assalamu alaikum dear all Forex member
aap sab kaise hain ummid hai k aap sab theek honge doston aaj main aapse yah kahana chahta hun hamen din ka ek target set karna chahie aaj humne itna profit kamana hai yah itni trade lagani hai uske bad close kar dena chahie chahe aap ko loss ho ya profit Ho uske bad aap trading ko close kar den agar aapko loss ho jaaye to aap apni galtiyon ki nishan dahi Karen aur un galtiyon se sabak hasil Karen dobara na karne ka aehadd Karen

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим