Be carefull in your posting.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Be carefull in your posting.
    AoA! dear friends umeed karta hn ka ap sub kheriyat se hongy, jab ap post karny lagty hain to baaz dafa hum apni post ka target pora karny ka chakar main bohoot jald bazi se kaam karty hain jiski wajah se kabhi hum banned id par post kar lety hain to kabhhi hum ak time main do post ikathi kar lety hain jiski wajah se baaz dafa hamain bary nuqsan ka bhi samna karna parta hato posting karty time hamain mohothath ho kar rehena chahiye aur soch samajh kar post karni chahiye take wo hamary liye faida mand sabit ho.
    Jazak ALLAH ツ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Be carefull in your posting.

    Baai g hamay forum par ziada say ziada posts karnay chahiay lekin sirf ziada posts say be kuch hasil nahee hotha aap ko ziada posts k saath saath ache quality k ziada posts karnay hay our achay say achay words ko use karna chahiay thake wo system ko achay lagay our hamay os par acha bonus milay
    • #3 Collapse

      Re: Be carefull in your posting.

      G dear aap ny bilkul thk kha hai hmy forex forum per posting krty wqt ahtiyat sy kaam krna chaiye hmy aona target pora krny k liye jaldi nhi honi chahiye bul k sbr k 7 posting krni chaiyen chahy hm km posting kren lakin hmy achi posting krni chaiye taa k hm acha bonus hasil kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Be carefull in your posting.

        dear friend apki bat bilkul theak ha aksr dost posting ki quantity ziada krnay k chakr mn posting krnay mn jald bazi krtay hn aur posting mn bahot c ghaltian krtay hn jis sa posting ki quality achhi naen rehti aur isi waja sa bonus bhi achha naen milta to ap post ko submit krnay sa pehlay aik bar zroor read kren
        • #5 Collapse

          Re: Be carefull in your posting.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulazizshahid پيغام ديکھيے
          AoA! dear friends umeed karta hn ka ap sub kheriyat se hongy, jab ap post karny lagty hain to baaz dafa hum apni post ka target pora karny ka chakar main bohoot jald bazi se kaam karty hain jiski wajah se kabhi hum banned id par post kar lety hain to kabhhi hum ak time main do post ikathi kar lety hain jiski wajah se baaz dafa hamain bary nuqsan ka bhi samna karna parta hato posting karty time hamain mohothath ho kar rehena chahiye aur soch samajh kar post karni chahiye take wo hamary liye faida mand sabit ho.
          w .salam .... am also fine apki baat bilkul sahee hy khe hamin posting mein carefull rehna chaiy spelling mistakes nahee kerni chaiy tahke read kerny walon koi problem na hon akse members mistakes ker jaty hein hamri mistakes hamry loss ka sabab banti hy hamin mayri posts kerni chaiy coomon posts kerny sey hamin bouns bhut kaam milta hy is liy mehnat zeeda kerna mistakes sey door rehna carefull hoker posting kerna hamry bouns bhi acha ata hy ,,,,,,,,,,,
          • #6 Collapse

            Re: Be carefull in your posting.

            yes hamra posting careful hona chhaye ham is mein quality wale posts kare aur is mein mehnat kare jo is mein mehnat kr ta hain wo hi is mein kamyb ho sakta hain agar apko is mein kamyb hona ha to apko is main care full ho kar work start karna chahye to hi kamyab ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Be carefull in your posting.

              mere khiyaal main forex business main kaam ki quality ki bahot ehmiyat hain es liay hamain post karty wakt post ki quality ka khaas khiyaal karna hay forex main quantity say ziyaada quality ka khiyaal rakha jata hay
              • #8 Collapse

                Re: Be carefull in your posting.

                posts ki quality ko madd e nazar rakhtay howay ye baat saamnay aati hay k in ko finally share kernay say pehlay aik baar read ker lena chahiye is terha mistakes remove ki ja skti hain or phir quality ko bhi maintain kiya ja skta hay
                • #9 Collapse

                  Re: Be carefull in your posting.

                  ji aapane Sahi kaha hai be carefully in your posting Hamen bahut hi careful hokar apni posting Karni Hogi acchi quality aur quantity ki posting Karni Hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: Be carefull in your posting.

                    Dear friend informative acchi quality mein post Karen unke acche thanks Mile thanks se post ki rating badhegi Achcha bonus milega. .
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Be carefull in your posting.

                      JI ha ap nay bilkul sahi Kaha hai ke posts karnay chahiay lekin sirf ziada posts say be kuch hasil nahee hotha aap ko ziada posts k saath saath ache quality k ziada posts karnay hay our achay say achay words ko use karna chahiay aur baat saamnay aati hay k in ko finally share kernay say pehlay aik baar read ker lena chahiye is terha mistakes remove ki ja skti hain thank you everyone

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X