Hum jitna mehnat ky pechy bhagin gy kamyabi utna hmary pechy ay g.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum jitna mehnat ky pechy bhagin gy kamyabi utna hmary pechy ay g.
    AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy bhaio mery kehny ka mutlab yh hy kh hum jitna ziyada mehnat krin gy kamyabi hmain utna hi ziyada ho g hmain kamyab hony kaliay mehnat ki bht zarorat hy mehnti member kabhi nakam nh hota ap ki kia ray hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hum jitna mehnat ky pechy bhagin gy kamyabi utna hmary pechy ay g.

    dear g han ham ko chye k ham more say more hard work ko jary rakhein aur is main goodness ki just hope ko he mind main maintain rakhy rahna chye so is k lye ham ko day aur night one kr k more say more learn karnay ki try kartay rahnachye .
    • #3 Collapse

      Re: Hum jitna mehnat ky pechy bhagin gy kamyabi utna hmary pechy ay g.

      Good idea ke ham jitna mehnat ke piche bhag denge utna hi kamyabi hamen re piche bhagegi isliye mehnat khoob mehnat Karen aur achcha bonus hasil karne ki koshish karen agar bonus achcha mil jaaye to fir hi trading acchi hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Hum jitna mehnat ky pechy bhagin gy kamyabi utna hmary pechy ay g.

        Dear friend Mein Karni chahie apni learning ko Behtar banaa jitni Jyada Ladne strong hoti Jayegi Apne Hi forex market Mein Baithe kaam kar Payenge..
        • #5 Collapse

          Re: Hum jitna mehnat ky pechy bhagin gy kamyabi utna hmary pechy ay g.

          Exactly you are right dear k jitna ham mehnat k peechy bhagain ge to kamyabi hamry peechy aie gi q k is dunia me aisa koi Kam nhi hai Jo bagahir mehant k hasil ho saky aur kamyabi hasil ki ja saky is waja ap kamyabi k peechy na bhagain AP sirf mehnat karain kamyabi khud ba khud AP k kadam choomy gi aur phr profit hi profit ho ga inshallah
          • #6 Collapse

            Re: Hum jitna mehnat ky pechy bhagin gy kamyabi utna hmary pechy ay g.

            dear friend kameyabi melty hy mahnat karny say aur hum forex ko sekhny keleye getni mahnat karen gay hamen osi hesab say as main achui earning hasel hogi as leye ap ko chahye k markt ko samagh kar hi as main kam karen
            • #7 Collapse

              Re: Hum jitna mehnat ky pechy bhagin gy kamyabi utna hmary pechy ay g.

              W salam dear ap ny thek kha hy ap ki bat se agree karta hon hamein chahye hai ke ham as main ache se kam karen or as main mehnat bohat hi zarory hai tu hi ham as main kamyab ho sake ge or hamein chahye ky ham is me har waqat kam kary or is me kam karny kaliye hamy mhenat karni hogi is liye hamy chaiye ky is me kam karny kalye mhenat kary
              • #8 Collapse

                Re: Hum jitna mehnat ky pechy bhagin gy kamyabi utna hmary pechy ay g.

                g dost as main kabhi bhi har nahi manna chahye hamein mehnat himat se karna chahye aor hamen ache sse bi km karna ho gaa aor hamen chahiy hai kee ham as main agar kam karete hain tu as ki kadar bi kare tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen as main mihnat karte rihna chahiy hai q k jo mihnat karta hai us ko mihnat ka phal zaror hi milta hai as liy jhamen as main mihnat se kam karna ho gaa aor haa jinho nee forex main kamyabi chahi wo hi as main kamyabi hasilkar sake gee yani as main mihnatkare gee tu hi kamyabi mile gy un ko aor hamen as main apne senior se poch kar hamen kam karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee
                • #9 Collapse

                  Re: Hum jitna mehnat ky pechy bhagin gy kamyabi utna hmary pechy ay g.

                  mahant se he kamybhi mumkin hoti hsi or aghr hum trdaing main kamyb hony ki bat karen tu es main bhi hmari mahant he hmain kamyb bnati hai r hum apni trdaing main tab he achi eraning kar skty hain jub hum mahant karty hain or mahant ki base par he hmari kamybhi hmary pech ati hai q k mahant khi bhi zaya nahi hoti hai es ka phal lazmi milta hai or milta bhi acha hai insan ko mayooss nahi hona chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: Hum jitna mehnat ky pechy bhagin gy kamyabi utna hmary pechy ay g.

                    Forex main kamyabi hasil karne k liye mehnat bahut hi zarori hai is liye forex main hamein himmat our sabar k sath work karna chahiye himmat kabhi bhi nahi harni chahiye our profit k sath hamein loss ko bhi accept karna parta hai our forex main hamein loss se learn karna chahiye jis se forex main hum kamyab ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Hum jitna mehnat ky pechy bhagin gy kamyabi utna hmary pechy ay g.

                      walikum Assalam ! ap ne achi bat ki. no doubt k mehnat mai hi kambyabi hai . koi bhi business ho ager mehnat na ki jay to success gain kerna mushkil hai. jitna time apny kam ko den gy wo utna apko faida de ga .
                      • #12 Collapse

                        Re: Hum jitna mehnat ky pechy bhagin gy kamyabi utna hmary pechy ay g.

                        Hi am agree ur post. G bilkul hm jitny mhnt kry gy utni hy zeda hmy kamiabi mily gi.mhnt krny wala hmasha kamiyab hota hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Hum jitna mehnat ky pechy bhagin gy kamyabi utna hmary pechy ay g.

                          Assalam u Alikum dear umeed h ap sb log Allah k fazal s thk hon g or ap n jo bat k h k hum jtna mahnat krn g itna h kamyab hon g y to bhot h ache bat h or ase h manhte log hr field m age jate hn jasea ap sb log jante hn hardwork is the key to success to hmn b forex k business m bhot mahnat krne k zarort h
                          • #14 Collapse

                            Re: Hum jitna mehnat ky pechy bhagin gy kamyabi utna hmary pechy ay g.

                            Ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai to Jab Bhi Ham Pakistani for Business mein kam Karen Hamen chahie ki Ham kamyabi ki taraf bhagai aur kamyabi kamyabi ki taraf koshish karen ki kamyabi Hamen use Waqt Hasil Hogi jab tak Ham ismein mehnat Karenge to Agar mehnat Karega to Inshallah kamyabi Hamen mil sakta hai
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hum jitna mehnat ky pechy bhagin gy kamyabi utna hmary pechy ay g.

                              Jio Sar aapane bilkul sahi kaha hai ki Jab network Business mein kam karne chahie aur mehnat Karen Kyunki mehnat Karne Se Sab Kuchh Mil Jata Hai Hamesha Achcha bolane Suraksha profit Aise Logon ki mehnat Karne Wala Apne mehnat ka fal Jarur Hasil karta hai isliye hamen bhi chahie kya main aap ki taraf se aur kamyabi Hasil Karen Aur mehnat Ka Phal Asif Karen
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X