Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

    jee belkul aik kamyab trader as mien himmat say loss ko face karta hai or as ko khatam kerny k lye planing karta hai or hamain as mien aa ker her bar forex trading mien confidence say kam karna hota hai agar hum as mien confidence say kam kerty hien tu hum s men khud say earning kr sakty hien s lye hamain as mien earning per earning karna hot hai or hamain as mien earning per hamain as mien behtreen earning ker sakty hien as lye agar hamain loss ho bee jaye tu himmat nahi harna hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

      G dear apny sahi kaha Forex mein jo kam krty hai unko profit b hota hai Aur sath mein loss b loss b iska hisa hai jb humein loss ho jain to humein himet ni harni chaiye Balky sabaar aur himet sy apny loss ko face krna chaiye wohi kmyab trader hota hai
      • #18 Collapse

        Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

        g han is ma iak kamayab trader is ma los ko face himmat sa karta han isma ham log gar himaat sa kam kara gay aur loss ko face kara gay totab hi ham log is ma achi eraning kar skahta han is liya ham logo ko is ma sabar saka kam lana chahye uar is ma ham logo ko himaat nahi harni chhaye ta ka ham log is ma kamayab ho skah aura chi eraning kar skaha
        • #19 Collapse

          Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

          Time apni skills to develop Karte Rahana chahie ke jaise Jaise time hun guzarda Jaega Hamare Aarti karne ke chances Yahan per Aur Bhi Jyada increase Sochenge skills bahut bada strong balance Hona hota hai hamare pass kam karne ke liye jisse Ham Kafi Jyada information generate kar sakte hain aur Hamen ke nuksan hone se yah Kafi der se bhi kar sakti hai Hamen chahie kya apne account ko save rakhen kam karne ke liye yahan se
          • #20 Collapse

            Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

            اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
            Forex business main hamen loss bhe hota hae or is main hamen profit bhe hota hae lakin loss bhe is business ka hissa hae to hamen loss se bilkul bhe nhe darna cahiye hamen cahiye ke hum loss ko himmat se face karen take hum aik ache trader ban sake
            Acche traders Hamesha losses Elan karte hain aur acchi trading ki planning Karke use use ko recover karne ki try karte hain acche traders launch hone per kabhi bhi Himmat Nahin Aate Hain aur na hi jaldbazi Karte Hain
            • #21 Collapse

              Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

              Asslam o Alikum dear all respected members, senior forex member nay bohat hi achi bat kahi hai or apna forex experience share kartay howay bataya hai k hamy forex ma kam kartay howay profit k sath loss ka samna bhi karna parta hai, ore jab aik kamiyaab trader hota hai wo kabhi bhi apny forex loss say ghabrata nahi hai, bkz forex say earning k sath loss munsalik hai or kamiyaab tarder janta hai k loss recover bhi karna hai to ba-aitamad tarikay say trading karty howay apny loss pay kaabu pa layta hai hamen bhi chahye k loss say ghbarana nahi chahye or loss ko profit ma covert karny tak wait karna chahye.
              Asslam-0-Alikum, dear respected members
              • #22 Collapse

                Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

                JE han ap ka sawal theak hy kae kamiabi kaelae humain achi si achi posting karni cahe jitni humari achi posting ho gi utna ziada humain faida milie ga kun kae har kam me muskalat atien hy laikun humain sabir sae bardast karni cahe kun kae is kam ka bhut ziada faida hy aur nuksan nahi hy is kam ki waja sae humara acha profit ata hy aur agar tori si mistak ho gahi to humara sara kam karab ho jaen ga
                • #23 Collapse

                  Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

                  g bilkul me apki bat se agree karta hun k kamyab trader kabhi bhi loss se nahi ghabrata balke apni mehenat ko improve kar ky aur mazeed apny liye taraqi ki rah ko asan karta ha kamyab trader ki yahi nishani hoti ha k wo hamesha loss se learning improve karta ha aur apny ap ko mazeed kamyab banata ha.
                  Jazak ALLAH ツ
                  • #24 Collapse

                    Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

                    business koi b os main profit or loss lazmi hi hota hy..jab tak business mn loss nh hoga tab tak hmn acha profit nh mily ga or jab tak business main loss nhn hoga tab tak hmary knowlege mn ezafa nhn hoga ...or business mn loss ko achi trah face karna chahiye ta k hmain achy sy acha profit mil saky
                     
                    $#@#i Khan
                    • #25 Collapse

                      Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

                      g han ap ny thk kaha aik kamyab trader kabi loss sy ghabrata nhi hy balky loss sy learn krta hy aur zeada mistakes sy sekhta hy aur jb loss hota hy to wo apni analysis ko improve krta hy aur kabi himat nhi harta is lia loss ko bear krny ka hosla hona chahea tb hi hm kamyab ho skty hn..
                      • #26 Collapse

                        Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

                        g han forex mn loss b hota hy or profit b hota hy jab hmain profit hota hy to hm boht khush ho jaty hain or jab loss hota hy to hm upset ho jaty hn ...business main profit ki trah loss b hota hy jiss ki vja sy hmary knowledge main azafa hota hy or ham acha profit hasil kar letay hn
                         
                        $#@#i Khan
                        • #27 Collapse

                          Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

                          Main apki bat py itefaq karti hoon k jab b hmy koi loss hota hy trading mai to us loss ko himmat k sth face krna chaiy na k hm himmat chor dain or mayoos ho jain. Qk hm sb janty hain k trading mai profit b ho skta hy or loss b lehaza ghabrana nh chaiy bal k face kren or uska solution dhondna chaiy.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

                            ji han aap nay bilkul theek kaha ek kamyab insan kabhi apni nakmiyoun se nahi ghbrata balke unko bahduri se face karta hai. or koshish karta hai kay jo ghaltiyan us se aab hui hain woh future main na hon.There are no secrets to success. It is the result of preparation, hard work, and learning from failure. ek kamyab insan aapni ghltiyon se sekhta hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X