Forex main overconfidence honay sa kia hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main overconfidence honay sa kia hota ha?
    AOA Good morning friends umeed karta hn ka forex main sab memeber khariyat sa hon gay bhai logo main ap sa ya pochna chata hn ka hamain forex main overconfidence ho kar kaam karna chahiya ya na mjy sab forex member ki ray ki zarorat ha sab apny apny ray dain takay mjy achi information mil sakay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main overconfidence honay sa kia hota ha?

    Walakum.Slam Confidence ek shakhs main bhot zyada hota hai oir kuch logon main bhot kaam hota hai agar ap trader hain our ap confidence bhi rakhte hain to loss ki sorat main bhi ap relex rahian ge our apne loss ko easilybrecover kar lian ge.
    • #3 Collapse

      Re: Forex main overconfidence honay sa kia hota ha?

      Forex kine over confidence waly log Hamesha nuksan khaty hine overconfidence nai hona chahy aur apni samjh k satha aram se kam krna chahy warna loss ap ka wait kr rha hota hai..
      :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
      • #4 Collapse

        Re: Forex main overconfidence honay sa kia hota ha?

        Asslam o Alaikum janab ya thk kha gia hy k forex main humy overconfident ni hona chye ku k forex aik online business hy jas main loss profit 2no hoty hy humy na profit main overconfident hona chye or na hi humy loss main dil chota krna chye bilkay apby kam say dil lga jr mahant krni chye jas say humri earning zyda or bonus bhi zyda mil sky.
        • #5 Collapse

          Re: Forex main overconfidence honay sa kia hota ha?

          AOA! dear friends kaisy han ap log ji ap na pocha ha k forex trading main over confident ho k trading kerny se kia hota ha is ka bht bura result ata ha wo is tarah k over cofidendt ho k trading kerny wala samajhta ha k wo itna bara successful trader ha k usy nakami tu ho nhi sakti isi mistake main wo bagair analyzes kiay trade open ker data ha jis se usy loss k samna hota ha.
          • #6 Collapse

            Re: Forex main overconfidence honay sa kia hota ha?

            Asslam o alaikum dear forex member apnay sahee kaha hay kay Jo bhi forex mn over Hota hay to usay kabhi bhi na to learning milta hay aur naam hii earning is liye hamain is mn over behave kabhi bhi nhi karna chahiye relax aur noblilty hi ko choose karain.
            Visit My Profile
            • #7 Collapse

              Re: Forex main overconfidence honay sa kia hota ha?

              Forex main overconfidence hony se apko loss ka samna karna parta ha keunky agar ap forex main kamyab hona chahty hain to apko bohoot itminan aur soch samajh kar kaam karna hoga agar isme ap jald bazzi karty hain to wo apke samny loss ki surat me ayygi jitna ziyada careful ho kar kam karengy utna hi loss se bachy rahengy.
              Jazak ALLAH ツ
              • #8 Collapse

                Re: Forex main overconfidence honay sa kia hota ha?

                :1f341:Assalamu Alaikum
                :1f341:

                Bilkul aisa hay, Chahe vah Forex ho ya life mein koi bhi aur field Ho overconfidence Hamesha Bande Ko Maar Deti Hai isliye Hamen chahie confident hokar kam Karen aur overconfidence hone se bache Forex ke andar confidence se kam karne wale log Hamesha fayda uthate hain aur overconfident Logon Ko nuksan Uthana padta hai isliye Hamen chahie ki Ham Soch Samajh Kar relax hokar Kam Karen

                SayNoToOverconfidence
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main overconfidence honay sa kia hota ha?

                  JI ha ap nay bilkul sahi Kaha hai ke main bhot zyada hota hai oir kuch logon main bhot kaam hota hai agar ap trader hain our ap confidence bhi rakhte hain to loss ki sorat main bhi ap relex aur agar ap forex main kamyab hona chahty hain to apko bohoot itminan aur soch samajh kar kaam karna hoga agar isme ap jald bazzi karty hain to wo apke samny loss ki surat me ayygi jitna ziyada careful ho thank you everyone
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main overconfidence honay sa kia hota ha?

                    g han asa he hain agar hum over ho kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik unique busiens hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kasr sakty hain yai kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kari sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main overconfidence honay sa kia hota ha?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: kashanraza پيغام ديکھيے
                      AOA Good morning friends umeed karta hn ka forex main sab memeber khariyat sa hon gay bhai logo main ap sa ya pochna chata hn ka hamain forex main overconfidence ho kar kaam karna chahiya ya na mjy sab forex member ki ray ki zarorat ha sab apny apny ray dain takay mjy achi information mil sakay
                      Jab aap Forex trading mein aur confident hokar kam karte hain to use time aap ki trading acchi Nahin Hoti aur aap aur trading Karke loss ho jata hai Kyunki FIR aap Bina planning ke trading karne lag Jaate Hain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main overconfidence honay sa kia hota ha?

                        Forex trading me confidence ap k pas hona chahiye ye bohat achi baat hai lekin agar ap ka confidence limit sy barh jaye ga to phir wo ap k liye nuqsaan hai us sy ap ko loss ho sakta hai ya account wash ho sakta hai ap ka.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main overconfidence honay sa kia hota ha?

                          badta hai new tarders ko seekhna chahaiye aise tarders se jo ki market se acha paisa kamat hai forex market me naye traders ko guidance ki bahut zarurrat hoti ha sy log ye
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main overconfidence honay sa kia hota ha?

                            Akser traders overconfident ho jaty hain aur theek se analysis nehi krty aur binaa analysis kiye he trade start kr dety hain jis se k unko loss ho jata hai is liye forex main naa jald bazi kry aur naa he overconfident hon k bus socha aur trade lgaa di market kaa analysis kiye bagher he esa nehi hotaa

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X