Chart pe zyada indicater na lagay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Chart pe zyada indicater na lagay
    Dear friends assalamualaikum forex market ko trade karnay keleye ISS market ko analyse karna buhut he zarori hai iss Mai aksar log apnai chart ko indicater say bhar daitay hai Jo hamesha loss ka sabab banta hai aur aisay trader hamesha confused rehtay hai ke abi Kya karo achai trading keleye zarori hai ke ham ISS Mai Kam say Kam indicater use karai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Chart pe zyada indicater na lagay

    Gee haan forex mein kaam kerain tou normal tareeqay sae kerain apni trades ko paecheeda na banain iss sae aap kay lye zayada mushkilaat paida hoon gi jis sae aap ko problems face kerna perain gi iss lye forex chart per zayada indicators use na kerain iss sae aap ko confusion ho gi
    • #3 Collapse

      Re: Chart pe zyada indicater na lagay

      g bilkul ager haam esa krein gy to hamin loss hoga or ham zeaada kamyab bhi nahee hogy is liuy indicater normaal ruten mein use kerna chaiy tahke hamin loss na ho or ham jald hi ik kamyba treder ban jaoin ois liy hamin chart per zeeada indicater ka estmakl bilkul bhi nahee kerna chaiy forex fourem mein har kaam ko usk rules k mutabik hi kerna chaiy is sey hamri kamyab bhi muknin hu ......
      • #4 Collapse

        Re: Chart pe zyada indicater na lagay

        Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ke Hamen Chand pay Jyada indicators in Nahin use karna chahie Kyunki kabhi kabhi jo indicator hote hain wo fake sabit hote hain jisse Hamara account wash ho sakta hai.
        Visit My Profile
        • #5 Collapse

          Re: Chart pe zyada indicater na lagay

          ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hai Forex Mein kam Karte Hain To Hamen analysis bahut jaruri hota hai aur bahut jyada hota hai agar Ham ismein acchi analysis kar sakte hain To Ham ismein achha profit bhi hasil kar sakte hain to Har Bar Hamen acchi analysis ke hi sath Hi Kam karna chahie Taki Ham achcha profit hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Chart pe zyada indicater na lagay

            Forex Main inDicators Ki Wajaa Se Bhi kayi Logon k Accounts Wash HoTay Hain To HumEn Chaahiye k FoRex min Agar kaamyaabi HaasiL kaRnaa Chaahtay Hain To inDicators ki Bajaaey Manual Trading ko Hi Tarjeeh Den lekin Agar Hum indicators ko use KaRnaa Chaahtay hain To Phir Seniors se maShwaraa kaR k Hi Indicators ko istemaal kaRnaa chaaiye....
            • #7 Collapse

              Re: Chart pe zyada indicater na lagay

              Dear friend Jyada indicators ka use Karenge to sab Apni Apni direction bataenge Is Tarah confusing Ho Jaati Hai Ek ya 2 indicators ka use Karen..
              • #8 Collapse

                Re: Chart pe zyada indicater na lagay

                Aapane kaha hai ki chot per zyada indicators na lagaen gsr hi karna chahie indicators ko use karna chahie per itna bhi nahin
                • #9 Collapse

                  Re: Chart pe zyada indicater na lagay

                  G belkul.app ke bat sahe hai hamai chaye ke iss mai jab be trade karai to apnai chart pe zyada indicaters na lagay kiun kai zyada indicaters ke waja say trader hamesha confuse rehta hai aur sahe say iss ko trade nahe kar pata.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Chart pe zyada indicater na lagay

                    ha ji chart par zada indicator nhi lgana chaye. sirf wo hi ayk indicator lgayn jis ky bary me ap ko ilam ho . jis ky bary me apk pas taleem ho . kisi bhi ayk indicator ky bary me study krny ky lye us ko kam se km 5 6 month learn krna bhot zarori hota hai .
                    First LEARN Then You Can Remove The "L"

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X