Ziyada Greed Ziyada Loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ziyada Greed Ziyada Loss

    G han dear aapki baat bilkul sahi hai ki Ham Agar ismein Zyada lalach Karenge To Hamen Bhi Jyada hi hoga Achcha yahi hai ki Hamen lalach nahin karna chahie Taki Ham Loss se safe Rahen.
    :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ziyada Greed Ziyada Loss

      Asslam o alaikum dear forex member apnay sahee kaha hay kay zyada greed zyada loss ka sabab bntaa hay is liye hamain greed kabhi bhi nhi karna chahiye thory profit ko accept kr Lena chahiye agar zyada ki lalach karaingay to hamain is mn zyada loss ho jayegaa .
      Visit My Profile
      • #18 Collapse

        Re: Ziyada Greed Ziyada Loss

        Right Question bhai
        Pakistanforex aik bhot acha business hy iss men work karty hwe good knowledge sy agr work karen gy tu phr preshani kabhi nah ho gi aor jab forex Trading karen tu uss waqt hawas bilkul na karen agr aisa kia tu loss hamara forex men muqadar ban jay gi air waisy bhe laalach burri bala hy
        • #19 Collapse

          Re: Ziyada Greed Ziyada Loss

          aslam o alikam g han bhai ap na bilkul thek keha ager ap bot zaida lalch kerte han tu ap kabi bi apne business ma kamyab nhi hu sakte ap ko chaye ke apn e businss ma kabi lalach nhi kerni chaye aise kerne se ap ko bot loss hu sakta ha ap ko mehnat kerni chaye apne business ma
          • #20 Collapse

            Re: Ziyada Greed Ziyada Loss

            dear friend ap gab forex main ziada greed karty hain to yeh ap keleye bil kul sahi nahi hota as main ap apny acount ko khatry main dal dety hain ges say ap ka acount wash bhi ho sakta hy as leye hamesha kam lot ko use karen aur trading karen
            • #21 Collapse

              Re: Ziyada Greed Ziyada Loss

              bilkul agr hum forex main greed kaarin gay zada to is se hume loss hoga kyu k lalch main aa k hum ghalt rasta choose kar laian gay jis se hume loss hota hai hume chhye k kabhi b lalch na kaarin kyu k jab b hum lalch karty hain to is se humara hume loss hota hai aur bar bar loss se humara account wash hojata hai hume her haal main emandari k sath kam karna cahhye.
              • #22 Collapse

                Re: Ziyada Greed Ziyada Loss

                haan zayada lalch nae krne chahye sambahl k forex ka kam krna chahye,aik chote se ghaltee se ap apna sarmaya loss ker sakte han,lalach buree bala hay is se bachna chahye jis dost ko bhe ap forex ka batean use is k nuqsanat k sath batean takee wo mentally prepare ho.
                • #23 Collapse

                  Re: Ziyada Greed Ziyada Loss

                  ji han bilkul sahi hai ki forex business mein jo log Bhi jyada karte Hain vah log kabhi kamyab nahin ho paate isliye kabhi bhi forex business se ho ya koi bhi business usmein knowledge bilkul na Karen Taki aap khud ko sev rakh saken
                  • #24 Collapse

                    Re: Ziyada Greed Ziyada Loss

                    ji han Forex trading Mein Kamyab hone ke liye knowledge experience ka bahut hi jyada hota hai experience experience hardworking karte hain aur is business mein se kam Karte Hain To Hamen Kamyab ho sakte hain mehnat To Aisa Zaroori Hota Hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Ziyada Greed Ziyada Loss

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: tahirismail پيغام ديکھيے
                      Dear all friends forex trading main hamein greed se bachna chahiye our forex main achi earning hasil karne k liye trading main hum ziyada greed karte hain jis main risk bhi ziyada lete hain our forex trading main ziyada risk ki wajah se hamein bara loss ho sakta hai our hamari pori mehnat waste ho sakti hai
                      Aap trading karte hue Jitna Jyada na na Karte Hain Aapke launch hone ke Jaan Se Jyada increase Ho Jaate Hain agar aap Hamesha try karte hain ki trading Karke Ritu nibandh profit banaen to Aapka account bhi wash Nahin Hota aur aapka balance bhi long-term Tak chalta hai aur profit bhi Hota Hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Ziyada Greed Ziyada Loss

                        Asalam-o-alikum dear apny sahi kaha hy forex trading mein zayada profit ki lalach karny sy apko zayada loss bhi ho jata hy es liye humy chahiye ky hum tora he profit py concern karen zayada ki lalach na karen tab he hum ache earning kar sakty hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Ziyada Greed Ziyada Loss

                          Forex mn zyda greed sy zyda loss hota h insan ko greed ni krni chahya kisi b kam ko krty huy greed krny sy loss hota h Zyda greed krny sy insan ko door rhna chahaya r forex trading ko lalch mn ni krna chahay ta k loss km sy km ho
                          • #28 Collapse

                            Re: Ziyada Greed Ziyada Loss

                            g han ap ny thk kaha loss hmain greed ki wja sy hi hota hy forex mn patience is key tobsuccess is lia hmain sbar krna chahea aur zeada sy zeada kamyab hona chahea is lia forex mn lalich kabi na krin aur lot size hmasha km rakhin isi mn hi ap ko kamyabi hy sbar kamyab kr skta hh..
                            • #29 Collapse

                              Re: Ziyada Greed Ziyada Loss

                              helo guys! hru all! g haan bachpan sy hum aik story parhty aiy hain greed is curse. laalach buri balla hay tu waqai bhai laalach waqai buri baala hy iss liye humain chahye ky trading main lalaach bilkull bhi na karain. koshis karain ky apna time lagain aur mehnat karain takeh kamyab hu sakain lallach hargiz na karain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Ziyada Greed Ziyada Loss

                                Assalamu alaikum my dear friend aap bilkul theek kah rahe ho Hamen chahie ki Ham Soch Samajh Kar trade Karen Taki Hamen Zyada loss Na Ho Agar Humse Jyada loss ho jata hai to Himmat Nahin aani chahie Dobara trade Karni chahie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X