hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    scalping ki hi taraha say aik hedging bi aik bohat hi bari technique ka plan karna hota hai kay is plan me bi traders powhi kamiyab hotay hai jin ko trade pe work karnay ka pata hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      hedging krna bohat muskil hai mery khyal say hedging na kray ap scapling kray kyu k scapling mai hedging say zada earning hai aur ap ki investment bhe safe hai. likan hedging kay lye strong planning ho.
      • #903 Collapse

        hedgning kar kay kam karty hain to trade main kam karny main kafi risk hota hay agr success hasil karna hay demo ko use kar kay achy say ana ho ga humain low risk main kam karna ho ga to simple trade main achi earning ho sakti hay
        • #904 Collapse

          bhai yah bhe aik technique hai jis main ap aik certain time period per sell ya buy donu ki trade lgaty hain es main pahly apko market k trend ko judge karty hain or os k bad osi par trade lga dety hain
          • #905 Collapse

            is main hum trade karty hain tou trade karny say pahly hamain learning karni ho gi aur phar hi hum sucess hon gay aur market main movement ko dekh k hi trade karni ho gi ta k acha earn karein gay it is best
            • #906 Collapse

              hedging main bi trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur experience ho ga tab hi hum sucess hon gay aur knowldge ho ga tab hi hum sucess hon gay aur earning kar skaty hain
              • #907 Collapse

                is forex main learn kar k hi trade karni ho gi aur experience ho ga tab hi hum is main trade kar skaty hain aur trade karny say pahly learning karni ho gi tab hi hum market main acha earn kar k sucess hon gay
                • #908 Collapse

                  Hedging ka mtlb forex trading mn ye hota hae k ik hi pair pe sell aur buye dono trade lagana aur ya kissi aur pair pe ya kissi b currency ko sell b krna aur buye b krna,kuch broker iski ijazat dyty hain aur kichh ni dyty.
                   
                  • #909 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: rafikhi پيغام ديکھيے
                    Hedging ka mtlb forex trading mn ye hota hae k ik hi pair pe sell aur buye dono trade lagana aur ya kissi aur pair pe ya kissi b currency ko sell b krna aur buye b krna,kuch broker iski ijazat dyty hain aur kichh ni dyty.
                    ge han bhai hmein apne trading mein hedging krne se faida hota he aur hm market mein us wqt hedge krte hien jb hm ko apne trading market ke sahih trend ka pta na chl rha ho aur hm apne trading mein loss ko rokne ke lie sell buy kr ke market ko hedge krte hien to es trah se hedging krne se hm apne trading mein loss ko control kr skte hien aur apne trade profit mein la skte hien
                    • #910 Collapse

                      sorry sir ma is ma new ho our is liay majy is kay bary makio knowlged nhe ha is liay ma aap ko is kay bary ma nhe bta sakta ho ourma abe is ma posting kar rah ho our is ko seek rah ho our is ma sara kaam knowlged sa hota ha
                       
                      • #911 Collapse

                        bro forex ka besuiness asa ha kay aap ko is ma boht zad knowlged our experinec ki zaroorat hote haour ma to abe new ho our parctice kar rahho our is ki knowlged hasil kar rah ho to majy abe is ka pata nhe ha
                         
                        • #912 Collapse

                          Forex trading main hedging wohi traders karty hain jin k pas forex trading ka knowledge ni hota hy aur wo raton rat ameer banna chahty hain aur yeh ghalat hy apko chahiy k ap forex trading ko seekh k trading kro gy to apko profit ho ga
                          • #913 Collapse

                            Hedging yeh hota hai ke ap ny jo market main investment ki hoti hai tu market rate oper se oper jana chaye. Yeh tareqa hemesha zayda investment wale aur professional traders hi use krte hein.
                            • #914 Collapse

                              yah aik ayse tehnique hai jis main aik trador apni trading k liye long term main or long time period main trade lgat ahi or jub osko acha profit mil jta hai tu wo apni trade ko clos kar det hai es se hmain loss kam se kam hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                Hedging sy murad hai k ap ko aik pair py loos ho raha ho aor ap usi pair py ziada lot laga k aik new order kr Len jb ya market ap ko profit dy tu ap Ka loos recover jald ho jy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X