Ham ko chahiye ke mahnat karin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ham ko chahiye ke mahnat karin
    G han yeah baat bilkul tehk hey k ham ko chahiye k ham Pakistan forex forum main mahnat karin. Kio k mahnat main he kamyabi hey. Ham ager Pakistan forex main mahnat karin ge to ham ko kamyabi hasil ho ge varna ham kbhi bhi kamyabi hasil nahi kar sakte.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ham ko chahiye ke mahnat karin

    g han bhai sahi kaha ham sab ko chahye k mehnat kren aur jo mehnat kr rahy hn un ki haosla afzai kren ta k un ki dill azari na ho mehnat ka silla hamesha kamyabi say milta hai
    • #3 Collapse

      Re: Ham ko chahiye ke mahnat karin

      Bahut achi bat share ki hai ap ne forex main kamyabi sirf mehnat ki wajah se milti hai is liye forex main hamein ziyada se ziyada work karna chahiye jis se forex main hum achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Ham ko chahiye ke mahnat karin

        Why not qk mehnat he to kamyabi ke key hoti Hai .yeh mehnat he r hardwork he hota Hai js de keh hum successful zindgi ke traf steps bharate Hain .agr hum forex trading men mehnat shoro kr den to hum BHT jald BHT kuch hasil kr Len ge Jo keh hamara dream hai
        • #5 Collapse

          Re: Ham ko chahiye ke mahnat karin

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Sanwal پيغام ديکھيے
          G han yeah baat bilkul tehk hey k ham ko chahiye k ham Pakistan forex forum main mahnat karin. Kio k mahnat main he kamyabi hey. Ham ager Pakistan forex main mahnat karin ge to ham ko kamyabi hasil ho ge varna ham kbhi bhi kamyabi hasil nahi kar sakte.
          Hamen hardworking Karke Forex trading Mein kam karna chahie hardworking Karenge tabhi trading acchi Hogi Bina hardworking kiye Business mein success Hasil karna impossible Hota Hai
          • #6 Collapse

            Re: Ham ko chahiye ke mahnat karin

            Assalamu alaikum janab aapane achcha sawal Kiya hai all members ki khidmat mein request hai sirf main nahin Dil ke jindagi ke har subah mein mehnat se kam Kara tab aap apne maksad mein kamyab Ho jaenge aur agar mehnat nahin karoge to jindagi mein hamesha nakam aapke mukaddar ho jayegi isliye mehnat ke saaye mein jindagi gujar
            • #7 Collapse

              Re: Ham ko chahiye ke mahnat karin

              Aslamoalaikum dear apki baat theak ha ka hm ko achi trah fyda lana chahiya forex sa or ziyada sa ziyada mhnt krain or achi quality wali posstin krain or mhnt kkrain dill lga kr krain jitni mhnat krain ga utna hi acha bounce mily ga or achai trading kr skain ga to dill lga kr kamm krna chahiya
              • #8 Collapse

                Re: Ham ko chahiye ke mahnat karin

                bahut acha sawal kiya hae ap ne forex main hamen cahiye ke hum mehnat karen q ke is business main sirf wo he kamayb hota hae jo mehnat karta hae to hamen cahiye ke hum daily ke zayada posts karen or acha bonus hasil karen or demo ko time den take acha trading experience hasil kar saken or ache trading kar saken
                • #9 Collapse

                  Re: Ham ko chahiye ke mahnat karin

                  g hum ko chahye ke hum mehnat keren kyun ke mehnat ke bagair earn kerna boht mushkil ha jo log mehnat nhi kerte wo humesha nakam rehte hen forex ma ap jitni zyada mehnat or lagan se kam keren ge utni zyada earning keren ge mehnat hi kamyabi ka rasta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Ham ko chahiye ke mahnat karin

                    G bilkul friends forex may successful honay k liyay hamay chahiyay k hum khoob mehnat karein kyn k forex may success mehnat k bagair nahi mil sakti. Humay forex may successful honay k liyay or aik acha trader bn'nay k liyay bht zada hardwrok krni parti ha or hardwork say or dedication say he hum knowledge gain krtay han jis say hum kamyab hotay han.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ham ko chahiye ke mahnat karin

                      G han bhai jan ap na bat to bhot achi ki hay forex ma mahnet ki zarot hoti hay uger mahnet kera ga to hamin earning ho ge uger hm aysa kharab post kera jo kesi bh kam ki na ho to hmian kch bh faida hasil nhe ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Ham ko chahiye ke mahnat karin

                        G han sir g aap nay belkul achi bat ke hy ager ham nay pakistan forex mn achi mehnat karen gy to hamen acha profit hasil ho ga es hamen forex pakistan say ager achi earning karni hy to hamen es mn khoob mehnat say del laga kar kaam karna chiahy
                        دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                        • #13 Collapse

                          Re: Ham ko chahiye ke mahnat karin

                          assalam o alikum! bhai jan ap thk khy rahy hain agr hum mehnat karen gy to kamyabii milyy ge warna nh kun khy agr hum daily ka kaam daily karen gy or forex ko serious ho k use karen gy to humen kamyabii milyy ge es tarah hamarii mehnat bhee rang laay ge
                          • #14 Collapse

                            Re: Ham ko chahiye ke mahnat karin

                            G dear aap ny bilkul thk kha hai hmy forex mn kamyabi hasil krny k liye zrori hai k hm start sy hi regular mehnat kren or bilkul sanjeeda ho kr forex mn kaam kren dear mehnat kamyabi ki pehli seerhi hoti hai agr hm forex mn mehnat k 7 kaam kren gy to achy trader bn kr acha profit earn kr sken gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ham ko chahiye ke mahnat karin

                              hamy chahy k ham ziada say ziada mhant kary taky ham kamiyabi ko hasil kar saky ham jitna ziada mhant kary gay otna ziada hamy profiet ho ga mhant ak asa work hain agr ham kary gay to ham doniya k har os cheezz ko hasil kar sakty hain agr ham mhant nh kary gay to kbhi apni os manzil ko hasil nh kr saky gay hamy agy barhny k ly sirf ziada say ziada mhant karni chahy bina mhant k insan koch bh nh

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X