Forex main ham ak month main katna kama saktay hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main ham ak month main katna kama saktay hay
    A O A bho main all member say ya pochna chta ho kha forex main ham ak month main katna profiat hasil ker saktay hay as main sub logo ko baraber profiet milta hay ya kasai ko kam ya ziada hota hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main ham ak month main katna kama saktay hay

    bhai ap ka swal bahut hi acha hai men apki maloomat men izafa krna chahon ga k forex men ham utna kama sakty hain jitna mehnat kren gay is ki koi. limit ni hai mehnat k sath hi jura hai forex
    • #3 Collapse

      Re: Forex main ham ak month main katna kama saktay hay

      Jahan Tak forex men kamai ka taluq Hai to yeh hum per depend Hai keh hum is per Apna ktna time aur ktni mehnat krte hain.agr hum yahan pe hardworking r experience base pe Kam krna start kr den r har Kam ko learning kr ke kren to hamen hamari soch se bhi zyada profit Hasil ho skta hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex main ham ak month main katna kama saktay hay

        Friends forex may aik month may hum kitni earning krtay han wo depend krta ha k hum aik month may kaam kitna kaam krtay han or kitni hardwork or quality say krtay han. Agar hum aik complete month may zada say zada posts karein or jo b post karein wo achi or informative ho tb he hum aik achay bonus say achi trade kr k aik decent earning kr sakein gay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex main ham ak month main katna kama saktay hay

          Ap ne bahut acha sawal kiya hae forex main earning ke koi limit nhe hote hae ap is business main jitne zayada mehnat karte hain ap us main utne zayada earning karte hain yeh to aik trader par depend karta hae ke wo kitne mehnat karta hae or uska bonus kitna hae q ke is business main earning to unlimited hote hae
          • #6 Collapse

            Re: Forex main ham ak month main katna kama saktay hay

            forex mian ham jitna work karty hain hamy otna ziada profiet mita hain jo unsan jitna work kary ga osy otna ziada profiet hasil ho ga ye sab koch osk mhant pay hota hain jitna wo mhant kary ga otna ziada osy profiet ho ga agr ak month main wo koch nh kary ga to osko otna hi loss ho ga our wo koch nh hasil kar saky ga q kay agr wo busniess ko busnies samjhy ga game nh samjhy ga to oskko otna ziada profiet ho ga or otna ziada bonus mily ga
            • #7 Collapse

              Re: Forex main ham ak month main katna kama saktay hay

              Brother ya baat hamara opar depend krti ha k ham isy chlty kis trah hain trading kis trah krty hain agar ham proper tariky sa trading kr paty hain to 1000 dollar mi sa 15 sa 20 hazar earning kr skty hain bigair risk lia agar risk ly gy to is s bi ziada profit hasil kr skty hain lakin log agar trading proper ni kr paty to loss bi ho skta ha
              • #8 Collapse

                Re: Forex main ham ak month main katna kama saktay hay

                Sir iss main kamiyee humeri fix nhi hoti hum iss main kabi kam or kabi zada profit kama sagta hain iss business main kamiyee humera knowledge or experince pr depent karti hain tabhi hum iss main kuch hasil kar sagta hain or iss main tabhi aik acha profit bana kar iss main agye bar sagta hain or iss business main tabhi earning kar sagta hain humesha iss main safe kam karna chaiye tabhi hum iss main acha kama sagta hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main ham ak month main katna kama saktay hay

                  Forex main ham ak month main katna kama saktay hain gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat aap jitni Ziada mehnaat kerain gay too aap zaroor kamyab hoty hain iss liay aap zaroor kamyab hoty hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main ham ak month main katna kama saktay hay

                    G bhai apny bht acha sawal kiya hai Forex aik business hai aur busniess ko jita time zada day gay mehnat kry gay humy itna he profit ho ga Month mein hum jitna time forex ko dein gay is mein mehnat kry gay yeh humy itna profit deta hai Pora month dil laga k aur mehnat sy kam kry gay to forex apko apki souch sy b zada profit dy ga

                    اب آن لائن

                    avatar Ayn
                    avatar Hassi
                    avatar Juttsb
                    Working...
                    X