Ji dear fellows humain hamesha jub bhi bara risk laina ho ya koi bhi bara faisal karna ho yani kay jis say aik side pay lag jaye ya tu humain es mai bhut he zayda faida hota hai ya tu nuqsan tu us kaliye zaroori hai kay ap ko kisi na kisi say mashwara karna chye kiyu kay bina sochye samjhain ya mashwara kiye bina ap nay stand laye liya tu bad mai kafi tenshion ka samna karna par sakta hai es mai ye yad rakhain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим