Aik ghalti ko dobara na duhraye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik ghalti ko dobara na duhraye
    Dear friends assalamualaikum forex buisniss Mai ham loss hamesha apnai he ghaltyo ke waja say kartay hai hamai chaye ke apnai un ghaltyo ko dhondai aur khatam Kar dai tab he ham ISS Mai acha profit kama sakaingay.agar ham ghalti ko bar bar duhrayengai to hamai bar bar loss hoga issko seeknai ke koshish karai aur mistake say avoide karai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik ghalti ko dobara na duhraye

    G han galti tu hr trader sy ho jati hai mgr bara masla ye hota hai k hum wo galti bar bar duhraty hen jis sy hame ek din nuksan uthana parta hai es lye jb ap sy galti ho jaye tu ap apni galti ko galti manen aur dobara aisi galti na karen jo log apni galti ko galti nai smjty wo phr esi galti ki wja sy los karty hen.
    • #3 Collapse

      Re: Aik ghalti ko dobara na duhraye

      Aik ghalti ko dobara na duhrayain gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too ager aap say ghailti ho jati hay too aap iss say sabaq sekhain oor ghailti ko respect na kerain.
      • #4 Collapse

        Re: Aik ghalti ko dobara na duhraye

        g bilkl sahe baat ki hy hmen koshish krni chaye keh hm se jo galti ek dafa hui hy usko na dhuraya jay r hmen chaye keh hm threads k through new ane walon ko gltyun k bare main btaen takh unko pata chal jay kh yh kaam krna hy ya na q keh new jo aty hyn unko kuch idea nh hota waqt k sath sath unko idea ho jata hy islie hmen chaye kh ek dafa ki hui galti ko dobra na kren.
        • #5 Collapse

          Re: Aik ghalti ko dobara na duhraye

          G baai is business may har member say ghaltian hothe hay our aap jab be koi ghalathi karthay hay tho ose say he aap ko seekna chahiay kionka is business may aap khudh he apnay teacher hothay hay our aap jithna ziada achay tareekay say apnay aap ko guaid kar sakthay hay aap ko apne mistakes say seekna chahiay.
          • #6 Collapse

            Re: Aik ghalti ko dobara na duhraye

            Ji Bhai aapane bilkul sahi Kaha Ki Galti ko Bar Bar Hamen Forex Mein Nahin Dur Aana chahie Jab Ek Galti ko Bar Bar door aaenge to Hamara Forex Mein Koi Bhi Jagah Nahin bachega To Hamen chahie Ki Ek Galti Ke bad Hamen bahut Kuchh Sikh Lena chahie aur dusri Galti Hai Aane Tak ka Ham Kamyab ho jaaye to hamare liye bahut hi kamyabi ka sabab Ban sakta hai Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Aik ghalti ko dobara na duhraye

              ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hai Hamen chahie ki Hamen ek Bar Jo galti ho jata hai unko dobara dobara Nahin chahie kyunki Agar Ham apni Galti ko dobara dobara ayenge To Ham ismein Kaise kamyab ho sakte hain tu Har Bar Hamen chahie ki Ham ismein ek Galti ko Bar Bar ismein dwara hai na ISI mein kamyabi hai
              • #8 Collapse

                Re: Aik ghalti ko dobara na duhraye

                Assalamu alaikum life ma galtiyan har kisi se Ho jaati hai but akalmand vo hai Jo galti se kuchh sikhen for example agar aapko forex trading mein badi trade lgane se loss hua hai to aapko chahie ki aap next time trade soch samajhkar lagaen kyunki ek hi galti ko bar bar dohrana akal mandir ki alamat nahin hai aap forex trading mein yah dekhen ki kis galti se mujhe loss hua hai aur koshish karen ki vah galti dobara na Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Aik ghalti ko dobara na duhraye

                  AOA! dear forex members umeed ha k ap theek hon gy ji hn apni mistakes ko bar bar repeat kerny waly kabi bhi kamiyab nhi hoty ager humain kamiyab hona ha tu humain chahiay k hum apni mistakes ko repeat kerny ki bajay in se sabaq hasil karein.
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik ghalti ko dobara na duhraye

                    Hm forex trading experience yehi seekhty hn ky jo mistake hm ak bary r us sy loss ho wo mistake repeat na kry mistakes her insan sy ho skti hn is liy mistakes sy na ghabray leken unko repeat na kry jis sy hm r loss ho kamyabi isi mn hy ky hm apna skill improve kry taky loss sy mistakes sy bach sky
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik ghalti ko dobara na duhraye

                      All frnd g han glti to har insan sy ho jti h par akalmandi wo h jo glti sy k6 sekhain forx me gltiyan ho jti hain par hmen un gltiyon ko dobra dobra nh krna caheay agr hm bar bar gltiyan krty rhy gy to hm forx me kasy kamiyabi hasil kr skty hain or hmen caheay k ek dfa ki hwe glti ko dobra nh krna caheay
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik ghalti ko dobara na duhraye

                        So nic my bro ap ny thk kha hy forex main humain gultion ko br br nh karna cheay kue br br gulti sy hain ak both bra losses ho sukhta hy .so my bro ahr hum hr tread ko be carefully sy karin kue ky humain hr tread ko karny sy ply achy trky sy learn karna cheay aour pori concentrations trader pr dani cheay tb hi hum best earning kr pain gy otherwise agr asy hi loss karty rahy aour apni gultion ka nazr andaz karty rahy thl na kya to best earning ki ba jy loss hon gy .
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik ghalti ko dobara na duhraye

                          G ahn sir g aap nay belkul achi bat ke hy forex trading hamen apni galtion say bachna chihay or ager ham say kabhe mistake ho bhe jati hn to hamen os ko dobara repeat ni karna chihay or apni mistake say sabaq sekhna chihay
                          دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik ghalti ko dobara na duhraye

                            Ji bilkul theek Kaha aapane Galti Insan se ho jati Hain Forex ke andar Hamen koshish Karni chahie ki Ham zyada Se zyada mistakes ko avoid Karen in case Agar Hum Se mistake Ho Jaati Hain So no problem in future next time Aisi mistakes Nahin honi chahie .
                            akalmand Insan wo hai jo dusron ki galtiyon se sikhta hai
                            isliye Agar Humse by chance mistakes Ho bhi Jaati Hai To Hamen in future unko maximum avoid karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik ghalti ko dobara na duhraye

                              Ji han aapki baat bilkul theek hai agar aap se Ek Galti Ho Jaati Hai Jiski vajah se aapko loss hota hai to Ek accha trader Kabhi Dobara Galti nahin karta isliye Jis galti se aapka account mein loss Ho use galti se aapko sikhana chahie aur next use galti se Dur Rehkar acchi trader ki taraf hai aur Kamyab trader bane

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X