Forex mein analysis ki ahmyat kia h ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein analysis ki ahmyat kia h ?
    G haaan my dear fellows mera ap sab sy ye sawal h ky analysis ka hmri zindge mein kia aham kirdadar h ? Analysis sy hum kasy trading kr skty h hmye analusis sy faida hota h ya nuqsan hota h analysis kasy krna chey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein analysis ki ahmyat kia h ?

    bhai jaan trading key liuy to analyse bht hi zarori hy hamin analuse sey markeet ka pta chlta hy keh markkeet is trah aur kis direction mein move ker rahi hy isi liy agr ham analyse krein gy achy treekuy sey to ham right direction mein trade lgain gy according to markeet movemnts key trade open kernuy sey hamin profit hasil hoga jub keh analyse na kernuy sey ham markeet key reverse bhi trade open ker sakty hein jis ki wjaa sey nuksan ho sakta hy.
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein analysis ki ahmyat kia h ?

      dear friend forex trading mn achhi trading krnay k liay analyses k sath trade krna bahot zroori ha isliay ap jb bhi trade lgana chahen pehlay market ki movement ko achhi trh read kren aur phir trade lgayn to ap achha profit gain kr sktay hn
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein analysis ki ahmyat kia h ?

        dear friend forex main achi earning hoty hy achay analeses say hy agar hum market kla analeses na karen to hum as main kis tarah ak acha order opon kar sakty hain analeses say hi foerex main kameyabi hoty hy
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein analysis ki ahmyat kia h ?

          Assalamu alaikum my dear friend ummid karta Hun KY ap khairiyat se honge.
          Yahan bhai jaan aapane bahut hi achcha question Kiya hai Forex mein analysis ko bahut ahmiyat hasil hai agar ham Kisi e currency ka trading karne se pahle analyses kar lete hain to humko is se pata chal jata hai ki ham ko ismein profit Hoga ya loss isiliye analyses ek behtarin tarika Amal hai analysis karne se humko bahut bada fayda ho sal hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein analysis ki ahmyat kia h ?

            Agar Ham market Mein acchi trading Karke profit Hasil karna chahte hain to market ka Hamen planning karna hoga Agar Hamara planning bahut hi Acha Hoga aur ham market ko acchi Tarah analyze Karke ismein trading Karenge To Hamen Acha profit mil sakta hai isliye Hamen chahie ki Hamen market Mein pahle planning Karni chahie aur Hamen Acha analyse Kar Ke trading karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein analysis ki ahmyat kia h ?

              tradding me analysiss ko bhott importance ha agrr trade krnii syy pehlyy markett ko analyse krn ge tou hmn loss nae hoga anaysis syy humeinn bhottt faida hotaa ha experience b milta ha arr hmm bhott kuch ssekh jatyy arr ainda mazeed loss syy bach jatyy hn forexx me analysiss syy bhot faida mila ha arr profit b is liye trade lganyy se pe market ko analyse kr lnn phirr trade lgaen..
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein analysis ki ahmyat kia h ?

                Asalam-o-alikum dear forex trading mein humy analysis kiye baghair koi bhi trade open nahi karne chahiye warna humy es sy loss hoga , analysis karna forex trading mein bhut zaroori hy aur es ki bhut ihmeyat hy , analysis karny sy humy market ki movement ka pata chalta hy jis sy hum phir ache trading kar sakty hain aur profit bhi gain kar sakty hain ...
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein analysis ki ahmyat kia h ?

                  G han my dear forex memebers, forex main analysis bhot zroori hoty hain es k elawa humain trading ni krni chahye, q k market ki movement ka pta hona zroori cheez ha, hm ko chahye k hm knowledge aor experience k elawa trading na krain aor analysis k sath trades open krain aor money management ka khas khiyal rakhna chahye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein analysis ki ahmyat kia h ?

                    hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha buisness hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik acha busienss hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex mai poor mans or job less mans be km kar sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X