Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae
    Forex business main hamen loss bhe hota hae or is main hamen profit bhe hota hae lakin loss bhe is business ka hissa hae to hamen loss se bilkul bhe nhe darna cahiye hamen cahiye ke hum loss ko himmat se face karen take hum aik ache trader ban sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

    g han belkul thek kaha hy apne jo kamyaab trader ho hy wo apny loss ko himat sy hee face karta hy q keh kamyab trader janta hy hy keh kasy kam karna hy or kasy hamen loss ka samna karna parta hy loss ka samna karna koy asaan kam nai hjy dill waly he loss ka samna kar saktyh hen har forex membr loss ka samna nai kar sakta
    • #3 Collapse

      Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

      godd afternoon my dear
      ap na ya bat bilkul thek hi ki hay aik kamyab trader hi is apny loss ko cover ker sekta hay uger koi or choty dil wala ho ga voh to ya business he chour da ga hmain chaye k hm apni trade kesi senior sa help la ker lagaay .uger hmain loss ho bh jata hy to hm ko himet sa kam laina chaye k next bar hamin zaror faida hasil ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

        G Han thek kaha apny k forex main kamyab trader ki pehchan yehi hoti hai k wo apny loss sy jald sy jald cover karbe ki koshish karta hai or ye try karta hai k jald loss cover kar k profit earn kiya jae taa k ziada sy ziada earning ho.
        • #5 Collapse

          Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

          Successful trader loss se disappoint nehi hota balkay yeh ek loss usy bohat kuch sikhaa k jata hai jo k future me beneficial hota hai magr achay trader he is se sabaq hasil krty hain aur apni ghaltiaa theek krty hain kum hoslay walu traders loss k bad dar jaty hain aur pehly jesi trade perform nehi krty
          • #6 Collapse

            Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

            G Haan bilkul kamyab trade wOhi hta ha jO loss kO face krta ha wO panic nai krta na k iskO smjhdari aur sbr k sath iskO face krta ha jitna ap Forex ko time dety hn utna hi ap Ismian apny ap qabil bnaty hn k kesy management krni ha aur ap Achi trading krpaty hO.
            • #7 Collapse

              Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
              Forex business main hamen loss bhe hota hae or is main hamen profit bhe hota hae lakin loss bhe is business ka hissa hae to hamen loss se bilkul bhe nhe darna cahiye hamen cahiye ke hum loss ko himmat se face karen take hum aik ache trader ban sake
              Aap jawab theek hai Forex trading hi Achcha kam karne ke liye medicine Himmat Aur hausale se kam karte hain aur vah trading Hamesha Soch samajhkar karte hain acche traders trading karne se pahle Hamesha plan Karte Hain
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

                i am agree with you k 1 achey trader hi loss ko brdasht kr sakte hn .acha trader hi forex achey treqey se chala pae ga aur weak jo ho te wo kya khak chalaen ge becasue trader 1 asa bussiness jo himmat se kanm lena ho ta .ager koi kami besh ho b ge to strong trader us ko achey treqe se sr injam de thanks.
                • #9 Collapse

                  Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

                  g han ik kamyab trader himat se apne loss ko face karta ha aur loss ko dekh kar pershan nahi hota jo trader loss ko dekh kar pershan hota ha wo apni life may kabhi kamyab nahi hota hamay chahiye kay loss ko positive len kyu kay ye business ka hisa ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

                    Sar aapane Sahi kaha hai Kamyab trader Vahi hota hai jo nuksan ko bhi bardasht karta hai aur apni trade close nahin karta hai agar Ham ismein Kamyab Juda banana Chahte Hain To hamen bhi aise hi karna hoga Hamen nuksan ko bardasht karna hoga Kyunki recover karna bahut Mushkil ho jata hai trading mein
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

                      as forum main hamen jab bi as main experience ki zarorat ho tu hamen as main mihnat kar kee as main hamen demo ka use karna ho gaa tu hi hamen as main experience mile gaa aor ham apni mihnat ki waja se kamyabi hasil kar leen gee aor hamein soch kar kam karna chahye ta kee kamyabi mile
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

                        AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han g bhai ap ki bat theek hy jo log bary dil waly hoty hn un ky pass himmat or hausla hota hy wh loss ka samna kerty hn or jin logon ky pass himat nh hoti wh loss ka samna nh ker sakty hmain himat sy loss ka samna kerna ho ga or bht juld usy improve kerna ho ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

                          way hai is business mein aur loss aur profit aap ko both ho ga forex business mein bilkul aisa he hai agar insan ko apni income achi karni hai to zarori hai keh insan apny skill improve kary kiyon ke jab skills improve hon ge to hamari income apny app sahi ho jaye gi or skill improve karny keh liye zarori hai keh hum mehnat kary apny pury dil se phir hum zaror kamyab ho jay ge ji
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

                            Asalam-o-alikum dear forex mein jo memebrs loss ka himmat ky sath samna karty hain aur loss any par mayoos nahi hoty hain wohe kamyab ho sakty hain es liye aik kamyab trader forex mein loss ko himmat ky sath face karta hy to wohe kamyab trader ban jata hy es liye humy bhi loss ka samna karna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik kamayb trader himmat se apne loss ko face karta hae

                              G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main aik acha trader hameesha himmat our mehnat k sath forex main work karta hai our forex main loss ka samna karta hai our apne loss se learn karta hai our apni mehnat se loss ko recover bhi kar leta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X