forex mai loss hony ky bad

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mai loss hony ky bad
    forex mai agar hamy los ho jy to hamy thence nahi hona chaey hamy saber karna chaye hamy next time apne mistakes ko avoid kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala acha or legal business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mai loss hony ky bad

    forex mn loss k bad kamyabi hy q k loss jb hota hy to hm bhot kuch sekhty hn hmain apni mistakes ka pta chlta hy aur apni mistakes ko hm drust krty hn mistakes sy learn krty hn loss sy ap ko experience mikta hy jis sy ap kamyab ho skty hn is lia loss sy ghabrain nhi balky learn krin aur wo mistakes dobara kabi repeat na krin..
    • #3 Collapse

      Re: forex mai loss hony ky bad

      Aslamoalikum dear forem mn kamm krty huwy ager apko kabi b loss ho jay to apko prashan ni hona bilkul b blky saber sa kam krany chaiy next time mistake sa avoid ho kr kamm karin or ziyada sa ziyada mhnat ka sath kamm kran or achi qualty wali post share krain ta ka acha bounce mily or hm dobar trade opn krainskain
      • #4 Collapse

        Re: forex mai loss hony ky bad

        koi bhi kam ho jis me loss ho jay woh forever nai hota is liay hmein himat nhi harni chahy jo b kam ho chahy forex ya koi r hmein loss pr overcome ki himat honi chahy r allah se pur umeed hona chahy qk hr acha r bura waqt hmesha k liay nai hota.
        • #5 Collapse

          Re: forex mai loss hony ky bad

          ager ham mayoos hun gy to zahir si bat hum sey next koi kaam nhi hoga aur ager kaam mein interest nhi hogaa tub ham apney loss ko recover nhi ker pain gy isi liuy hamin chahiy keh loss ko positive lein iss ko recover kernuy key liuy mhnat krein loss key bad kamiyabi zaror milti hy ager ager ham mein loss kernuy ki abality hy to hamin apney ander loss ko recover kernuy aur profit hasil kernuy ki bhi abality honi chahiy.
          • #6 Collapse

            Re: forex mai loss hony ky bad

            Forex aik risky business hai jis main profit k sath hamein loss bhi hota hai is liye forex main hamein loss ko dekh kar pareshaan nahi hona chahiye balke loss se learn karna chahiye our himmat our mehnat k sath forex mainn work karna chahiye jis se hum kamyab ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: forex mai loss hony ky bad

              Dosto forex per trading may loss hone ke bad ap sirf sabar karsakty hain apko apne mistake ko janna hoga wo mistakes jis sy apko loss howa hai is sy avoid karna hoga kabi be loss pura nahi keya jasakta lekin is sy sabaq zarore hasil keya jasakta hai kamyab hogia wo shaks jo apne mistake per kabo pagia
              • #8 Collapse

                Re: forex mai loss hony ky bad

                Judaai aapane bilkul sahi kaha hai ki Forex Mela Uske bad yah Sabak Milta Hai Ki Dobara Hota Hai To Ham Soch samajhkar Karte Hain To Aage Ham Logon se but sakte hain aur bajate Hain To Hamen chahie ki Ham Ek Dava jaanbujhkar loss Karen Taki Ham Dekhen Hamen loss ke sojha se aata hai aur kaise aata hai to Usi love se Ham bahut jyada Kuchh Sikh Jaate Hain To vah Ram Charan kabhi bhi nahin Karte to aap log bhi loss se Kuchh sikhane Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: forex mai loss hony ky bad

                  Forex trading main agr hmain lOss hOta ha tOu hamin uspa dilbrdashta hO k nai sochna chahye bal k hamin sbr k sath Kam krna chahye aur mazeed skills Leni cahhye ta k hm apni mistakes kO improve krsken aur apny experience kO behtr bna sken isliy Forex kO Analyse KR k trading profitable ha
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mai loss hony ky bad

                    Jab be humain forex main loss hota hain toh hum iss main tabhi acha sy kam kar sagta hain humain loss sy iss main bhot he kuch sekna ko milta hain humain iss main sabar or hosla sy kam karna chiaye tbahi hum iss business main agye bar sagta hain or iss main aik achi or uniqe earning be tabhi iss main hasil kar sagta hain humera iss main acha knowledge or experince be iss main acha hona chaiye kamiyaab trader bana k liya
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mai loss hony ky bad

                      AOA! dear forex members kaisy han ap log ager humain trading kerty hoay loss ho tu is se humain tension nhi layni chahiay aur next time trading kerty hoay us mistake ko jis se loss hoa tha repeate nhi kerna chahiay is se apko zarore profit hi earn ho ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mai loss hony ky bad

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fehmida پيغام ديکھيے
                        forex mai agar hamy los ho jy to hamy thence nahi hona chaey hamy saber karna chaye hamy next time apne mistakes ko avoid kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala acha or legal business hain
                        Forex trading Mein trade Karke loss to kisi ko bhi ho jata hai lekin acche traded Ko Jab trading Karke loss hota hai to usko recover karne mein jaldbaji nahin karte aur acche tarike se kam Karte Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mai loss hony ky bad

                          Mere dost agar apko forex me loss ho jaye to kabhi bhi himat na hare aur sabar ke sath mehnat karte rahe kiu ke jo log loss hone ki wajah se himat haar jate ha sabar nahi karte aur mehnat karna bhi chor dete ha wo kabhi kamiyab nahi ho sakte is liye sabar himat aur mehnat ke sath loss ka samna kare
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mai loss hony ky bad

                            yes forex trading main loss hone ke bad sabar karna chahye ham ko is mein ache se tarde karna chaiye tab ja kar apko ius mein loss nahi hoga aur ap is mein kamyb ho sakte hain aur ham ko chaiye k ham is mein risk mat len tab ja kar apko is mein loss nahi hoga .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mai loss hony ky bad

                              Friends jesa k hamay pata ha k profit or loss business ka part han or agar hamay loss ho jaye to hamay disheart nahi hona bl k or mehnat krni chahiyay or apni mistakes ko identify krna chahiyay or un mistakes ka solution find krna chahiyay k dobara wo mistakes na hon or hum next time apnay loss ke recovery k sath profit b earn kr sakein.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X