forex ko seekhen us k bad real account mein trading karen.
          • #6 Collapse

            Re: Demo Account kyun zaroori hy.

            Dear demo account isliye zaruri hota hai ki Ham ismein practis karte hain trading ki agar Ham Apne real account mein earning karna chahte hain To Hamen ismein demo account lazmi istemal karna hoga aur practis Hasil karna hoga.
            :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
            • #7 Collapse

              Re: Demo Account kyun zaroori hy.

              Aslamoalikum dear mn ya kehna chahta hu ka forex ko achi trah smjny ka liya hmm ko demo account ki precitce krna hoti ha q ka hmm ko jo bounce millta ha hmmny usko markeet mn trade kr ka phir earning krna hoti ha to bhi jan demoaccount ek teacher ka trha ha or jo qamyab trader hoty hn wo pehly demoaccaount ki prectice kr ka phir real account pa work krty hn
              • #8 Collapse

                Re: Demo Account kyun zaroori hy.

                Dear friends demo acccount es leyh zarori ha kau k demo account ko use kar k hum es say learning kar sakty hain aur hum zada say zada learn kar sakty hain aur earn be kar sakty hain kau k jub hum zada learning aur earning karty hain tub be hum forex may kamayb hotay hain
                • #9 Collapse

                  Re: Demo Account kyun zaroori hy.

                  dear friend forex trading mn kamyabi hasil krnay k liay trading experience bahot zroori ha aur demo account forex trading ka experience gain krnay k liay bahot achha tool ha jis ko ziada sa ziada use kr k achha experience gain kr k forex trading mn kamyabi hasil kr sktay hn
                  • #10 Collapse

                    Re: Demo Account kyun zaroori hy.

                    Demo account bohat eham hai kisi b trader ko beginning main demo account jese forum ki zroorat hoti hai takay wo apni trade ko lga skay aur phir market ko oopr neechay hota dekh skay ek smjhdaar trader demo account zroor use krta hai takay learning better ho skay
                    • #11 Collapse

                      Re: Demo Account kyun zaroori hy.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: romanaarooj پيغام ديکھيے
                      Asslamu Alaikum! Freinds mera apse yh sawal hy keh jb koi new member forex ko join krta hy to use phly demo account p practice krni chaye ? r Demo account ko ks trah istaml kia jata hy ?
                      , demo account isliye important Hai Kyon K traders ko demo account day trading karke hi real account trading karna hai Aati Hai Jo log demo account trading Nahin Karte unko real account mein bahut jyada difficulties hoti hain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Demo Account kyun zaroori hy.

                        forex business mein demo account ki bahut jyada ahmiyat hai kyunki forex business ek aisa business hai jismein aap jab tak demo account per tractor se nahin karte tab tak aap ki acchi learning nahin hoti
                        • #13 Collapse

                          Re: Demo Account kyun zaroori hy.

                          Bilkul theek Hai Dua karna Hamare liye zaroori hai ke contact bahut hi Achcha Kaun Hai Jab Ham team account use karte hain To Hamen kamyabi Hasil hota hai kaun se Hamen bahut jyada experience wale dance hota hai to Vahi knowledge or experience Forex main use karte hain to use karne se Hamen Achcha Pradarshan hota hai Shukriya aap Sabhi aapko Achcha
                          • #14 Collapse

                            Re: Demo Account kyun zaroori hy.

                            Dear friends demo account ko use kar ke ham trading ka bohat acha experience gain kar sakta ha jo hamare bohat help kar sakta ha experience bohat matter karta ha apke pas jitna ziyada experience hoga apko trading me utny he ziyada asaani hogy is liye demo ko lazmi use kare
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Demo Account kyun zaroori hy.

                              Demo account is lia zarori ha k new member kabhi bi sahi trading ni kr pain gy star sa hi agar vo risk ly k real account pa trading star kr daty hain ho skta ha shro mi hi vo apny account sa hath do bethy os ka dil ni kry ga posting krny ko so vo demo account pa bar bar khod trading krty hain is trah unhy pta chal jata ha apni kabliat ka

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X