Tools ko ache se practis karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tools ko ache se practis karen
    Doston hamen chahie ki ham Forex trading mein jitne bhi tools hai MP4 per ya mt5 per UN sab ko acche se istemal karna Sikh jaaye jab hamen dhul istemal karne aate honge kabhi Ham chahat ko acche se analysis use kar sakenge aur trading signal dhundh payenge isliye hamen jyada focus knowledge per karna chahie aur tools per karna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tools ko ache se practis karen

    Forex market main trading ky liay tools ka istemal basic forex trading K knowledge main ata hai jis ko learn kerna bahot zaruri hai agar ham tamam tools ka acha istemal kerna seekh lety hain tou phir hamain forex market main trade kerny main bahot asani hoti hai hamain jab trade kerna asan lagny lagta hai tou ham acha profit bhi earn ker lety hain
    • #3 Collapse

      Re: Tools ko ache se practis karen

      Ji hain aisye he bat hai jub es kai koi cheez diye jatye hai tu us ja koi na kii faida tu humain hota hai na tu us ka use kar lain tu kiya bat hai tu esi tarha es mai humain tools ka istamal kartye rhaina chye kiyu kay es kay istamal karnye say faida humara he ho ga na kisi ka tu ni
      • #4 Collapse

        Re: Tools ko ache se practis karen

        Bohat achi baat share ki hai dear aap nay. Mt4 terminal kay tools ko achi tarah samajhna trading mai successful honay kay liye bohat zaroori hai kiyu kay jitna ziada tools ka knowledge hoga utna he asaani say unhain use kia jaa akey gaaur tools ko jitnay achay tareekay say trading mai use ker lia jaey unn say bohat ziada faida hojata hai. Jaisay kay stop loss ya take profit hai ya lot size ka use hai. Inhain seekhna forex mai kaamyabi kay liye bohat zaroori hai
        • #5 Collapse

          Re: Tools ko ache se practis karen

          G belkul app app sahe keh rahai hain hamai chaye ke iss mai indicaters ko ache tarah samaj lai indicaters ke madad say ham.iss mai buhut ache trading kar saktay hai hamai chaye ke ham.jo be indicater use karai uss ko ache tarah samaj kar trade karai.
          • #6 Collapse

            Re: Tools ko ache se practis karen

            G bhai ap ki bat thek hay, hamain forex trading ki tools ko use karna achi tarah sekhna chaheay q kah aisi bahut sari tools hain jen ko use kar k trading ko asan aur profitable banaya ja sakta hay but ham en ko use us wakt kar sakain gay jab hamain en ko use karna ata hoga esleay hamain tools ko use karna achi tarah sekhna chaheay.
            • #7 Collapse

              Re: Tools ko ache se practis karen

              Forex Mai ham Jo be indicater use kartay Hain hamai chaye ke ussko pehlai sahe say paractice karai sahe say usske paractice karaingay tab he ham uss ko sahe say istimal Kar saakingay agar ham koye tool mean indicater Bina seekai use karaingay to wo hamai loss daiga.
              • #8 Collapse

                Re: Tools ko ache se practis karen

                G aur lalach se hota hy jald se trade open karain forex main achi skills ka hona zarrori hai skills hum knewledge se experience se hasil skills ko hum demo acxount par practice kar k Trade market ko dekh kar sabar se karni cahaiye Forex mein mahnit kartay han tu hi kamyab ho saktay han hota hai aur hum ko mahnet se hi sab kuch hasil Forex mein mahnit kartay han tu hi kamyab ho saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: Tools ko ache se practis karen

                  hamy ache practice kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hm is mai day mai be kam kair sakty hain hum is mai agar bager learning ky ka mkary gy to ham los ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bohat bara business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Tools ko ache se practis karen

                    hamy learning gain kar ky aik time table bana kar kam karna ho gapher he hum pasia kama skay gy forex mai hamy ache practie gain kar ky kam karna ho ga forex aik online or kabe be band na hony wala busiens hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Tools ko ache se practis karen

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Abbasjee پيغام ديکھيے
                      Doston hamen chahie ki ham Forex trading mein jitne bhi tools hai MP4 per ya mt5 per UN sab ko acche se istemal karna Sikh jaaye jab hamen dhul istemal karne aate honge kabhi Ham chahat ko acche se analysis use kar sakenge aur trading signal dhundh payenge isliye hamen jyada focus knowledge per karna chahie aur tools per karna chahie
                      Ham reading karne ke liye Jo trading tools use karte hain Hamen chahie ki Unki acchi Tarah practice Karen kitne acche tarike se apne trading tools use Karenge utani hi acchi aur successful trading karna Aasan ho jayegi
                      • #12 Collapse

                        Re: Tools ko ache se practis karen

                        Han g bilkul asa hi ha mjy pta ha ky humy tools ky bary ma information collect krni cahiya qky forex ma tools humry liye bany gy han ya wo tools han jin k bary m hum use krky achi trading kerskty han humy chaiya ky hum is forum pa mehnat kryn jab hum mehnat krngy tu humy ak behtreen reward milta ha or mehnat hi apko kamyab krngyo
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Tools ko ache se practis karen

                          jee bilkul koi bhi stretigy banane ke lye tools bht ahem kirdaar ada krty hi isslye humay chiye ke tools ko ache treky se hum demo per practise kren or uss per command hasil kren jub tak hum tools per command hasil nhi krty hum loss he krengy or forex phr chorna phrjaega isslye new traders ko chiye ak he tool ko who bhat dafa practise kreke uss per command le or phr real per who bhat kamyab trader bnayga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X