Stop loss ke importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss ke importance
    Dear friends hum bagar stop loss ke jab bhe trade karen ge to hamre account wash hone ka khatra hota he or jab stop loss traders set kar leta he to us ko yaha pe apne trading ko secure karne ka moka mil jata he or wo yaha pe agar stop loss use hoga to to hum riak free or tension free ho ke kam kar sakte hen or bager ke pareshani ke hum yaha se achi income kama sakte hen ku ke hum yaha pe apne fundamental ke dekh kar jab bhe trading karen ge to loss hone ke chances ko mazed kam se kam kar len ge. Ye kam hum ko trade lagane se pehle karna hoga ku ke jo log ye kam nahe karte to un logpo ko nakami ka samna karna parta he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss ke importance

    Dear brother forex trading men stop loss ki bahut ziyada importance hey kiun k trade lagatay waqt stop loss ko set kar k loss ko aik jaga fix kar letey hen aur forex trading loss ko khatm tu nhi kar saktay lekin stop loss laga kar loss ko kam zaroor kar saktay hen aur phir safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss ke importance

      dear friend forex trading mn stop loss ki bahot ziada importance ha keun k stop loss forex trading ka aik aisa tool ha jis ko use kr k ap apnay account ko wash honay sa bacha sktay hn isliay jb bhi trade lgayn to sath stop loss ko lazmi use kren
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss ke importance

        Bhai Jan bht achi information share ke Hai ap ne her trader ko in per mukamal tor amal krna chahye qk her business men profit r loss donu ke chance sath sath hote to hum loss ko ignore Ni KR skte lkn hum planning r experience r knowledge ke zarye is ko Kam se Kam control kr skte Hain jese keh stop loss ke option ke zarye r account bhi is se Bach jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss ke importance

          Dear stop loss os ko khty hain k jb hamarai hamari trade loss mi close ho jati ha is ka faida ya hta ha k asi trade jis ka hami yakin ni hta k profit dy g ya mtlb risky trade hti hain ham phr stop loss lga dty hain yani job thori loss mi jay to khod bakhod close ho jay hami markeet bar bar check ni krni parti sl tk jaty hi order close ho jata ha mazid loss ni ata
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss ke importance

            Dear friends es mein koi shak ni k forex trading mein stop loss ki boht ziada zrorat hoti hai or es ki boht ziada ehmiyat hai stop Loss se jaha tak ap ne stop loss lagaya hai waha ja kay auto pe close ho jaye ga or apka loss Kam ho ga jo jaldi recover ho sakta hai es liye es k faiday ziada hotay hain
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss ke importance

              g han dear forex user forex forum mein hamin chahiy keh ham jab bhi kisi bhi pair per trde lgain to uss mein sl zaroor lagain isi liuy hamin forex mein loss sey bachny key liy aur profit hasil kernuy key liuy sl and tp ka use kerna chahiy iss trah ham iss mein profit key sath achi earning bhi ker sakty hein aur forex mein kamiyabi bhi hasil ker sakty hein .
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss ke importance

                Forex Business main stop loss ki hamare liye bahut hai isliye hamen chahie ki Ham Hamesha apni trades main stop loss ka istemal jarur Karen Taki Ham Apne account ko save rakh saken
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss ke importance

                  Boss aap ki baat belkul durast hai aur mien tu as mien her bar ye hi kehta hun k ham ko as mien jab b trade kerna hota h tu ham ko as mien plan karna hota h agar ham as mien paln kerte hen tu ham as mien kaamaee ker sakte hien
                  as lyee her bar ham ko aik mukamal plan karna hota h aur ham ko as mien aik achi zindgi hasil karna hota h jab ham as mien acha kaam ker lete hien tu ham as mien her bar her trade mien kamaee ker sakte hien aur hamain jab b trade karna hota h tu hamain as mien stop loss ko zaror use kara hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss ke importance

                    stop loss ki importance ya ha ky isko use krky hum apny account ko washed hony sa bacha skta ha humy chaiya ky hum is forum pa diya jany waly sb tools use kryn taky in the end humy ksi bhi kisma ki pareshani na ho or hum achi trade krky ak behtreen trader ban skty han
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss ke importance

                      stop loss ky bgair forex market main kam karna asy hai jesy bgair bgair helment ky bike chlana hai stop loss ap ky account ka safe gaurd ha jiss say ap ky account ki life ziada ho jati hai es lea es ky bgair ap jitni bhi try kar lain success nahi ho sakty hain es lea ap ko forex main stop loss k bgair kam nahi karna chaheay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss ke importance

                        ji han bhajan Apne bilkul theek hi kaha hai Hamen stop loss ke sath Hi Kam karna chahie kyunki Agar Hamen ismein stop loss lagakar kam Karte Hain To Ham ismein kamyab ho sakte hain aur ismein bahut accha profit bhi Kama sakte hain To Hamen chahie ke Ham Vishva Mein profit ke liye bahut hi kam Karen aur ismein stop plastic profile Laga kar kam Karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss ke importance

                          FoRex TRaDiNg Main Stop LOss ImRoTanCe HoTa Hain Forex TradIng MAin StOp LosS Use KarnA APne AccOunt Ko Danger ModE SE NiKaL SakTe Hain Is Main Stop Loss Use Karne Se Hamra Account BalaNce SAfety RehtA Hain Isi Liye Hamen ChHaYe Aur Hamen Chaye Ke Ham Is MAin Hr Trade MaiN STop Loss Ko RakHen
                          Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                          :1f4af:

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X