App ki mehnat hi app ko success ki tarha le kar ja sakti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    App ki mehnat hi app ko success ki tarha le kar ja sakti hay
    Forex business me mehnat ki ehmeyat bahot zeyda hoti hay, agar app mehnat karo aur app ko start me koi result nahi be milta to per be app ki mehant zaya nahi jati aur kesi na kesi stage me app ki ye hardworking se ki gai learning app key kam a sakti hay, app ko every day learning karny ki hi koshish karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: App ki mehnat hi app ko success ki tarha le kar ja sakti hay

    g han insan jab mhnat kerta hai aor dill lga ker kam kerta hai to mery kyal men insan k aggy koi bhi cheez na mumkin nh hoti hai.is liiye ahmen chye k ham mhnat kren aor mhnat k sath sath ham kam jo bhi kren to jazba bhi sarshar hona chye.is trah phir hamry samny any wali her mushkil asan hoti jaye g.aor is k illawa kamaybhi bhi hamra muqader ban jaye g.
    • #3 Collapse

      Re: App ki mehnat hi app ko success ki tarha le kar ja sakti hay

      Gee haan forex mein mehnat sae kaam kernay mein hi humari kamyabi hai hum forex mein kaam ker rahay hain tou humain iss mein mehnat sae kaam kerna chahyea aur jitni zayada mehnat ker sakain kerain ta kay humain iss business sae zayada sae zayada income ho
      • #4 Collapse

        Re: App ki mehnat hi app ko success ki tarha le kar ja sakti hay

        asalaamo alaikum sabhee forex kay bhaiyo ko mihnat hee kaamyabi ki kunjee hay dunya may aap koi kaam bhee mihnat kay bagairnahi kar saktay jab aap mihnat karay gay to allah paak ki nusrat aap kay sath hogee isi liya allah paak ka naam lay kar forex may kaam shuru karay
        • #5 Collapse

          Re: App ki mehnat hi app ko success ki tarha le kar ja sakti hay

          Asslam o alaikum dear forex member apnay sahee kaha hay kay Is Duniya Mein Kisi Ne Jo Bhi position Hasil kiya ho kamyabi ki to usne apni mehnat ki Hogi aur mehnat Se Hi usne Roj status Hasil Kiya Hoga Is Tarah San mein agar Ham Forex Mein mehnat Karenge tabhi jakar Hamesha Mein kamyabi mil sakega Varna Mumkin Nahin..
          Visit My Profile
          • #6 Collapse

            Re: App ki mehnat hi app ko success ki tarha le kar ja sakti hay

            g bilkul apki bat theek ha keunky hamary kamyabi ka raz hi hamari mehenat me hota ha jitna ziyada mehenat hogi utna jald kamyabi hasil hogi to apko bina kisi lalach me ay pehly apni learning ko strong karna chahiye aur uske bad apny profit ko dekhna chahiye.
            Jazak ALLAH ツ
            • #7 Collapse

              Re: App ki mehnat hi app ko success ki tarha le kar ja sakti hay

              Dear friend Mehnt krenn daily basis per learning Karen aur Khud Mein improvement Mein jitni Jyada aapki learning strong hoti Jayegi utna hi forex market Mein Baitha kam kar Payenge. .
              • #8 Collapse

                Re: App ki mehnat hi app ko success ki tarha le kar ja sakti hay

                ji bilkul Hamari mehnat hi Hamen success ki taraf Le Ja sakti hai is wajah se Hamen mehnat Karni chahie aur mehnat se Hamen ghabrana Nahin chahie
                • #9 Collapse

                  Re: App ki mehnat hi app ko success ki tarha le kar ja sakti hay

                  je ma aoki bat sa garee hun ky hamri mehnat hi humy success ki tarf laky jati ha agr hum mehnat nai krty tu humy profit ya success nahi milti is liye humy chaiya ky zyda sa zyda mehnat kryn hum jitni mehnat krty han utna hi acha profit or bonus humy milta ha or hum ak achy trader ban jaty han
                  • #10 Collapse

                    Re: App ki mehnat hi app ko success ki tarha le kar ja sakti hay

                    G belkul app ke bat sahe hai iss mai ham jitni zyada mehnat karaingay utna he ham.iss mai kamyab hongai hamai chaye ke iss ko ache tatah say seekai mehnat karkai iss mai experience gain karai aur experience gain karnai ke bad issko trade karai.
                    • #11 Collapse

                      Re: App ki mehnat hi app ko success ki tarha le kar ja sakti hay

                      G haan billkul forex ma AP ki mehnat hi AP ko kamyab krti Han sb ki chahia forex ma mehnat sa Dil lga KR Kam kran zada sa zada learning kran or experience hasil kran zada sa zada forex ma mehnat kran ga tu us ka result AP ko profit ma milta ha is Lia mehnat kran knowledge or experience gain kran
                      • #12 Collapse

                        Re: App ki mehnat hi app ko success ki tarha le kar ja sakti hay

                        yes hamra mehnat hi hamen success ki taraf le ja skata hain apna posting oar dehan dena chaie uar is mein kamybi hasil kar ne ki koshsh karna chaiye is mein hard working kar ne wale log hi is mein kmay hote hain aur is mein cahe se kam karna chaiye tab ja kar ap is meinh kamyb ho sakte hain aor is mein profit hasil kar sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: App ki mehnat hi app ko success ki tarha le kar ja sakti hay

                          G han dear friend forex mein apki mehnat he apko success ki tarah ly k jati hai Jitne zada mehnat kry gay itna jald kmyabi ki tarah ja sakty hai mehnat kr k humy expirence hasil krna chaiye Humri mehnat aur humara expirence he humy kmyabi ki tarf ly k ja sakti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: App ki mehnat hi app ko success ki tarha le kar ja sakti hay

                            jee belkul mehnat hmain her bar success ki taraf he lay lay jata hai or hamain as mien yeh pata hai k jo mehnat karta hai tu wo fail ni ho sakta hai as lye hamain as or hmain as mien earning per earning karna hota hai or mehnti insa kabi bee as mien fail ni ho sakta hai as lye hamain as mien mehnat karna hota hai or earning per earning karna hota hai as lye mien forex mien her bar mehnat karta hoon or earning karta hoon
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: App ki mehnat hi app ko success ki tarha le kar ja sakti hay

                              g hain hurmare mehnat hi hum ko kamyabi ki tarf le ja skte hy. mehnat se bonus hasil krain aur experience se trading krain . demo accoutn pr practice kran aur profit earn krain. ye bhi souch hy k mehnat success ke tarf hi le jate ha . we like hard work

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X