loss sy bachan zarore hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss sy bachan zarore hain
    forex aik online or kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hamy loss sy bachana ho ga pher he hum agy bar skay gy hamy mahnet kaerne ho ge forex aik wasee busiens hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary muamlik sahmil hain forex paksitan mai legal ban cuka hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss sy bachan zarore hain

    G haan Bhai loss sy bachna chye aur ye band Na hony wala business hy lekin asi fazool threads sy apka account lazmi ban hony wala hy is leay apko chye k behtreen aur mayaari knowledge Gain kren
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: loss sy bachan zarore hain

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Swin پيغام ديکھيے
      forex aik online or kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hamy loss sy bachana ho ga pher he hum agy bar skay gy hamy mahnet kaerne ho ge forex aik wasee busiens hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary muamlik sahmil hain forex paksitan mai legal ban cuka hain
      Ji bilkul forex account sometimes block ho jaate Hain kyunki ham thread ka answer uske mutabik nahin dete aur fazul post kar dete Hain Jockey account mein loss hone ki badi vajah hoti hai hamen chahie ki Ham acche aur mayari post Karen Taki ham profitable trading kar sake
      • #4 Collapse

        Re: loss sy bachan zarore hain

        Gee haan forex mein humain loss sae bachnay ki koshish kerni chabyea balkay aisa tou her trader kerta hi ho ga kyun kay her aik banda forex sae profit hasil kernay kay lye hi kaam kerta hai aur jubtak uss ko forex sae profit nahin ho jata uss waqt tak woh forex mein kamyab nahin ho sakta aur uss ka forex mein kaam kernay ka maqsad poora nahin hota iss lye loss sae bachna zaroori hai
        • #5 Collapse

          Re: loss sy bachan zarore hain

          Jab ham loss sy bach ker trade continue kerty hain tou hamain trading main phir profit zarur hota hai aesa nehi hai ky hamari trade bhi chalti rehy loss sy bhi ham bach jaen aur hamain profit bhi na ho agar hota hai open trade main tou ya loss hota hai ya profit tou aik sy agar ham bach sakain tou dusra zarur hota hai
          • #6 Collapse

            Re: loss sy bachan zarore hain

            G belkul iss buisniss mai har banda loss say bachna chahta hai aur loss say say bachnai keleye zarori hai ke ham.iss market mai sahe say trading karai iss ko ache tarah sau seekay aur experience gain kar lai tab he iss ko trade karai.
            • #7 Collapse

              Re: loss sy bachan zarore hain

              Salaam alaikum dosto ji bilkul sahi baat hai lo se bache nahin hamari kamyabi hai kyunki jab Ham Los nahin karenge to hamara account lifetime chalta rahega per hamen apne account ko lifetime chalana hai chahe usmein se thoda thoda profit aata Rahe lekin hamara aim yah hona chahie hamara account watch nahin hona chahie bus
              • #8 Collapse

                Re: loss sy bachan zarore hain

                Ji hain dear aisye he bat hai kay es mai kosesh karain kay ap lose say bachain kiyu kay ager es mai lose nhi ho ga tu faida auro pay he ho ga ye kam karain kay market ko daikh kay he trade ko open karain aur lose ko kam say kam rakahin yani kay zayda lose na honaye dain
                • #9 Collapse

                  Re: loss sy bachan zarore hain

                  forex trading me loss se bachna bhot zrori hy es kilye mehnat krni cheye knowledge or experience ko gain krna cheye loss ko cover krna cheye kam phliy se zeyda ache se krna pre ga
                  • #10 Collapse

                    Re: loss sy bachan zarore hain

                    Asslam o Alaikum friends forex aik online business hy jas main loss profit 2no hoty hy lkn har bnda loss say bachna chata hy koi bhi ni khta k humy apny business main loss ay ya nuksan hn as kay har bndy ki koshsah hoti hy k humy profit ay loss kesi surat bhi na ay lkn phr bhi loss kesi galtii ya mistake ki wja say a jata hy lkn phr bhi dil chota ni krna chye..
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: loss sy bachan zarore hain

                      ji han bhai jaan aapane theek kaha hai for accept international business aur Kabhi Na band hone wala business isliye humko chahie kahan isme ek time table se kam Karen ismein timetable ki koi pabandi nahin ham apni Marji se Kabhi bhi kam kar sakte hain hamen last se bachne ke liye bahut jyada mehnat karna hogi aur analysis news per depend Karke Apne senior se discussion karke hi trading karne chahie taki ham ko bilkul bhi loss Na ho tabhi ham is mein kamyab ho sakte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X