Loss ko khtam nahi kro gay tu nakaami ho gi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko khtam nahi kro gay tu nakaami ho gi
    Forex main jab aap ko Loss hota hai tu aap ko khtam karna chaiy aap khtam nahi krtay tu aap ko nakaami hoti hai iss Lia loss khtam kro gay tu kamyabi ho gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko khtam nahi kro gay tu nakaami ho gi

    ji han hai jan ham os vakt tak apna profit sahi had tak ni le sakty jab tak ham apna los vala nizan khtm na kr dyn agr ha, los recoverkr dyty hyn tab hi ham achy profit say ernig or withdraw mar sakty hyn
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko khtam nahi kro gay tu nakaami ho gi

      Loss any jany ki cheez hai koi baat nai los hota rhta hai forex mine ye koi bari bat nai hai ye b forex ka hisa hai preshan na hon aur is ko bar dil kar k bardasht kea krine aur apni ghaltion se sekhine losa kihd ba khid recover ho jay ga...
      :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko khtam nahi kro gay tu nakaami ho gi

        Dear brother forex trading men loss her kisi ko hota hey kiun k yeh business ka hissa hey iss liay loss ko khatm tu nhi kar saktay lekin loss ka kam zaroor kar saktay hen agar trade lagatay waqt stop loss ko use karen aur small lot size ko use karen tu safe trading hoti hey aur loss bhi kam hota hey aur account bhi safe rahta hey
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko khtam nahi kro gay tu nakaami ho gi

          dear frind hamen forex men acha knowlldge hasl karna chaye tb hum is men loss nhi karay gy is liy hamen forex ko sikna chahye aur as main mahnat karni chahye tab hi hum as main loss k bageer trading kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko khtam nahi kro gay tu nakaami ho gi

            ham logo ko jitna profit hota ha ham logo ko utna hi loss be hota ha mgtr ham log agr ik khmayb trader wgar bana chata ha toi ham logo ko chayia ka ham log apna loss ko khatma karna ki koshish karya uar ham logo ko loss ko khtam karna ka liya chayia ka ham log apni mistalke wgar ko khatam karya is tyra sa ham log loss sa kafi had tak bach saktya gaya
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko khtam nahi kro gay tu nakaami ho gi

              g han asa he hain jab tak hum loss ko katem nahi kary gy to nakami katem nahi ho ge forex aik aacha business hain hum is mai live kam kar sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day ma ibe kam kar sakty hain hum agar bager learning ky kam kary gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko khtam nahi kro gay tu nakaami ho gi

                bahut hi achy bat ki hy apny ager ham loss ko khatam nhe karty to pher hamein is mn nakami hosakty hy so hamein is mn chaye ky ham mehnat krien aur pher loss ko to bilkul khatam kar dien jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hosakta hy so haemin is mn chaye ky ham mehnat ky sath sath profit aur wo bhi thory ki sochien
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko khtam nahi kro gay tu nakaami ho gi

                  loss ko katem karna bohat zarore hain hamy ache leanring gain kar ky forex mai mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty haian hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kamk ary gy to hamy loss ho jy ga is ma makret ka balm nahai hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko khtam nahi kro gay tu nakaami ho gi

                    Forex business ak asa business hy jis me tread karty waqat sb member ko loss hota hy koe members loss hone se nhe bach sakta na he hum loss ko khtam kar sakty hy is ly hume forex treder se practice karne ho ge aur knowledge aur experience me bhe izafa karna ho ha jb hum experience hasil kar lety hy to hum loss ko khtam kar sakty hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko khtam nahi kro gay tu nakaami ho gi

                      Los ko kaise khatm kiya jaaye Mujhe Koi Bata sakta Iske bare mein Kyon Ki market ke movement Ko Kisi Ko Bhi pata Nahin chalti Jahan market Ka Dil Karta Hai vahi movement karti hai aur Hamen loss ho jata hai to Logon Se Kaise bacha Jaaye
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko khtam nahi kro gay tu nakaami ho gi

                        Ji aapane theek kaha hai ki Hamen loss Se Bachana chahie uske liye Hamen Forex mein Apne knowledge ko increse karna hoga Forex Mein Apni learning ko increase Karen itni acchi Mari learning Hogi utna hi Ham loss se bach Saken ge
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko khtam nahi kro gay tu nakaami ho gi

                          loss har traders ko ho hmjata ha jub aik baar loss ho jaey tu ap ko tention nehi leni chahiey jub loss ap ko baar baar honay lag jaey tu wo fikar ki baat hoti ha or ap ko phr baar baar loss ap ki apni mistake ki waja se hota ha ap ko chahiey kay ap Apne analysis ko strong karay or os me mistake ko theek karay jub ap ki mistake kam ho jaey gi analysis me tu ap ka loss bhi kam ho jaey ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko khtam nahi kro gay tu nakaami ho gi

                            Ham Logon Ko loss ko khatm karna chahie Kyunki jab tak ham log loss Ko khatm Nahin Karenge tab tak kamyabi Hamare liye Mumkin Nahin Har chij Ke Andar Ham Logon Ne Soch Samajh Ke step lena hai ki kya karenge to loss Nahin hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko khtam nahi kro gay tu nakaami ho gi

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sak305 پيغام ديکھيے
                              Forex main jab aap ko Loss hota hai tu aap ko khtam karna chaiy aap khtam nahi krtay tu aap ko nakaami hoti hai iss Lia loss khtam kro gay tu kamyabi ho gi
                              Apni trade Mein loss ko khatm kar Pana impossible hai lekin loss ko minimised Jarur Kiya Ja sakta hai agar Ham mehnat Karke aur proper tarike se kam Karen To Ham Apne loss ko minimise kar sakte hain aur Iske alava Ham Jab Bhi trading Karen To Hamen stop loss use Karke kam karna chahie sirf ec tarike se Ham loss ko minimise kar sakte hain
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X