Na lalach na risk khamyabi hi khamyabi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Na lalach na risk khamyabi hi khamyabi
    Dear frnds well come to forex business in good after none ap sb thk ho gy yeh khena chata ho k jis km me ya business me ap lalach ni kro gy risk ni lo gy ap zaror khamyab ho gy q k yeh dono chezy apko nakami ki tarf ly jati hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Na lalach na risk khamyabi hi khamyabi

    g han boss apne b elkul thek kaha hy forex online busnes men jab tak hum lalach karty rahen gy tab tak ahmen nakamai milti rahy ge hum agar kamyabi hasil karna chaty hen to hamen chaia keh zeada sy zeada mehnat karen lalach bekjul bhe na karen es kam men jaldbazi bhe bekul na karen kamyabi he kamyabi mily ge
    • #3 Collapse

      Re: Na lalach na risk khamyabi hi khamyabi

      G ha member main sub logo say ya bat shaer kerna chayta ho kah forex ak international online business hay jo logo ko acha rozgar muyasir kerta hay laken hamin apnay kam ko bakadgi say serimjam dayna chay or apni posts ko ahtiyat kay sahth or bakadgi say kerna chay or hamin apnay kam main koi lalach or risk kay tor per kam nahin kerna chay verna ham nakam bhi ho saktay hay or jab ham risk or lalach ka nahin sochy gay to hamin zaror kamyab ho jay ga.
      • #4 Collapse

        Re: Na lalach na risk khamyabi hi khamyabi

        Han dost thek kaha ap na. forex ma aisay logon k liay kamyabi mumkin nhi jo lalach sa kam lain aur ziada earning k liay bila waja risky trade karain is liay lalach sa bachain q k lalach buri bala ha aur is sa hmain pachatanay k siwa kuch hasil nhi hota
        • #5 Collapse

          Re: Na lalach na risk khamyabi hi khamyabi

          G han bhai ap ny bahut achi baat ki hy pakistan forex forum ek isa business hy jise main insan ko lalach nai krni chahy agar insan ko thora sa bhe profit ho rha ho to osy chahy eo is ptofit ko apny laiy bater samjhy aur ziada profit ki baat thor dy allah na kry ap ko loss ho jay to ap ka account wash na ho ap is main servave kr sakhy
          • #6 Collapse

            Re: Na lalach na risk khamyabi hi khamyabi

            Lalach buhut he gandi cheez hai hamai chaye ke iss Mai hamesha jab be trade karai to iss Mai lalach na karai agar ham lalach karaingay to hamai loss hoga hamai chaye ke lalach ko khatam Kar Kai iss ko trade karai.
            • #7 Collapse

              Re: Na lalach na risk khamyabi hi khamyabi

              G ahn sir g aap nay belkul achi bat ke hy ager ham nay forex mn kamyaab hona hy to hamen lalch or risk dono say parheez karna ho ga or khoob mehnat say kaam karna paray gay qn keh lalch or risk say aap k loss ka chances zyada hotay hn
              دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
              • #8 Collapse

                Re: Na lalach na risk khamyabi hi khamyabi

                hello mere saaray tajir dost. un sab ko khush aamdeed ke aap kaisay umeed karte hain ke sab theek hain aur tijarat se bhi paisa kama rahay hain. lehaza jazbati aur laalchi taajiron ke barey mein baat karne den agar aap ke paas yeh miyaar hai to phir is baat ko yakeeni banayen ke aap is field mein aisay be waqoof shakhs hain, lehaza fariks trading mein aap ko zehan mein rakhna chahiye aur aap ko kisi lalach ke sath uch moveی harkat karna chahiye aur –apne jazbaat ko haath mein rakhen warna aap apna paisa aur waqt ganwaen ge shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Na lalach na risk khamyabi hi khamyabi

                  Friends agar hamaray actions may lalach na ho to hamay kamyabi he kamyabi milti ha. Jo log lalach krtay han wo log difficult situations may sabar krnay ke bja'ay wrong decisions lete han or kamyab nahi hotay jb k aik samajdar trader hamesha sabar say kaam leta ha or diifficult situations ko hoslay say face krta ha jis ke waja say wo kamyab hota ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Na lalach na risk khamyabi hi khamyabi

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Hako401 پيغام ديکھيے
                    Dear frnds well come to forex business in good after none ap sb thk ho gy yeh khena chata ho k jis km me ya business me ap lalach ni kro gy risk ni lo gy ap zaror khamyab ho gy q k yeh dono chezy apko nakami ki tarf ly jati hy
                    Latest ho jayegi driving karre Hamesha small or even able profit Banaya Jab traders Jyada profit banane ki lalach karte hain Unka profit and loss Mein Chala Jata Hai credit ko Hamesha reasonable profit banana chahie
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Na lalach na risk khamyabi hi khamyabi

                      Han g bilkul aisa hi he forex mein agr ap ziada se ziada kamyabi hasil Karna chahty hain to usk liye zruri he k aik asool bna len or us k mutabiq Kam kren us mein lalch or risk se dor rahen kiun k lalch or risk lenay se apko hamesha loss ka khatra hota hai es liye es mein ehtiyat Karen or sokon se Kam Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Na lalach na risk khamyabi hi khamyabi

                        g hn ap ny thk kaha forex mn agr hum lalch nhe kren gy to hum kmyab hn gy q k forex mn jtni earning ho jay utni bht ha hmen zyada k chkr mn nhe prna chahye tbi hum kmyab hn gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Na lalach na risk khamyabi hi khamyabi

                          Forex mein zayda laalach se kaam karne wale aur zayda profit k chaker mein zayda risk lene walon yeh... mujhe yeh kehna hai k bhai apko yeh sab kar k milta hi kiya hai ??? kaam kamao magar bina loss k kaamao aur aesi activity mein mat paro jo in dono element ki taraf le jati hai... forex emin laalach aur risk se hat kar yahan jitni mehnat karoge utni zayda earning kar sakoge... is k sath sath agar ap hard-worker ho toh ap yahan bonus bhi hasil kar sakty ho...
                          • #14 Collapse

                            Re: Na lalach na risk khamyabi hi khamyabi

                            G han dear forex business main jo loog lalach nahi karty aur na he risky trade lagaty hain woh members forex business main acha profit gain karty hain forex trading main technichal aur fundamental analysis boht important hain agar ap trade say pehly analysis nahi karty to ap profitable trade nahi laga sakty ap ko loss ho sakta hy is k ilawa kamyabi k liay planning bhi boht zarori hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Na lalach na risk khamyabi hi khamyabi

                              Ager hum sub forex trading k real Account pe trading krtey hovay koi lalach yah risk yah jald bazi main trading karain gay toh hamain loss bhi zaidah ho sakta ha aor hamara Account wash bhi ho sakta ha aor ager hum sub forex trading main trading krtey hovay lalach, risk aor jald bazi main trading nhi karain gay toh hum profit kamanay main kamyab ho saktey han...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X