Jazbat ko control Mai rak Kar trade karai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jazbat ko control Mai rak Kar trade karai
    Dear friends assalamualaikum forex Mai aksar ham apnai emotion ko control nahe Kar patay aur emotion ke sath iss Mai trade kartay hai Jo hamesha loss ka sabab banta hai hamai chaye achai aur profitable trading keleye ISS Mai hamesha apnai jazbat ko control Mai rakai kabi be trade kartay waqt apnai jazbat ko shamil na honay dai tab ham acha profit Kama sakaingay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jazbat ko control Mai rak Kar trade karai

    Forex trading koi game nahee hay jis may aap jazbathe ho jaaye our aap acha kel sakay ye business hay our wo be international business is may aap ko ose waqth he kamyaabi mil sakthi hay jab aap is may buhut ziada t soch samajh kar kaam karangay kionka ye asaan business nahee hay jisay har koi kar sakay.
    • #3 Collapse

      Re: Jazbat ko control Mai rak Kar trade karai

      Aisa Hi karna chahie Hamen jazbat ko control Mein rakhkar Hi trade Lagani chahie Agar Ham jazbaati hoge to ise Hamari trade galat lag sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: Jazbat ko control Mai rak Kar trade karai

        G belkul app sahe keh rahai hain ke iss mai trade kartay waqt ham apnai emotions ko control.mai rakay iss mai kabi be emotion mai akar trade na karai kiun kai aisay trades hamai hamesha loss daingay.
        • #5 Collapse

          Re: Jazbat ko control Mai rak Kar trade karai

          Asslam-o-alikum ji han aap bilkul sahi keh rahe hain ke humain jazbaat par control rakh kar trade karna chaiye warna fiday ke badlay nuqsan hoga. agar hum first try par kamyabi hasil karty hain toh hum main lalach aa jata hai ke or ziyada ho or hum without knowledge or planning k trade karty hain. hum market ko achi tarha analysis bhi nahi karty jis se hum ko nuqsan hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Jazbat ko control Mai rak Kar trade karai

            Dear members Forex main trading k liy hmain apny jzbat pa bht zeada control rkhna prta ha jitna HM ismain jldbazi se Kam kren Gy utna hi hmain nuqsan hOga Forex kO kbhi BHI lalch k sath HM nai krskty aur ismain patience k sath ap Achi earning krskty hO islkiy keep calm and wOrk hard.
            • #7 Collapse

              Re: Jazbat ko control Mai rak Kar trade karai

              hamy market ke mvment ko samj kar kam karna ho ag pher he hum pasia kama saky gy forex ak legal bsuienss hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe mil jy ge forex aik wolrd wide bsuienss hain is mai hamy lalach ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Jazbat ko control Mai rak Kar trade karai

                forex aik acha business hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain hamy is mai mayare kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik world wide busienss hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka balm nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Jazbat ko control Mai rak Kar trade karai

                  Jee belkul hamai jazbat ko control mien rakh ker kam karna hota hai or jald bazi ni karna hota hai or sabar ka muzahra karn hota hai or sath sath jo as mien sabar kerty hien wo as mien earning ker sakty hien as lye hamain forex mien kamyab hona hai tu hamain as mien sabar zaror karna ho ga agar hum as mien sabar kerty hien tu hum as mien earning bee ker sakty hien as lye haain jazbat ko qabu mien rakh ker kam karna hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jazbat ko control Mai rak Kar trade karai

                    Ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai ki Jab Ham Pakistani forex business Mein kam Karen Kyunki hamare pass experience and knowledge kab Hona bahut jaruri hai Kyunki Hamen se mehnat Karenge to Kamyab Honge aur Hamen chahie ki Ham ismein bilkul Sach batana Hoga Agar Ham Java Honge To Hamen bahut jyada loss Hoga Aur nuksan Hoga isliye Hamen jazbati Hona Nahin chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Jazbat ko control Mai rak Kar trade karai

                      Sab say phalay apnay jazbat ko control karna sikhay tarding may sab say phalay kam hiii yahii hay kay ap apnay ap par kaboo rakhay is say ap ak acha trader ban saktay hay jo is time jo acha trader ja raha hay on may ya cheez hay is liya ap dakhay who kamiyab bhi hay ham jasay laachii aur nokami ki wajha yahi hay kay hamar aonay jazbat par kabo nai hay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jazbat ko control Mai rak Kar trade karai

                        Trading ko waqt dain analyse krain jazbat ko control main rakh kr trading krain aur profit earn krain us k bad mehnat krian posting krain aur bonus hasil krain aur phir trading krain aur profit earn krain us k bad trading krian aur earning krian. thenks to all for thanks....

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X