history of candle sicks

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    history of candle sicks
    assalamo alikummy dear forex users and respected members kesy hein ap sab
    aj mein apko hisry of candle sticks k baary mein btaaon gi phely bhi mein kaafi in cheezon k baary mein bta chuki hon umeed hy ap ko samjh ay hwuy hon gy
    sab sey phely candle stics 2 trah k hoty hein
    1 bulish candle sticks
    2 bearish candle stick
    * bulish candle sticks jo k bhut tez hoty hein
    *lekin bearish candle sticks slwely move kerty hein
    inko ik japan k rice trader jo khe ricre ka bussniss kerty thy unhon ney apny bussniss ko spread kerny or poupler bnnany k liy candle sticks ko ijaad kia jo khe samjh a jaany waly hein unhon ney cndle sticks per ik biok bhi likni or cndle ko mukhtalif colours bhi diy is liuy ''''''MUNHISA HOMMO ''''' Jis ka naame hy isy father of candle sticks bhi kaha jata hy ...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: history of candle sicks

    g han apny candles k bary men jo batay ahain to mery kyal men achi information share ki hai.is liiye hamen chye k ham candles k bary men malooamt ko share kren ager ham maloomat shre kren gy to kafi sary logon ka fiada ho ga.aor is k illawa hamen bearish aor bullish candles ka ptta hona chye.ager hamen bearsih aor bullish candles k bary emn maloomat ho g to ham is sy bhot faida utha sakty hain.aor men apko aik mazeed information dy doon k candles ki 96 shapes hain overall.
    • #3 Collapse

      Re: history of candle sicks

      Dear friend aapane bahut hi acchi information share Ki Hai members ko chahie ke tips ko follow Karen market Mein Behtar kam Karen. .
      • #4 Collapse

        Re: history of candle sicks

        Forex Main candlesticks ko Monheisa Homma Ne Ejaad Kiya Or FoRex Main Hum Candlesticks Ki MaDad Se hum maRket Ko BhoT Hi Achi Tarhaa Analise Bhi KaR sakTay Hain Or kaafi AChi amoUnt Main proFit Bhi Earn KaR sakTay Hain To humEn Chaahiye k FoRex Main Chart ki Bajaaey candlestick Kaa hi Use KaRen...
        • #5 Collapse

          Re: history of candle sicks

          forex aik legal business hain hamy is mai candles ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe mil jy ge forex aik unique business hain
          • #6 Collapse

            Re: history of candle sicks

            ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy best experience or knowledge hasil kar ky candle stick ko achy sy samaj kar isy use karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik real business hain
            • #7 Collapse

              Re: history of candle sicks

              hamy forex mai amount invest karny ky liye candles ko use karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty haian hum is mai agar bager learning ky kaam kary gy to hamy loss ho ga is mai market ka balm nahi hta
              • #8 Collapse

                Re: history of candle sicks

                Candle stick k bary mai ap ne yahan achi info share ki hai is se pehly mujhy candle stick k bary mai itna nahi maloom tha bus ye pata tha k ye humy movement k bary mai bata rhi hoti hain k up ja rhi hai ya down and candle ki 96 shapes hain is ka bhi aj pata laga hai sab members ko aesi hi achi achi threads share kerny chahye ta k her thread se kuch na kuch sikhny ko bhi mily r sabka faida ho
                • #9 Collapse

                  Re: history of candle sicks

                  hamain markt main trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho saskty hain aur hamain market main planing kar k hi hum sucss ho skaty hain aur histary clear kar k hi hum is main achy say trade kar k hi hum real main sucss hon gay aur hamain market main bi trnd ko sue akr k hi hum real main perform karein gay
                  • #10 Collapse

                    Re: history of candle sicks

                    hamy candles ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik international business hain hamy is mai acha experience gain kar ky risk lena ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke tahra nahi hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kaer sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: history of candle sicks

                      g han dear ap ny sahi bat ki hai forex main aghr best trading karni hai tu hmain sub he trading k tools ko achi trha se msjh kar trading karni hogi jis ko humain use krna ata ho or hmain un ka knolwedge bhi ho es se hum apni trading main acha profit earn kar skty hain p aghr hum candlistik ko follow kar k trading karengy tu es se bhi hum bari achi trading kar skty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X