Lalach ko hamesha ignore hi karen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lalach ko hamesha ignore hi karen.
    Dear friends umeed karta hn ap kheriyat se hongy, Forex main kaam karty time bar bar dill main lalach ka khiyal ata ha keunky jab apko profit hota ha to dill main lalach beth jati ha aur jo log lalach k zad mai aa jaty hain wo bohoot jald nakam ho jaty hain aur jo khud ko lalach se paak rakhty hain wo hamesha kamyabi hasil karty hain.
    Jazak ALLAH ツ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lalach ko hamesha ignore hi karen.

    G han yeah baat bilkul tehk hey k ham ko chahiye k ham Pakistan forex main lalach ko hamasha ignore karin kio k ha lalach se bach k he Pakistan forex forum main Kamyabi hasil kar sakte hain. Ham ko chahiye k ham mahnat karain our lalach ka bhi bhi na karin.
    • #3 Collapse

      Re: Lalach ko hamesha ignore hi karen.

      Halo my forex friends umeed kerta hum ap sub loag khariyat sa hun ga .hmain uger kamyab hona hay to hmian lalach bilkul bh nhe kerni chye belky emandari sa kam kerna chye or lalach ko ignore kerna chye or lalach ko hmysha hmysha ka lya ignore ker daina chye
      • #4 Collapse

        Re: Lalach ko hamesha ignore hi karen.

        jee belkul hamain as mien jab bee kam karna hot hai tu hamain as mien kam ker k lalach ko ignore karna hota hai agar hum bar bar lalach kerty hien tu hum bar bar apna loss kr sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar lot size per compromise ni karna hota hai agar hum as mien lot size per compromise ker lety hien or as men trading k doran greed kerty hien tu hum as mien earning ni ker sakty hien or hamara account wash ho sakta hai as lye lalach ko ignore ker k hum apny account ko safe rakh sakty hien.
        • #5 Collapse

          Re: Lalach ko hamesha ignore hi karen.

          assalam o alikum! g bhai jan ap bilkul thk khy rahy hain main ap ke baat sy agree hun kun kaalach hamesha insan ko nuksan daetii ha lehaaza laalach na keya kaen lalach burii bala ha ap apnii soch samjh k sakoon sy forex ko use karen
          • #6 Collapse

            Re: Lalach ko hamesha ignore hi karen.

            G dear aap ny bilkul thk kha hai hmy forex mn kamyabi hasil krny k liye laluch ko side mn rkh kr kaam krna chaiye qn k laluch hmesha nuqsan hi deti hai agr hm ziada profit earn krny k chakar mn ziada lot size use kren or hmari trade loss mn chali jaye to ic sy hmara account wash ho skta hai or hmari sari mehnat zaya ho skti hai
            • #7 Collapse

              Re: Lalach ko hamesha ignore hi karen.

              Management system ka Kuchh experience hai to aapko sari information aapko mil Jaati Hai Kya aapane yahan par kaise kam karna hai regularly kam karne ke liye stop loss aur take profit donon alag alag chij Hain ine donon ko lagane ka method yah hai ki aap Jab Yahan per investment kar lete hain you take order Laga Lete Hain Uske bad aap Uske analysis for a system ke sath Ek Option hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Lalach ko hamesha ignore hi karen.

                lalch ka anjam hmesha e bura niklta hy isliy is chez ko side pr rkh k hmn bs mehnat jari rkhni r allah se na umeed nai hona chahy qk woh hmesha mehnat ka sila deta hy r kabhi b ksi k sabr ko zyada nai azmauya isliay hmn chahy k tawakul ikhtyar krty huye apni life guzarn
                • #9 Collapse

                  Re: Lalach ko hamesha ignore hi karen.

                  Kahan lalach Ke bagair kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Kyunki Jab aapke pass Hogi to aap kabhi bhi na Kami Tu Dur nahin kar sakte aap Hamesha nakam hi Honge isliye Jyada Se Jyada experience it Karen aur lalach ke bagair kam Karen tabhi aap Forex trading Mein Kamyab ho sakte aur accha kar sakte hain isliye vistara Nahin ke liye aapke pass Achcha accident Ka Hona bahut jaruri hai then aap Kamyab ho sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Lalach ko hamesha ignore hi karen.

                    g han bilkul forex business main lalch bahut he buri cheez hae yeh jis ko bhe par jae to o is main kabhe bhe kamayb nhe ho sakta hae to is liye hamen cahiye ke hum is business main mehnat se kam karen take hum is business main kamayb ho saken or is main hum ache earning kar saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Lalach ko hamesha ignore hi karen.

                      ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai aur Main is baat se bilkul agree karti Hun ki hamen agar forex business mein success karni hai to uske liye bahut jaruri hai ki Ham kabhi Bhi lalach Na Karen kyunki lalach hai main sirf aur sirf nuksaan nahin deti hai aur ham kabhi bhi acche trader nahin Ban sakte
                      • #12 Collapse

                        Re: Lalach ko hamesha ignore hi karen.

                        Traders zeada tar lalach ki wja sy loss krty hn unhy chahy ky wo lalach ko chor day apny andar sy nikal dy agr hm alalch ko apny ander sy nikal dy to seniors kehty hn expert traders kehty hn hm kamyab trader ban jay gy q ky forex mn lalach hi nakami ki bari wja banti hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Lalach ko hamesha ignore hi karen.

                          G janab ap ne yeh bilkul sahi kaha hai k humein forex pakistan mein lalach ko bilkul ignore karna chahaye aur humein lalach nahi karni chahaye q k lalach insan ko tabah kar deti hai lalachi bandey ka kuch nahi bachta aur lalach insan ko andha kar deti hai es leiye hum sab ko chahaye k hum es business mein lalach na karein
                          • #14 Collapse

                            Re: Lalach ko hamesha ignore hi karen.

                            G han dear ap thek keh rahy hain forex main humain lalach ko hamesha ignore krna chahye q k forex main lalach sy kabhe bhe kamyab ni ho sakty, jo log forex main sabar sy kam krty hain wohi log kamyab hoty hain aor kamyab trading kr sakty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lalach ko hamesha ignore hi karen.

                              Ji Hamare Pyare bhai Hamen chahie hai ki Hamen ismein Lala ko Hamesha ke liye Chhod De Agar Ham ismein lalach Karte Hain To Hamen loss hota hai isliye Hamen lalach Se Bachana chahie aur Hamen ismein mehnat Karke kam karna chahie Agar lalach se bachenge to ham log se bhi bachenge aur Kamyab trader bhi banenge
                               
                              PAK ARMY ZINDA ABAD

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X