Forex main hedging kiyun khatarnaak hay ..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main hedging kiyun khatarnaak hay ..
    mein insta forex ke currency ke taajiron se yeh poochna chahta hon ke hamein ghair mulki currency ki tijarat mein back waqt kyun nahi bechna chahiye? barah karam jawab den aur mere sath –apne khayalat baanten .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main hedging kiyun khatarnaak hay ..

    Dear my friend may iss kya barya maymay zada knowledge nahi rakta may iss kay barya may apnya senior say bat karo ga or iss kay barya may zada say zada knowledge gain karo ga.
    • #3 Collapse

      Re: Forex main hedging kiyun khatarnaak hay ..

      Jo log hedging kartay Hain aur issko sahe tariqay say nahe seek patay wo hameaha ISS Mai loss kartay hai agar ham ISS maimkuch profit kamana chahtay Hain to hamai chaye ke iss ko seekai aur hedging say bachai.
      • #4 Collapse

        Re: Forex main hedging kiyun khatarnaak hay ..

        bhai jan forex trdaing main kbhi bhi koi trdaing rtechnique fail nahi hoty hain es liye hum kisi bi trdaing method ko khtrnak nahi hota hai hmara use he hmari trdaing main fail ho jaty hain or hmain loss bhi tab he hota hai jub hmain koi trdaing method ka acha knowledge nahi hota hai foex main hmain loss hota hai os se hmari api wjah se hota hai jub hum apni trdaing ka expiernce he nai hota jis se apko loss ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex main hedging kiyun khatarnaak hay ..

          hedging karna katarnak hota hain hamy ache learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee busienss hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai out of cost account bana kar be kam kar sakty hain is mai hum apny boss ap he hoty hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex main hedging kiyun khatarnaak hay ..

            Forex trading main hedging is liye khatarnak hoti hay que kay is main trader aik hi time per same lot say utna hi volume sell bhi ker leta hay aur buy bhi ker leta hay. is say trader ka profit aur loss dono lock ho jatay hain. ager aik trade profit deti hay to dosri loss deti hay. is trah say account ki output zero hoti hay aur trader ko kuch bhi hasil nahi hota. aur jab aik trade close ki jati hay to tab trader ko profit ya loss hona shoro ho jata hay.
            • #7 Collapse

              Re: Forex main hedging kiyun khatarnaak hay ..

              g han asa he hain hedging karna nuqsanday hain hamy ahteyat sy forex mai kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik legal busiens hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
              • #8 Collapse

                Re: Forex main hedging kiyun khatarnaak hay ..

                forex aik world wide business hain hamy is mai ache learning gan kar ky hedging karne ho ge pher he hum earning gain kar saky gy forex aik unique busienss hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex kabe be band na hony wala real or bahtren business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main hedging kiyun khatarnaak hay ..

                  forex mai hedging karna asna nahi hain hamy ache leanring gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum eanring gain kar saky gy forex aik online or kabe e band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main hedging kiyun khatarnaak hay ..

                    Pta nahi but shayed kisi rules ke khilaf ho gi hedging ISS liye agr rules ke khilaf hai to nahi krni chahye iss liye keh ho skta hai phir account ke liye dangerous ho to iss liye carefully work krna he better hai I think

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X