Trading balance ke motabiq risk le ke trading karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading balance ke motabiq risk le ke trading karna
    Trading balance ke motabiq risk le ke trading karne wale traders Forex trading world me kabhe bhe nakam nahe ho sakte ku ke wo apne trading limit ke dekh ke kam karte hen or hamehsa apna trade ko zeyda dor nahe jane dete ku ke jo log apne equity ke motabiq kam karte hen to un ko kabhe bhe loss nahe dekhna parte he or wo hamesha kamyab ho ke ke wapas lote hen or zeyda profit ke lalach bhe ap ko loss ke tarf le ja sakte he or ap ko apne account se hat dohna par sakta he or ap pareshan bhe ho sakte ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading balance ke motabiq risk le ke trading karna

    G ap ne theak kaha ha forex trading mein success hasil karny k liye trading k bary bahut zayada knowledge hasil karna parta ha aur tarde lagaty waqt apny margine ko dekh k lot lagani chahye aur hamesha money management ka khayal rakhna chahye aur stop loss must lagana chahye.agar in baton p amal karyn gy tu sucess hasil karyn gy.
    • #3 Collapse

      Re: Trading balance ke motabiq risk le ke trading karna

      G belkul.hamai chaye ke iss mai hamesha calculated risk lai hamesha iss mai apnai lots size ko apnai money ko manage karkai lagay had say bara lots size kabi be na lagay agar ham.bara lots size laga kentrade karaingay to hamai zyada loss hoga.
      • #4 Collapse

        Re: Trading balance ke motabiq risk le ke trading karna

        forex main hamy apny balance ky mutabik trading karne chahey hum demo account main kam kar ky jo bonus hasil karty hain hum is ko withdraw nahe karwa sakty hum is main trading karty hain hum real account main kam kar ky bonus ko withdraw karwa sakty hain or apne zarorato ko pora kar sakty hain yai aik profit dany wala business hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading balance ke motabiq risk le ke trading karna

          yes trading main balance ke mutabiq hi risk lena chahye to hi achi kamyabi hai ham jitna acha kaam kren ge aur jitni ziada mehnat krwn ge hamen utne hi better results millen ge Agar mehnat nhi hogi aur ham sekh kr kr trading men nhi aaye ae to ham kabhi kamyab nhi ho paen ge
          • #6 Collapse

            Re: Trading balance ke motabiq risk le ke trading karna

            Coffee generate Karte Jaenge yah aapke liye itna hi benefit wala kam Hoga kabhi bhi kam mein itna ho aur freshman ke sath cool mind ke sath kam Karen yah aapke liye Achcha Hoga Forex ke kam Mein Hamen Hamesha Yahan Par apni Niyat ko saaf aur acche wala Rakhna chahie Agar Ham Yahan per knowledge ki Niyat se kam Karte Hain To Hamen Yahan per bahut jyada profit Milega Agar Ham Yahan per knowledge ke bagair kam Karenge To Ham
            • #7 Collapse

              Re: Trading balance ke motabiq risk le ke trading karna

              my dear friend ager ham apny balance ky motabiq risk lety hn to pher wo ham ik acha business kar rahy hoty hn aur ager hamesa neh karty to mere khial sy ham is ko juwa samajh kar rahy hoty hn ky ya acount double ya acount wash jo ky ik ghalt h hamein chahye k ham apny acount ky blalnce ky motabiq risk lein aur profit kamien jis sy hamein loss bahut kam hota h
              • #8 Collapse

                Re: Trading balance ke motabiq risk le ke trading karna

                Ek achaa aur samajhdaar trader risk ki bajaye surety pe trade krtaa hai risk ek achay trader ka kaam nehi aur naa he risk se profit ki surety hoti yeh ap k luck pe depend kry ga lekin forex main her baar apka luck apka sath nehi de gaa apki learning aur knowledge he apka daath de gi
                • #9 Collapse

                  Re: Trading balance ke motabiq risk le ke trading karna

                  hamy aik time tbale bana kar forex mai mahnet sy kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik unique busnes hain hum is mai expert ban ky risk ly gy to he hum market mai run kar saky gy forex aik unique busens hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hian yai kabe be band na hony wala acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading balance ke motabiq risk le ke trading karna

                    forex aik unique business han hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nah hota forex aik international business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading balance ke motabiq risk le ke trading karna

                      Hy dear friend kaisy hain aap umeed krta hon k aap khairiat sy hon gy daikhain jo bat aap ny ki hy main iss sy related to yhi kahon ga k waaqi yh aik acha point of view hy q k ab hmain apna experience bhi to kam mein lana hy agr hmary paas 50 usd hon aur hmain risk nazr aa rha ho 55 USD ka ya iss sy ziyada to hm apna experience kam mein laain gy aur iss py bit nhi krain gy yhi to hmain success ki trf ly k jati hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading balance ke motabiq risk le ke trading karna

                        jo expert traders hotay hain jo forex se consistent kay sath profit earn kartay hain un ko Apne experience se se aik baat samji hoti ha kay wo forex me 100% right nehi ho sakte hain or 100% righ na honay ki waja se wo forex me big lots ka use kar kay bhi trading nehi kar sakte hain is liey seniors traders Apne capital ki money management kar ke trading kartay hain or beach me kuch loss honay kay bawajood bhi profit earn kartay hai kyu un ka profit zeyda hota ha

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X