Overtrading ki lalach kabhi bi na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Overtrading ki lalach kabhi bi na karain
    assalamu alaikum dear member ummid hai ki aap sab log khairiyat se honge jaise ki aap sab log jante Hain ki Ham forex form bhar trading karte hain aur aksar jab Ham dekhte hain kam ek trade per profit mil raha hai to Ham use per dobara trade laga dete Hain ya nahin overtrading hamen chahie ki overtrading nahin karni chahie aksar hamari overtrading awaaz mein chali jaati hai jiski vajah se hamara Sara account was ho jata hai to agar aap apna account watch hone se a bachana chahte Hain to hamesha ek pair per ek bar hi trade lagaen aur achcha khasa profit hasil Karen thank you God bless you all
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Overtrading ki lalach kabhi bi na karain

    Dear my friend ap ki bat sahi hya kay ager hum ko acha profit gain kar nahya to iss kay liya hum ko forex ko time deyana ho ga or iss kay liya hum ko over treading nahi karni chya balkya hum ko iss may kam say kam tread ko open kar nachya takya hum ko zad loss na ho.
    • #3 Collapse

      Re: Overtrading ki lalach kabhi bi na karain

      walakum slam apne bilkul theek kaha hamain over trading yani trAding karte howe overconfidence nhi hona chahye our is se bachna chahye kyun ke jab ap over confidenece ho kar trading kar kren ge to loss kar jain ge.
      • #4 Collapse

        Re: Overtrading ki lalach kabhi bi na karain

        g han hamen agr kamyuabi hasil karni hy to hamen chaia keh hum over trading kabhe bhe na kren mery pyary bhai jab hum lalch kar ky tradeing ko over karty hen to hamen profit ky bajay lalach men dall deti hy jo keh hamen loss men dall deti hamen aysa koy kan nai karna chaaia jis ke waja sy hamen loss ho
        • #5 Collapse

          Re: Overtrading ki lalach kabhi bi na karain

          forex mein sab se zarrori mehnat hy mehnat kar k forex mein hum mehnat se knwledge hasil kar sakt forex mein knewledge zarrori hai knwledge se hum forex mein sabar kar k trading kartay han tu agr jald bazi mein tradin karty han tu isse loss forex mein kaam karna hy tu mehnat tu karni part forex mein kaam karna hy tu mehnat tu karni part knewledge sab acha hy forex mein tu hi kamyab hy
          • #6 Collapse

            Re: Overtrading ki lalach kabhi bi na karain

            So nice question my bro hum akshr zada ki lalach main apni bna banya bouns bi gvha daty hn .as ki reason hoti hy humrai lalach .kue ky zada ki lalcah maim hum trading unlimited karty hn .js sy na humain bouns acha mil pata hy .na hi hum apna experience gain kr paty hn otla loss ka samna karna prta hy so sabr sy aour pory conference sy trading karin overtrading hr giz na karin .
            • #7 Collapse

              Re: Overtrading ki lalach kabhi bi na karain

              g dosto bilkul overtradgin k lalach kabhi b na karain . ye ek lalach hy jo insan ko kafi nuksan poncha sakti hy. agar ek baar profit kama liya to dobara os par overtrade na karain. kisi or bar trade karain or ziyad profit kamain.
              • #8 Collapse

                Re: Overtrading ki lalach kabhi bi na karain

                Asslam-o-alikum! ji han hum ko overtrading ki lalach nahi karni chaiye greediness leads to risks.humain patience rakhna chaiye because patience is a virtue or trade karne se pehlay market ko achi tarha analysis kar lena chaiye. us ke bare ma knowledge gain karna chaiye kisi se mashwara karna chaiye. lalach hamesha hi aap ko nuqsan deti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Overtrading ki lalach kabhi bi na karain

                  over trading bhi buhat nuqssan deh kaam hy trading aik limit ky andar reh kr karni chahye ziadda trading bhi forex main achi ni samjhi jati ye meri zaati raye hay hu sakta hy koi member is sy ikhtilaff kary
                  • #10 Collapse

                    Re: Overtrading ki lalach kabhi bi na karain

                    yes over trading karne ka kabhi bhi lalch nhi karna chahye over trading aur risk lena bhi aik lalch hota hain aor ham ko is mein kabhi bhi lalch nahi karna chaiye aur ham ko chaiye k ham is mein apne indar se lalch ko door kar den aur uis mein lalchi man ban kar is mein work nahi lkarna chiaye is mein kam profit ho to bhi kafi hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Overtrading ki lalach kabhi bi na karain

                      G han bhai bahut saray traders zayada profit ki lalach main over trading kartay hain jis ka mtlab yah hay kah woh ek hi wakt main bahut sari trades open kar letay hain ta kah un ko sab say profit aay aur woh zayada profit earn kar sakain but un ki yah zayada trades loss main jati hain to un ko ulta loss ho jata hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Overtrading ki lalach kabhi bi na karain

                        Walaikum salam Sar aapki baat sahi hai agar Ham Pakistan Forex trading Karte Hain To Hamen over trade bilkul bhi nahin karna chahie Hamara bonus Agar Achcha hai aur ham overtrading Karte Hain To Hamara account wash ho sakta hai is vajah se Hamen overtrading Nahin Karni chahie Hamen Apna account Bachana chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Overtrading ki lalach kabhi bi na karain

                          AOA! dear friends kasy han ap log ji ap na sahi kaha ha k humain jitna mumkin ho saky overtrading se bachna chahiay over trading se murad aik se ziada trades open ker dyna ha q k akser members ko jub profit ho raha hota ha tu wo hares ho k bht sari trades aik sath open ker daty han jis se ager ya trades loss main chali jain tu is se acount wash hony main der nhi lugti.
                          • #14 Collapse

                            Re: Overtrading ki lalach kabhi bi na karain

                            AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han g bhai ap ki bat bilkul theek hy kh hmain overtrading nh kerni chahiay jo member lalich ker ky aik sy ziyada trade open ker laty hn to un ko loss hota hy market hmary against bhi ja sakti hy jis sy kabhi kabhar hmara account wash bhi ho jata hy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Overtrading ki lalach kabhi bi na karain

                              g han bilkul hamen kabhe bhe overtrading nhe karne cahiye balke hamen cahiye ke hum ache trading karen market ke analysis kar ke q ke agar hum trading karen gy to hum is main kamayb ho sakte hain to lakin hamen kabhe bhe overtrading na karen agar kisi pair ke movement ache ho to hamen us par zayada trades open nhe karne cahiyen apna margin free rakhna cahiyen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X