Posts k sath sath learning aur parectice bhi zarori ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Posts k sath sath learning aur parectice bhi zarori ha.

    W salam g ap sai khai rhay hy agar ham log Forex trading ne learning ke sath sath demo kaun per practice karna na chhode hain aur karte rahenge to Ham Forex trading mein jald kamyab ho sakte hain aur acchi earning hasil kar sakte is liya hamy chaiye ky ye kam earning ky sat karna chaiye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Posts k sath sath learning aur parectice bhi zarori ha.

      Walaikum salam , sahi keh rhe han ap hmein forex PR posts or threads create krne k sath sath experience bhi hona chahiye or experience k lye zrori hy k ziada sy ziada time forex mai spend krein or ye experience hmein demo account sy bhi hasil hota isi lye sath sath demo account bhi use krein or market k rujhaan sy wakif hon or achi trade krke acha profit hasil krein
      • #18 Collapse

        Re: Posts k sath sath learning aur parectice bhi zarori ha.

        Walaikum Asalam. Gee han bilkul learning first then posting and i think forum par itny achy or senior members ki thread hoti hain jin say forex say related knowledge bhi hasil hoti hain . Knowledge able thread open kary wo read kar k post kary har thread m kush na kush knowledge hasil hoti rahti hain
        • #19 Collapse

          Re: Posts k sath sath learning aur parectice bhi zarori ha.

          hun ky hm is kam ko dusry kamon sy prefer dety hain is lia hm is ko chunty hain kiun kuy is mn hum ko koi cheat ni karta is lia hm ko is kam main himat sy kam lena chayia choose theforex trading in the trading you can have the trading skills and the trading lose and experince which is helpfull to you in the marketing and also the making profit you just keep your eye on
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #20 Collapse

            Re: Posts k sath sath learning aur parectice bhi zarori ha.

            Gee haan forex mein aap post bi krtay rhay or sath sath learning bi kray gay tu hum ko acha knowledge hota rhay ga or sath sath damo account pr practice bi kray gay tu kamyabi hasal ho gi agar aap posting hi kray gay practice nahi kry gay tu aap ko kamyabi hasal nahi ho sakti iss Lia post bi kray learning bi sath sath kray or damo account pr practice bi kray
            • #21 Collapse

              Re: Posts k sath sath learning aur parectice bhi zarori ha.

              Jee bilkul aisa he hain hum agr iss main agye barna chatye hain toh humain iss main learning k saat saat iss main apni posting pr be zor data parta hain hum iss main jab posting karta hain toh humain iss main relax mind sy karna chaiye tabhi hum iss main apni learning kar sagta hain or humain iss main pratices be demo pr kar k apni skills ko better kar sagta hain humain iss main humesha safe trading karni chaiye tabhi hum iss main kamiyaab hain
              • #22 Collapse

                Re: Posts k sath sath learning aur parectice bhi zarori ha.

                Friends bonus ko earn krnay k liyay hamay daily posting to krni he ha lekin hamay is k sath sath apni learning ko b enhance krna chahiyay kyn k learning k bagair hum trading may successful nahi ho saktay or hamay bonus earn krnay k baad b trading krni parti ha jo learning k bagair possible nahi is liyay hamay zada say zada knowledge gain krnay ke koshish krni chahiyay.
                • #23 Collapse

                  Re: Posts k sath sath learning aur parectice bhi zarori ha.

                  ji han bilkul aapki yah baat hai bilkul theek hai aur Main is baat se bilkul agri karti Hun ki forex business mein kamyabi hasil karne ke liye Ham mere pass acchi practis kahan Hona bahut hi jyada jaruri hai kyunki jab tak hamare paas acchi practis nahin hogi tab tak Ham acchi earning nahin kar sakenge
                  • #24 Collapse

                    Re: Posts k sath sath learning aur parectice bhi zarori ha.

                    W salam my dear forex fellow, g han apny sahi bat ki ha forex main hmary pass knowledge aor experience ka hona bhot zroori ha, q k forex main hm k elawa kabhe bhe kamyab ni ho sakty, like jaisy hm forex main posts krty hain to un k sath sath hmary pass learning ka hona bhot zroori ha, bhot saari chezain hain jo hm posts aor threads sy bhe learn krty hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: Posts k sath sath learning aur parectice bhi zarori ha.

                      G haaan ye bat bilkul theek h ky post krny sy sath sath learning or parctice bhe zarori h g haaan jb bhe ap post ksrty h tu us sy ap bhuy koch sekhty bhe h or sekhty h bhe post ky sath sath learning krna bhut zarori h or experince bh karty rahy
                      • #26 Collapse

                        Re: Posts k sath sath learning aur parectice bhi zarori ha.

                        Sar ke pass capital Hona chahie jo ki market Mein investment karne ke liye ho Uske bad aap log isko account ko manage karne ke liye bhi aap kisi ko bhi de sakte hain jaise Jaise aadami Ho Jayegi aapka account manage aur profit wala Hota Jaega aap time ke hisab se isko isliye manage Karte Jaenge properly kam karne ke saath saath
                        • #27 Collapse

                          Re: Posts k sath sath learning aur parectice bhi zarori ha.

                          G dear ap ny sai kha hy ki agar ham log Forex trading ne learning ke sath sath demo kaun per practice karna na chhode hain aur karte rahenge to Ham Forex trading mein jald kamyab ho sakte hain aur acchi earning hasil kar sakte hain isiliye hamen Forex trading ko ignore nahin balky is me mhenat karni chaiye
                           
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Posts k sath sath learning aur parectice bhi zarori ha.

                            Ji bilkul posts k sath sath hamain apni learning par bhoot ziyada tawaju deni ki zarurat hoti ha keunky Forex main hamesha hi knowledge hasil karty rehena chahiye isme hamara ziyada se ziyada faida hota ha keunky bina knowledge ka forex main ziyada dar tak kam karna mushkel hojata ha.
                            Jazak ALLAH ツ

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X