Hm lOss kO overcome BHI patience k sath krskty hn...!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hm lOss kO overcome BHI patience k sath krskty hn...!!
    Dear Forex members jb hamin lOss hta ha tOu hamin tension nai Leni cahhye bal k mazeed apny andr patience paida krni cahye becOz is k bagger hn Forex main Loss pa qabO nai pa skty hn isliy agr patience Ka bht brra rOle ha trading main..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hm lOss kO overcome BHI patience k sath krskty hn...!!

    Bahi bat ya hai ka ma na jo aj tk sunna hai ka patience ko control mai rakhna chaya jazbat hamesha forex mai loos ka sabab banta hain is lia huma forex mai jazbat s nahi balka aqal s kam lana chaya. Agr huma loss ho bi jata hai tu koi bat nahi is moka pr apna jazbat ko control mai rakhna chaya or phr wait kr ka market ko dahk kr soch samaj kr trade lagani chaya ta ka forex mai ak acchi earning ho saka or loss easily recover ho saka
    • #3 Collapse

      Re: Hm lOss kO overcome BHI patience k sath krskty hn...!!

      Dear ap ne bahut achi bat ki hey forex trading men loss bhi jaldi men recover nhi hota iss liay loss ko sabr k sath recover kiya ja sakta hey kiun k jaldi loss recover karnay k liay bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey aur small lot size ko use karen tu loss recover ho sakta hey
      • #4 Collapse

        Re: Hm lOss kO overcome BHI patience k sath krskty hn...!!

        loss ho jana koi barri baat nahin hay ye to forex pay kaam kernay walay her aik member ko lazmi hota hay or is say ghabra nahin Jana chahiye blky is ko recover kernay ki koshish kertay rehna chahiye or is koshish main jaldbazi nahin kerni sabr k sath kaam kertay howay easily loss recover ho jaey ga
        • #5 Collapse

          Re: Hm lOss kO overcome BHI patience k sath krskty hn...!!

          G baai forex trading asa business hay jis may agar aap tension langay tho is may aap ka he nuqsaan hoga our aap apnay aap ko bemaar kar dangay is liay may sab ko yahe mashwara detha hoon k is business ko dil par math lay our kaam karthay rahay aap ko waqth k saath saath kamyaabi zaroor milegi.
          • #6 Collapse

            Re: Hm lOss kO overcome BHI patience k sath krskty hn...!!

            aapane kaha hai ki Ham loss ko over come kam bhi patient ke sath kar sakte hain to ji bilkul patient ka Hamare andar Paya Jana bahut hi zaruri hai
            • #7 Collapse

              Re: Hm lOss kO overcome BHI patience k sath krskty hn...!!

              assalam o alikum sir ap bilkul thek keh rhy hen forex m risk sth he rehta ha r ye risk hum sabar kr k km kr sakty hen hum jitna ziada sabar krty hen hamain utna ziada profit hota ha r utna km loss hota ha to forex m hamesha sabar k sth trading krna he sb sy behtr treka ha profit hasil krny ka
              • #8 Collapse

                Re: Hm lOss kO overcome BHI patience k sath krskty hn...!!

                Ji Haan BiLkul Forex Main hum Loss Ko bhi Patience k Sath Hi overcome KaR sakTay Hain yaa Loss ko kam KaR Saktay Hain Q k FoRex Main Jab Tak HUm Sabar Se Kaam Nahi KaRen Gy Tab Tak FoRex Main Naa Hi Kaamyaabi HaasiL KaR Saktay Hain or Naa hi loss Se Bach Saktay Hain To HumEn chaahiye k forex Main Koi Bhi step len To SoCh samajh KaR hi Len...
                • #9 Collapse

                  Re: Hm lOss kO overcome BHI patience k sath krskty hn...!!

                  Ap ny bhut he achi bt ki hai aour main bhe kahna chahta hu k agr hum business kerty hain aour trading kerty hain tu hum ko patience sy kam lena chaheyah aour sabir kerna chaheyah, trading kou recognize kerty huwey market ma ana chaheyah
                  • #10 Collapse

                    Re: Hm lOss kO overcome BHI patience k sath krskty hn...!!

                    g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree krta hun forex trdaing main jub hmain loss hota hai u hmain osko saber k sath trdaing ak loss cover karna hota hai kbhi hi jald bazi main apna loss cover nahi hota hai ap ko soch smjh kar trdaing karni hti hai jub hum jald bazi main pan loss cover karty hain tu hum kh bhi hi nahi kar skty ayse hmain or loss hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Hm lOss kO overcome BHI patience k sath krskty hn...!!

                      Ek trader main sabar laazmi jona chahiye agar sabar hoga to ap loss ko recover bhi kr sktay hain aur next loss se bch bhi saktay hain sabar kry aur sabar se loss ko recover kry loss recover kiyaa ja saktaa aur achay traders esy he krty hain loss k bad sabar se isy recover krny k liye mehnat krty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Hm lOss kO overcome BHI patience k sath krskty hn...!!

                        Forex trading main hamein sabar k sath work karna chahiye our forex trading main loss hone par hamein pareshaan nahi hona chahiye our jald bazi bilkul bhi nahi karni chahiye jis ki wajah se forex main hamein loss ho sakta hai our forex main loss ko recover kar sakte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Hm lOss kO overcome BHI patience k sath krskty hn...!!

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Maya khan پيغام ديکھيے
                          Dear Forex members jb hamin lOss hta ha tOu hamin tension nai Leni cahhye bal k mazeed apny andr patience paida krni cahye becOz is k bagger hn Forex main Loss pa qabO nai pa skty hn isliy agr patience Ka bht brra rOle ha trading main..
                          Trading karte hue lost Ho kisi ko bhi ho jata hai lekin acche traders Ko Jab trading Karke loss hota hai To vah Apne Logon se mistake se learn karte hain aur pure patience ke sath loss ko recover karne ke liye try karte hain
                          FRD 07 TRADING JOURNAL

                          اب آن لائن

                          avatar Aviz
                          avatar Azaad
                          Working...
                          X