Dil chota na kia kro loss sa
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Dil chota na kia kro loss sa

    G daer friend apnay thk kaha hy k hamen forex buisines men jb hamen kbhe loss ho jata hy to aksar log los ki sorat men forex ko chornay py a jaty han. jo tareeqa bilkul ghalat hy kiun k forex men profit bhe hotay han loss bhe profit men to ham khoush ho jaty han loss men bhe ni ghabrana chahiay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Dil chota na kia kro loss sa

      G han sir g aap nay belkul achi bat ke hy or ager ham nay forex jay say business mn kabhe loss mn aa gy hn to hamen himat ni harni chihay bal keh del say zyada mehnat k sath kam krna chihay or apni mehnat pr bharoosa rakhna chihay or allah pr yaqeen rakhen allah aap ko aik den sullah zaroor den gy
      دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
      • #18 Collapse

        Re: Dil chota na kia kro loss sa

        g forex ma loss ke bad kabi dil chota na keren bulke humesha strong dil walo ko hi forex ma trading kerni chahye kyun ke jo dil chota kerte hen loss ke bad preshan hop jate hen to ase trader humesha nakam hi rehte hen sabar se or bare dil se loss ko berdasht kerne wale hi kamyab trader bante hen
        • #19 Collapse

          Re: Dil chota na kia kro loss sa

          matose to gunah hae to pata nhe bahut se members loss se bhagte hain Allah maf kare apko loss he to howa hae koi apka account wash thore howa hae or yeh loss ap recover bhe kar sakte hain or yeh kabhe na khatam hone wala business hae lakin phir bhe sab ko tension q hote hae
          • #20 Collapse

            Re: Dil chota na kia kro loss sa

            g han bilkul hume kabhi b apna dill chota nahi karna chahye beshak hume loss ho ya profit ho kyu k agr hume loss hoga hum dill chota kar laain gay tension laain gay to hume kabhi b acha kam nahi kar sakaain gay aur na he kamyab ho sakain gay tension se hum apny loss ko b nahi recover kar skaty hain ulta account wash hoga humara.
            • #21 Collapse

              Re: Dil chota na kia kro loss sa

              Ji han aapki baat bilkul theek hai loss ki vajah se Kuchh log Aise Hote Hain Jo Ke Dil bardasht Hoga Forex Ko Chhod Dete Hain lekin loss ki vajah Se Kabhi bhe Nahin chhodana chahie Agar aapko loss ho to usse Behtar aap experience share Karen aur FIR aap Forex trading Mein kam Karen isliye hard worker mehnat Karen of Forex Se Achcha profit Hasil Karen
              • #22 Collapse

                Re: Dil chota na kia kro loss sa

                Tera chahie Jiski vajah se apne account ko Kafi Jyada strong and stable banaa sakte hain without any type of the analysis Kyunki Agar Ham Achcha kam Karenge acchi Meerut Hogi Yahan per Apne account mein ek planning ji bhi kar lete hain Kuchh log British Yahan Par ke woh Log Yahan Par aging ki help share nahin karna start kar dete Hain is Kaplan bhi bahut jyada acche wali aur important chij hai Jiske saath saath Agar Ham kam Karte Jaenge to earning
                • #23 Collapse

                  Re: Dil chota na kia kro loss sa

                  ji han bilkul yah baat aapki bilkul theek hai ki har Business mein profit aur loss donon sath sath hi hai lekin hamen kabhi Bhi Apne loss ko lekar pareshan nahin Hona chahie balki Apne dost ko accept karna chahie kyunki Jab Ham Apne loss ko accept karenge to hi Ham success hasil kar sakenge
                  • #24 Collapse

                    Re: Dil chota na kia kro loss sa

                    Ap ny bht achi bat ki h loss sy disheart ho k dil chota ni nkrna chahaya profit r loss zindgi ka hissa hain forex trading mn zyda serious ho kr mehnat sy kam krna chahya
                    • #25 Collapse

                      Re: Dil chota na kia kro loss sa

                      g han bilkul ap mi bt thk hy agr loss hota hy to preshan na hn q k loss mn b ap ki kamyabi hy ap loss sy sekhty hn zeada profit kma skty hn q jo mistakes ap ko hoti hn loss krny mn ap un mistakes ko bahtr bnaty hn air kabi repeat nhi krty is wja sy ap kamyab ho skty hn ap ki analysis improve hoti hn loss sy...
                      • #26 Collapse

                        Re: Dil chota na kia kro loss sa

                        G janab ap ne yeh bilkul sahi kaha hai k agar humein forex pakistan mein kabhi bhi koi loss ho jaye tu humein apna dil chota nahi karna chahaye aur humein mayoos nahi hona chahaye q k jeet k bad haar hoti hai aur har k bad jeet hoti hai hum bus es forum mein mehnat kartey rahein takeh hum kamiyaab ho sakein.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Dil chota na kia kro loss sa

                          Loss se dil chotta krny ki bajaye seekha kry kiu k her loss ek naa ek sabaq chorr k jata hai trader k liye aur achaa trader sabaq seekhta bhi hai loss se magar kch log loss ko ignore kr dety yaa forex ko blame kr k chorr dety hain loss ki wjah apka knowledge hotaa hai forex loss nehi krti kisi ko

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X