Loss ki vaja ..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki vaja ..
    kuch wajohaat hain jin ki wajah se hamein kuch harnay ka saamna karna parre ga ,
    1. hum har cheez ko achh. y ke sath tayyar nahi karte hain
    2. hum zehan ko kholna nahi chahtay hain, har cheez ko qubool karte hain aur inhen seekhnay aur usay theek karna shuru nahi karte hain
    3. hum market mein hamesha jazbaat ke tehat rehtay hain aur achi terhan se is par qaboo nahi pa satke hain
    4, hum abhi aik barri khwahish ke sath aeye they jis naay hamein ziyada se ziyada munafe haasil karne ke liye sochnay par majaboor kya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki vaja ..

    g belkul achi bat ke hy loss hony ke bahot zeada zeada wjohat hen man apko aj kuch batana chata hu .ham jab kam karty hen to hum sy mistake hoti hen jiss ke waja sy hamen loss hota hy or dosri waja ye hy keh kafi log lalach karty hen jo hamen lalach nai karni chaia tesri baat ye hy keh hum jaldbazi karty hen jo keh hamen nai karni chaia
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki vaja ..

      Loss ki Wajah AP khud hoty hain jub ap lo aik rule dia gaya hai k ap nay esy esy aik Kam karna hai to q AP juld bazi karty ho q AP ko ye Ni pata chalta ye business pory hosh say Kia jata hai or hum is ko samjh k Karen gay is k rules ko follow Karen gay to humy kabhi b loss Ni ho ga jab k hum esa kuch b Ni karty koi b rule follow Ni karty jis ki Wajah say humy nuksan loss ho jata hai .
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki vaja ..

        A.o.a bhai ap ny sahi sawal kiya hy forex main loss ki buhat sary waja ho sakti hain sub sy bary waja ap ko forex ky bary main knowledge nai hota aur is main ek waja new member ko market ky bary main koe idea nai hota phir bhe wo trading start kr daty hain un ko loss ho jata hy aur ek waja ya bhe hy my overtrading krty hain ap
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki vaja ..

          G belkul app sahe keh rahai hai ham.issko sahe tariqay say seek.nahe patay iss leye iss mai hamai loss hota hai hamai chaye ke iss mai sahe tatiqay say kaam.karai aur iss ko trade karai iss mai apnai ghaltyo ko.cover kar kai khatam karai.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki vaja ..

            G Han Dosto apko cahahy k mehnat krain r ek accha trade kr k ek accha profit Hasil krny ki koshish krain. Ap m loss hony ki Bari wajah ye Hy k AP jaldbazi krty Hain r sich samjh k Apna tarde ni lagaty Hain. AP ki mehnat AP ko Kamyab tarder banati Hy apko cahhay k mehnat r lagan sy kam krain r jaldbazi bilkul na krain.
            🌼 Never Give Up 🌼
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki vaja ..

              Hello dear aj m apko loss ki main reasons btati hum loss ki reasons ye hen knowledge ka na hona , learning na krna , experience gain na krna , money management ka kyal na rakhna, bari bari lot size use kr k account wash kra lena r short time m ameer bnny ka khab dekhna ye sb main reasons hen loss ki
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki vaja ..

                Laws ki bahut sari Baat hoti hai lekin Sabse Badi vajah jaldbazi hoti hai jo aapko chahie kya aap kabhi bhi Forex per jaldbazi Kabhi Na Karen Kyunki forest Ek bahut hi strong market ka naam hai aur yah bahut badi market hoti hai isliye aapko kabhi bhi forex market Mein jaldbaji Nahin Karni chahie aur jab aap jaldbaazi karte hain to aapko bahut bada loss ho jata hai to aapko chahie kya aap kabhi bhi jaldbaji mat Karen aur 1000 ke sath Forex Mein kam Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki vaja ..

                  Salam aksar log forex k bare me mukammal maloomat nai hasil karte or online seekh Kar shayad samajjte hen k wo expert hogay hen jabke esa bilkul nai he agar hum forex me kamyab I chahte hen to hame mukammal maloomat honi chaiye or ksi senior se poochte rehna chaiye or first ye k demo account or jitna ho sake practice Karen experience hasil Karen os k bd jab ap ko lge k ap ek successful trader hen to ap real work start kare
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki vaja ..

                    G belkul app nai ye buhut acha point Bata Dena hai ke iss Mai ham loss hamesha apnai jazbat ke waja say kartay hai app sahe keh rahai hai agar ham apnai jazbat ko qabo Mai Kar Lai to ache trading Kar Kai profit Kama saktay Hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki vaja ..

                      Sir is m loose ke wja yh h jo loog yh smjhty h yh ahca km nhi h bad h mry khyl bhot he bnda swl h qk jb tk bnda is ko kyr bair ase bty suru kr dy wo un ky ahca ni h so this is good work him or yh ahca km h is kte in ko knra cjye i ambso happy
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki vaja ..

                        g loss ki wajah loss honay ki bohat se wajah hoti han agar ap koi business ka sahi knowledge nahi ha tou bhi apko loss hota ha aur agar ap mahnat nahi karty tou bhi loss hi milta ha agar acha experience nahi ha tou bhi loss hi hota ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki vaja ..

                          loss ki sab sy bari aur bunyadi wajha yeh ha ky hum log skill development ki taraf jany ki bajaaye paisaa kamaana ziada important samjhtay hain aur baghair sikhay trade start kar daity hain jis ki wajha sy humain loss hota ha.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki vaja ..

                            Trading mn loss zeada teen waja sy hota hy jin mn
                            Learning ka na hona hy experience ka hona hy market ko analyse na krna r rules ko follow na krna hy lalach bhi loss ki bari wja hy jo hm learning mn seekhty hn r sabar buht important hy trading mn y hmy loss st bachata hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki vaja ..

                              Forex mein loss ki sabse bari waja zayda laalach karna hai... zayda laalach sy hi loss hota hai... aur loss se hmare account per buhat bara effect parta hai... pehly yahan trader mistake karta hai aur phir is hi mistake ko again repeat karta hai toh usko loss ka samna karna parta hai...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X