skills mehnut sy hi ate hn???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    skills mehnut sy hi ate hn???
    slam all members...mn ap sy y discuss krna chah rha tha k skilss asani sy ni atin hmain mehnut krni prti hy learn krna hy phr hm kamyab hoty hn is lia mehnut mn skilss ate hn ap ka is bary mn kia khyal hy..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: skills mehnut sy hi ate hn???

    Yes serf mehnat sy he achy skill hasil hoty hai, knowedge k bena skill kabi develop ni ho sakty, forex ma jo dil laga kar mehnat karty hai wo demo ma apni knowledge test kar k acha experience hasil kar lety hai, forex ma start ma bhot masla hota hai knowledge boring lagti hai or kio senior achy sy guide b ni karta,
    • #3 Collapse

      Re: skills mehnut sy hi ate hn???

      Bilk u l g. Agar ap forex trading ma mehnat kartay to tb hi ap is ma expert hotay hain, apko is par full focus ho jata ha aur ap k skills achay aur improved hotay hain jin ko use kar k bht benefits hasil kiay ja saktay hain lihaza mehnat k sath forex ma kam kia jay aur is ka experience increase karnay ki koshish ki jay
      • #4 Collapse

        Re: skills mehnut sy hi ate hn???

        Walaikum Asalam . Gee han kisi bhi cheez mai skill hasil karny k liay humay chaye k hum ek cheez par focus rahk or us par mehnat kary . Mehnat kar k hum sub kush sehk skty hain bus sehknay ka jazba hona chaye.
        • #5 Collapse

          Re: skills mehnut sy hi ate hn???

          G bhai skill hasil karni hy to mehnat to karni paray gee. Ab ye aap par depend karta hy k aap kitni skills hasil karna chahtay ho. jitni ziyada mehant karo gay unti aap ki skills main izafa hota chala jaye ga. jo k aap ki Forex main mustakbil ko bohat roshan kar de ga.
          • #6 Collapse

            Re: skills mehnut sy hi ate hn???

            g han bilkul skill hasil karny k liy bht mehnat or lagan ki zrort hoti hy. Yhi mehnat hi ik insan ko kamyab bnati hy. Mehnat krny wala kabhi nakam nh hota. Mehnat k bhair mili hui chez ya kamyabi ka maza b nhi hota or na hi qadar hoti h.
            • #7 Collapse

              Re: skills mehnut sy hi ate hn???

              Boss aap ki baat belkul durast hai aur jetna ho sake ham ko mehnat karna hota h agar ham as mien kaam kerte hien tu ham ko as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien khud k lyee kuch na kuch kamaee karna hota h
              as lyee as mien hamain khud k lyee kuch na kuch kerna hota h jab ham as mien mehnat kerte hien tu ham as mien kuch b hasil ker sakte hien as lyee ham ko khoob sy khoob mehnat kerna hota h aur jo hamari skills hien wo b sirf aur sirf mehnat say ati hien as lye hamain as mien be had mehnat karna hota h aur skills ko behter karna hota h.
              • #8 Collapse

                Re: skills mehnut sy hi ate hn???

                earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko profit hoge or ha ager hum ko kuch earning or learning karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga
                • #9 Collapse

                  Re: skills mehnut sy hi ate hn???

                  Bahut achi bat share ki hai ap ne forex main ache work k liye hamare pas achi skills honi chahiye our forex main apni skills ko acha banane k liye hamein apni learning ko increase karna chahiye jis se forex main hum acha work kar sakte hain our achi earning hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: skills mehnut sy hi ate hn???

                    dear friend aapane bilkul theek kaha hai scheme mehnat se aati hai aur main use Waqt hoti Hai jab Pakistan Forex ne working karte Rahe aur musalsal working karne se mehnat bhi hogi aur post ki quality bhi baithe ho jayegi jis per bahut accha bonus bhi mil sakta hai......
                    • #11 Collapse

                      Re: skills mehnut sy hi ate hn???

                      bilkul ap sahe kah rahe han k skill mehnat se ata hay men is men thore sa izafa kron ga k mehnat k elawa time bhe lagta hay koi bhe skill sekhne k lye,aj kal mostly companies skill per tawajo de rahe han apne interviews men wo zayada tar skill per dehann dete han
                      • #12 Collapse

                        Re: skills mehnut sy hi ate hn???

                        g han bilkul sahi keh rahy hain agr hum skills ko forex main bethar karna chahty hain to hume chahye k hum is main mehnat kaarin kyu k jab tak hum mehnat nahi kaarin gay tab tak hum is ko smajh nahi skaty hain aur jab tak hume forex smajh nahi aye ga hum is main practice nahi kaarin gay tab tak hum apni skills ko improve nahi kar skaty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: skills mehnut sy hi ate hn???

                          AOA dear brother ap na bilkul sai kha ha or main umed karta hn forex main sab memeber khariyat sa hon gay agar ham daily basis par kaam karain gay or mehnat ka sath kaam karain gay to hmain Pakistan online forex business main bht skills hasil ho gi is lia hamin forex main dil sa or active mind ho kar mehnat karni chahiya
                          • #14 Collapse

                            Re: skills mehnut sy hi ate hn???

                            ji han bhai Jaan Jata Gaya aap bilkul theek kah account kya hota Nahin Kuchh log ka Kahana Hai Ki ka Kahana hai ki Ham seekh sakte hain Tumne Na Main Kahta Hun Ki demo per jo bhi sakta hai vah galat hai aur Hamen Damoh account per bilkul bhi trust nahin karna chahie Jo member account per trust Karke kam karte hain per Karte Hain vah Kabhi Nahin kar sakte
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: skills mehnut sy hi ate hn???

                              Gee bilkul bro skill k bagir kuch b nhe kr skty ho skill main chez ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X